Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?
    Dears ager hum kise trade ko open ker rahe hoon hum ko chaye k hum es ko ehtiyat k sath hi open keren kuon k ehtiyat keren gevtu hum trae sahi ooen ker len ge warqn hum kii mustake ker haen ge jis ki vaja sy hum ko loss hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

    trading kerty wat hamen jo bhi pauir ko analysis ker rhy hain to usko acvhy treeqy sy dhaikty rahen ager ham us ko achy treeqy sey dhaikty areh gy to trade open kerty waqt hamen confusion nh ho g jo k hamry liiye best hai.aor ham usssi pair per he trade open keren gy.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

      G ha bhi jan ap jantay hay koi bhi kam ho ya business ho os ko kernay kalay hamain ziada say ziada ahtiyat kerni perti hay kou kh os main ko galti na ho jay asi tahra forex main bhi treadung kertay vakekt hamin ahtoyat ker chhay tha kay ham say koi galti na ho jay. I
      • #4 Collapse

        Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men trade lagatay waqt ihtiat iss liay zaroori hey k kahen ghalt trade nah lag jay jiss ki waja se loss nah ho jay iss liay soch samaj kar fresh mind k sath trade open karen ta k koi mistake nah ho jay
        • #5 Collapse

          Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

          G bhi jan ap bilkul thek khe rhe ho ke pakistan forex me hme posting pore ehtiyat se karne chahye kioke agar hm ihtiyat se kam karte he to hm maximum profit kma sakte he or bhot acha trader bn sakte he
          • #6 Collapse

            Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

            g han bhai jan ap bilkul thk kah rahy hn mn ap ki is bat ko manta hon forex mn sb sy ahm kam to trading ka hota hy bnda pora maheena posting krta hy jo bonus milta hy us ka istml bhi hm ko achi trah ana chahiy trading mn lalach nhi krni chahiy r trade krny sy pahly hm ko markete ki bhi khbar leni chahiy ta kah loss any k chances km ho jaen
            • #7 Collapse

              Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

              Mere dost trading me ehtiyat karna is liye zaroori ha kiu ke apky aik chut si mistake se bhi apko loss ho sakta ha is liye agar ap ehtiyat ke sath trading nahi karo ge to apko loss he hoga is liye ehtiyat ke sath trading kare
              • #8 Collapse

                Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

                Forex forum of pakistan main trading karte waqt ahtiyat zarori hy agar ap trading say pahly technical analysis nahi karain gay aur trading say pehly jo news di jati hain agar ap us ko read nahi karain gay to ap perfect trading nahi kar paiyn gay forex trading main ap ko markeet ki movement ko bhi samajhna hota hy is liyay trading say pehly ehtiyat zarori hy
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

                  G bilkul trading krtay time hamay bht ehtiyat say kaam krna parta ha kyn k aik mistake hamay loss ke taraf lay k ja sakti ha. hamay chahiyay k hum apnay kaam ko pooray dehaan say karein ta k kisi tara ke mistake na ho or hum apnay kaam ko efficient way may kr sakein or is qabil hon k trading kr k kuch na kuch earning kr sakein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

                    trading kerna aik risky business smjha jata hy kue forum sey ham jo bhi bonus hasil kerty hein uss per trade lga ker hi ham earning ker sakty hein ager ham ehtiyat sey trading ni krein gy to zahir si bat ham apney bonus sey benifits hasil kernuy ki bjaiy loss hasil krein gy achy profit ko earn kernuy key liy trading men ehtiyat bht hi zarori hy,,
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kerte waqt ehtiyt kuon zaroori hai?

                      Boss aap ki baat belkul durast hai aur her bar ham jab kio kaam karne lagte hien aur ham as ko irada kerte hien tu ham as mien pahle mansoba bana lete hien k ham ko as mien asiy kaam karna h aur ham ko as mien aaisy kamyabi hasil karna h
                      agar ham as mien acha kaam krte hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien agar ham as mien acha kaam nahi kerte hien tu ham as mien nuqsan hi nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien koshesh kerna hota h aur trading kerte waqt hamain ahtyat karna hota h aur bad mien kaam karna hota h.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X