Harkat mein barqat hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harkat mein barqat hain.
    A.o.a umeed h ap sab thek ho gy dear frind mera bat karny ka matlb ye h ky jb bhe hum zyda mahnt kary gy jtni mahnt karty h utna hi phal mily ga utna hi faida hasil hota h utna zyda hmye phal mily ga mahnt qbhi bhe raiga nhe hoti harket kary gy tu barket hoge hum jtni bhe mahnt kary gy us mein barket hoge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Harkat mein barqat hain.

    ji han bhai jan is kam mn jo harkt mn rehta hy matlab jo mehnat say kam krta hy vahio kamyab hota hy is akm mn jo bhi sost chalta hy to vo pechay reh jata hy mehnat say insan kabi bhi ni roj sakta mehnat say insan agy barta jata hy
    • #3 Collapse

      Re: Harkat mein barqat hain.

      g bilkul bhai agr kuch karny ka socho gay kuch kro gay to ALLAH pak ap ko sila bhe dy ga agr ao than lo koi kam krny ki to us kam ko finish kr k hi jan choro kisi bhe kam ko adhora na choro adhori sirf zindgi hoti hai jo k akhrat men mukamal ho gi so
      • #4 Collapse

        Re: Harkat mein barqat hain.

        g han ager ham mhnat ker k herkat kren gy to aor daily time men apni posts ki limity ko poora kren gy to zroor ham is men akmyab ho jain gy.is liiye hamen chye k ham jitna kam kerna chye usko lazmi mukaml krenm ager ham daily bassi per apbna kam mukaml kren gy to ham is men zroor kam ayb hio jain aor aik din trading men apona target achieve ker sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Harkat mein barqat hain.

          dear friend harkat main hi barkat hy as leye ap ko chahye k ap thory mahnat karen aur forex main kam karen gab ap as main mahnat karen gay to ap ko as main kamkeyabi bhi zaror mely gi qu k kisi ki mahnat kabhi zay nahi hoty
          • #6 Collapse

            Re: Harkat mein barqat hain.

            g ap ny thk bt ki k harkat mn brkat ha hum hath chlyn gy to hmen brkat mily ge isk lye hmen mehnat ki zrort ha tb hmen faida hoga achy kam ka sila acha hota ha
            • #7 Collapse

              Re: Harkat mein barqat hain.

              G han Friend apny thk kaha hy k k kam m harkt hoge to allah pak hmy kamyab karin gy to hmy profit hsel hoha js kam krna sochy ro ur us kly mehnat sy aur wakt pay kam krna chahy jes sy kameyabi hoge aur hmesha hm kamyab hon gy aur kisi c hath barhy gay bh nh sirf Allah v hath barhy hmy mehnat sy kam krna chahy jes c hmy profit hsel ho.
              • #8 Collapse

                Re: Harkat mein barqat hain.

                g ha g harket main barket hain agars ham apny kam khud kary gay to is main hamri barket hoti hain hamy chahy k ham apny faidy k ly apny kam main harkt kary or os main barkt hoti hain
                • #9 Collapse

                  Re: Harkat mein barqat hain.

                  bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum without hard work or harkat sa kaam nhi lataa ha to per hum ko loss he hotaa ha laken ager hum harqat nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga.............
                  • #10 Collapse

                    Re: Harkat mein barqat hain.

                    forex aik wasee business hain hamy acha knolwedge or experience gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busines hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Harkat mein barqat hain.

                      w.salaam g haan jb tk hm kisi kaam ko krne k lie harkat nh kren gy to hm kesy us kaam main kamyaab ho skty hyhn agr hm chahty hyn keh hm jo kaam kren us main barkat hoto bagair mehnt k kisi kaam main barkat na mumkin hy islie hmen chaye keh hm bhi forex p mehnt kr k acha earning kr sken r jitna bhi kaam kren dil lga kr kren takh hmen hmry kaam ka acha bonus mil sky.
                      • #12 Collapse

                        Re: Harkat mein barqat hain.

                        g bilkul sahi kaha hy ap ne harkat me hi barkat hy jb tak hm mehnat nh krty hamen kch nh milta asy bethy bithae or hamen forex pe mehnat or koshish jari rakhni chahiye or loss se nh ghabrana chahiye kisi ki mehnat zaya nh hoti isliye hamen dil lGA K kam krna chahiyee.
                        • #13 Collapse

                          Re: Harkat mein barqat hain.

                          Assalamu Alaikum ji brother aapane Sahi kaha hai ki Hamesha Harkat Mein hi prakat hoti hai Kyunki Jo kam Ham kar Baithe kar sakte hain vah To Hamen lazmi karna chahie Jaisa ke Forex form is form ke liye ek behtarin platform Diya gaya hai so Hamen main isase bharpur fayda uthana chahie Aur ismein Din Raat mehnat Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Harkat mein barqat hain.

                            G han brother harkat mai hi barkat hai and forex mai is misal se murad yehi hai l him yahan bus account bana ker hi na beth jaen balky mehnat karen achi achi posting karen phr hi humy us ka phal mily ga r aesa phal jis mai barkat bhi hogi mean acha bonus gain kren gy hum
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Harkat mein barqat hain.

                              Ji han Sir bilkul Jo mehnat karta hai aur Forex ko time Deta Hai wahi is Mein kamyabi Hasil kar leta hai agar Hamen ismein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Demat account ke sath Pakistan Forex form ko bhi time Dena chahie Taki Hamari learning mein aur Jyada battery Aaye aur ham ismein bahut achha munafa kamae trading karte hue

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X