Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?
    Forex trading oon k lye muskil hoti Ha Jin k pass forex k baray main knowledge aor experience nhi hota ha aor AAP sub forex trading ko aasan is tarah bana saktey Han k sub se phly aap Demo Account banain phr os PE trading KR k practice karain aor saath saath senior teacher se bhi learning lay kr Trading krtey rahain ta k aap k knowledge main aor izafa ho aor AAP sub ko forex trading aasan ho...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

    Forex trading sirf aesy logon ky liay mushkil hai jo raton rat ameer banana chahty hain ky agar ham forex market main bahot achi amount invest kerty hain aur phir us per bahot zyada earning kerny ky liay bahot bara risk lety hain tou phir aesa nehi hota ky ham bahot bari amount hasil ker lety hain hamara sirf account hi wash hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

      G t dar, ap thwk keh rahy hain forex un logo kaliye mushkil hoti ha jin k pass forex ka knowledge aor experience ni hota, hm ko chahye k hm ko jab tak forex ka knowledge aor experience na ho hm trading na krain balkeh demo account par practice krain aor learning k bad trading start krainta k hm acha profit gain kr skain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

        G han yeah baat theak hey k Pakistan forex forum main trading kin logo k leay mushkil hoti hey. Pakistan forex forum main trading in logo k leay mushkil hoti hey jo senior k mashwra istamal nahi karte ager senior k mashwra istamal kia jay to trading bahot he asan hoti hey.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

          Bhi apny acha sawal pocha hai forex trading new trader k lye boht mushkil hoti hai kui k new trader ko kuch pta nai hota es lye new trader shoro me boht los karty hen mgr phr jb unhe experience milny lgta hai tb unka los km hony lgta hai aur profit barhny lagta hai es lye koshish karen k apko zyada experience mil saky.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

            G han bhai ap ki bat thek hay, jen logo k pas forex ka knowledge nai hota un k leay forex trading bahut mushkel hay aur woh achi trading nai kar saktay but jen traders k pas acha knowledge aur experience hota hay woh asani k sath market ko analyse kar k achi trades open kar letay hain aur acha profit earn kar letay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

              Forex forum of pakistan main work karny waly new members k liyay forex trading start main thori mushkil hoti hay kyon k woh new hoty hain aur un k pass forex trading k bary main ziada knowledge aur experience nahi hota aur trading k liyay practice ki zarorat hoti hy jo ap kisi bhi broker say apna demo account bna kar trading ki practice kar sakty hain is ka yeh benifit hy k jab ap live trading karain gay to ap ko acha profit hoga
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

                assalamu alaikum all Forex member ji haan mere Bhai aapane bahut achcha sawal poochha hai Forex trading un logon ke liye mushkil hai jo mehnat nahin karna chahte aur shortcut se Paisa kamana chahte Hain aise log aankhon mein greedy lekar market mein trading karte hain aur jab unka loss ho jata hai hi to Forex ko bura bhala kahna shuru kar dete Hain aise log mehnat nahin karna chahte loss hone ke bad FIR mayus hokar chhod dete Hain trading co mere Bhai agar aap ismein mehnat karoge to aap ismein kamyab Ho sakoge nahin to ismein aapka loss hi loss hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

                  G dear aap nay achi baat ki hai. Forex trading wesay tou bilkul simple hai aur iss mai koi aisi mushkil cheez nahi jo samajh mai naa aa sakey. Jo traders theek aur proper tareekay say trading seekhay baghair aur mt4 terminal ki study kay baghair real trading shuru ker daitay hain unn kay liye trading mushkil bann jati hai. Forex trading ko assan bananay kay liye traders ko demo ki practice aur training ziada kerni chaiye aur expert traders say tips zaroor laini chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

                    AOA! dear senior and junior members kaisy han ap log ji bhai forex treading un logon k liay mushkil ha jinhin iska knowledge aur experience nhi hota aur unhon na demo per bhi parectice nhi ki hoti live acount main treading se pahly demo ko use kerna zarori ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

                      Jiya bhajan aapane bilkul sahi Kaha Hai Duniya Ke Liye Forex member thoda Mushkil ho jata hai lekin Agar vah member ismein junior bees Mein acche tarike se kam Karenge to vah bhi ismein Kamyab Ho Jaenge vah mehnat Karenge to unko chahie Dil lagakar kam Karen Aur mehnat Ke Sath Hi Kam Karen vah Kamyab Ho jaenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

                        Asslam o alaikum dear forex member apnay sahee kaha hay Kay Forex trading main difficulties unko pesh Aate Hain Jo ismein lalach karte hain aur acche se kam karne ki koshish Nahin Karte unke Liye Har Waqt difficulty hoti hai ismein.lkn hamain is main Buhat hi care full hona chahiye.
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

                          Jo log had say zyada indicater use kartay hain wo aksar loss kartay hai aik jo log bagair seekay issko karta hain un keleye ye buisniss thora mushkil hota hai aur jo log lalach aur emotions ko control nahe kar patai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

                            Assalam alaikum mera experience ka mutabiq forex trading main un logon ko mushkil hoti hai jo bagair learning ka forex ko join krta han kiun ka jab hamara pas forex ka knowledge nea ho ga tu ham trading kaisa kran ga aur ak aur trah ka logon ko forex main mushkil hoti hai wo jo log overconfidence hota han un ko bhe forex use krna main kafi masla ata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading kin k lye muskil hoti ha?

                              FOREX trading un ky leye muskil hote hy jin main confidnce ke kme hote hy, or jo log forex pora pora smjhty nhe hain bs yahe smjhty hain kay ae or post pr comment kr deya halaky asa khuch nhe hay jo bhe cheez likhne hay apne soch or ap nay khuch soch kr uska jwab daina hota hay,,, bhtr yahe hota hay kay sb khuch krny say phly kise guid ke raae lay laine chahye ,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X