Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.
    AOA! dear forex members kaisy han ap log is thread main man na kaha ha k forex main ager hum kamiyab hona chahty han tu humain mehnat se kam kerna hoga q k mehnati ki mehnat zaya nhi hoti aik na aik din usy kamiyabi milti ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

    ji bilkul aisa hi hai ki jo bhi shak hai Kisi bhi kam mein Main hi karta hai uski mehnat kabhi Bhi jaaya nahin jaati isliye hamen forex business mein bhi apni mehnat ko jari rakhte rahana chahie ek na ek din aap ek acche aur best trader Ban sakte hain aur isase bahut acchi earning kar sakte ho
    • #3 Collapse

      Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

      G ha bhi jan ap zoror jana chay kah koi bhi kam ho as ko kernay kalay mahnat ki zarort hoti hay laken forex main kam kerny kalay hamin bahot ziada mahnat kerna chay.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

        ji han bhaoi jan hm agr mehnat krty hyn to hamri mehnat kabhi bhi zaya ni ho sakta agr ham mehnat krty hyn to hamri mehnat kabhi bhi zaya ni jati agr ham mehnat krna chor jaty hyn to ham is kam say apna maksad kabhi bhi ni poa sakty
        • #5 Collapse

          Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

          mehnati ki mehnat ka sil insan ko ALLAH ki zat lazmi deti hai kion k mehnat ka sila hamesha lazmi milta hai insan kabhe bhe mehnat k siwa koi kam achy sy ni kr sakta
          • #6 Collapse

            Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

            Jo Insan mehnat Karta Hai uski mehnat kabhi bhi Rahega Nahin jaati Kisi Na Kisi time per usko uski mehnat kasila Mil Ke rahata Hai Allah Kisi Ki mehnat ko Rahega nahin karta Hamen apni mehnat Jari rakhni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

              g yeah tu duniya ka asool hay kay jiss nay mehnat ki usko kamayabi mili aor forex kay bhi kuch isi trah kay asool hain jiss yahan pay ziada mehnat ki us nay apni manzil ko hasil ker liya isi liey ham ko chiey kay forex per daily ka kam daily krain
              • #8 Collapse

                Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

                Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap ki bat bilkull theek hai forex p mhnt ka ajr mlta hai mhnti ki Allah mhnt kbi zat ni krta humn sbr krnna chay ta k hmn loss na ho r hum trading min kmyyab ho jain
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

                  Dear friend forex business mn trading kaa Duran app jab mahnat saa kam karta han app koo uss mahnat saa zaida app kam kar kaa apna teared koo kamyab bana kar akk achi earning hassle kar kaa akk kamyab teareder ban sakta han
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

                    W salam dear, ap thek keh rahy hain beshak mehnat ka phall zroor milta ha aor kabhe bhe mehnat zaya ni hoti, jo log bhe forex main mehnat sy kam krty hain wohi log kamyab trader hoty hain aor achi earning krty hain, mehnat insaan ko confidential banati ha aor confidence sy ki gai trading kabhe nakam ni hoti aor ye aik kamyab trader ki nishani ha, aor kabhe bhe mayoos ni hona chahye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

                      G han ap ki baat bikul thik hy ju shaks forex main mehnat karta hy din raat baht kar kaam karta hy posts karta hy ya trade karta hy us ki mehnat kabhi zaya ni jati usy is ka inaam milta hy aur wo acha bonus aur achi earning karta hy.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

                        G bilkul ap ny thik kaha hy menti ki mehnat kabhi bhi zaya ni hoti jo shaks jitni mehnat karna hy wo us ka phal pata hy agar koi ziada mehnat karta hy tu wo ziada acha trader banta hy aur agar koi kum mehnat akrta hy tu wo kum acha trader bn pata hy.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

                          Thek kaha dost mehnat karne wale ki mehnat kabhi waste nahi hoty agar ap forex me mehnat ke sath kaam karo ge to apko apny mehnat ka phal zaroor mile ga ap jitny mehnat ke sath is me kaam karo ge apko is se utna he fayida hoga is liye hame mehnat ke sath kaam karna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

                            w slam g ap ny thk kaha k mehnti insan ki mehnat kbi zaya nhe hoti khuda mehnat krny waly ko uska phal zror deta ha is lye hmen b mehnat krni chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnati ki mehnat zaya nhi hoti.

                              g han ap shai kah rhy ha ham log forex par jitna zadakam kar laiya ham logo ko chayia ka ham log is par mehant karya ku ka ham logo ki mehent wgar kabhi be zaya nai hoti ha hamlogo ko mehant wagra ka lazami reszult milta ha profit ki surat ma is liya ham logo ko kabh bve mehent karna nai chorna hayia bilka ham logo ko kabhi be himmat be nai harni cahyia ka ham log mehant chor data ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X