Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti
    Dosto forex trading me kabhi bhi ap mehant krty hen to ap nakaam nahi hoty bas apki mehant right direction me hni chye aur apko PTA hona chye k apki mehant sy kisi ko koi faida poncha rha hy us sy apko khud ba khud faida hoga is leay forex trading me hamesha jab bhi enter ho apko ye PTA hona chye k loss aur profit trading ka part hen isl leay positive minded ho k kaam kren
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

    Ji han bhai jaan aapki baat bilkul Forex trading mein agar Ham Nahin Karenge To Ham Jarur Ho Jaenge main sab Kuchh Karenge To Ham Aate Hain isliye Humko chahie ki Ham Forex trading mein jyada Se Jyada mehnat Karen Ham jitni mehnat Karenge trading Mein ham utna hi iska fal Hasil kar
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

      dear really ap ki bat correct hy tradeing main agar ap ko more say more experience h to is main ap kabhi bhi fail nahi hosakty hein so is k lye ham ko chye mind o fresh kr k trade karein is main kisi bhi kism ki hurry up nahi lena chye agar success gain karna hy to .
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

        dear friend forex trading aik complicated business ha lekin agr ap mehnat kren aur forex trading ka complete knowledge gain kren aur demo account pa achhi practice kr k trading experience gain kr len to hmesha forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

          G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein apni mehnat ko jari rakhna chahiye jis ki wajah se forex main hum kamyab ho sakte hain our forex main earning ki koi limit nahi hai forex main earning mehnat par depend karti hai jis ki wajah se forex main hum kamyab ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

            G Han thek kaha apny k hume Forex foram main kaam karte hue mehnat ko hamesha continue rakhna chaye or humari mehnat sahi simt main honi chaye or agee wo mehnat posting ki quality or trading main karte hain to apko achi earning hoti hai or kamyabi zarur milti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

              G han brother ap thek kah rahay hain, mehnat karnay wala insan kisi bi field main kamyabi hasel kar sakta hay aur esi tarah forex trading main bi wahi trader kamyab hota hy jo mehnat say kam karta hy woh kamyab ho kar achi earning karta hy aur jo trader mehnat nai karta woh kabi bi kamyab nai ho sakta aur na hi achi earning kar sakta hy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

                G han forex mn mehnat kabhi bhe nakam ni krti or ap jitni zyada mehnat or lagan sy kaam krn gy otnay zyada kameeab hn gy or ap ka jitna zyada experience barahy ga ap forex k baray mn knowledge mn ezafa ho gas or ap forex mn taraqi milti jay g
                دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

                  Assalam o alaikum dear friends and members umeed Hai ap sab thek aur kheriat se honge ap ne thk kaha k mehnat Kai b Kam ke kamyabi ke zamanat hoti Hai hamen chahye k hamen forex pe pehle dn se he kamyab hone k lye mehnat ko masalsal continue rakhna chahye r ksi be Hal men mehnat Ni chorni chahye to zaror success hamara muqadar hoge
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

                    G han apny bilkul sahe farmaya hai agar ap forex me mehnat karty rhy gy tu kabhi nakam nai hon gy ek din apko mehnat kamyab kary gi apko mehnat ka phal zaror mily ga forex me bary bary los ajaty hen jb ensan ka dil krta hai k forex ko chor don mgr jo chorny ki bjaye mehnat pe zor dety hen wo zaror kamyab hoty hen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

                      G my dear ap ny thek kaha k hm agar mehnat sy kam krty hain to forex kabhe bhe hm ko nakam ni bnata , hm jitni ziada mehnat krain gy utny ziyada successful rahain gy jo log forex main mehnat sy kaam lety hain wohi log achy trader ban sakty hain aor kamyab trading kr sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

                        Asalam-o-alikum dear ap ny sahi kaha hy mehnat karny wala kbhi nakam nahi hota hy ,es trah agar trading ko seekhany mein hum mehnat karen gy to hum zaroor kamyab ho jayen gy ku ky mehnat kbhi zaya nahi hoti hy ,humy mehnat ky sath forex mein kam karna chahiye tab he hum kamyab hon gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

                          gee han dost ap ne thek kaha ha hume is business main menat kha bi nakam nai krti hai hume is main mil jul kr kam krna hota ha jitna acha work krein gey hamre liye utna hi acha fadia be hoga daily menat krein analysis ko fallow krein
                          :1f60d: hard work :1f60d:
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

                            jee belkul forex trading mien mehnat hmain kabhi bee nakami ni deti hai or hamain as mein a ker her bar hard work karna hota hai agar hum as mien hard work kerty hien tu hum as mien earning ker sakty hien or hamain yehdifficult nazar ni aye ga as lye hamain as mien kam karna hota hai or hamain as mien behtreen ka kar k earning bee karna hota hai as lye mehnat karna zarori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading me mehant apko kabhi nakaam nahi krti

                              Jaenge main sab Kuchh Karenge To Ham Aate Hain isliye Humko chahie ki Ham Forex trading mein jyada Se Jyada mehnat Karen Ham jitni mehnat Karenge trading Mein ham utna hi mehnat karty rhy gy tu kabhi nakam nai hon gy ek din apko mehnat kamyab kary gi apko mehnat ka phal zaror mily ga forex me bary bary los ajaty hen jb ensan ka dil krta hai k forex ko chor don mgr jo chorny ki bjaye mehnat pe zor dety hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X