Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?
    Senior aur professional traders hamesha es bat par zor dety hey key leverage size ka ghalat use nahi karna chaye aur responsible tareeqy se es ko agar use kia jaye to loss kam ho sakta hay,

    mery khayal me leverage size ka ghalat use ham es condition me karty hey jab ham big lot size key through risky aur over trading karny lagty hey, ham lot size ka reasonable use nahi karty aur es waja se leverage size ka be ham ghalat hi use kar rahy hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

    bhai hume is main apne account k mutabiq leverage ko set krna chaiey agr hum is main extra leverage use krein gey tu hume lose ho sakta ha is main hume lalach nai krni chaiye samjdari k sath is main work krte rehna hota ha
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

      hamy ache leverage laga kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala busiens hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik world wide business hain
      • #4 Collapse

        Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

        Assalamu Alaikum ji dost liver exercise Jab Ham Jyada rakhte Hain unke ek ek rakhte hain to use kya nuksan yah hota hai ki Ham Jyada Se Jyada Ek trade Laga sakte hain lekin Jab ham lot size L average size Ek 1000 ka rakhte Hain To isase Ham to cribbon Koi 45 trade Laga sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

          AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g bhai ap ki bat bilkul theek hy kh kuch member leverage ka khayal nh rakhty or lot size leverage sy kahin ziyada rakhty hn or un ko loss ho jata hy ya bhr wh aik sy ziyada trades open ker daty hn jis sy un ki leverage ziyada ho jati hy or un ko loss ka samna kerna perta hy.
          • #6 Collapse

            Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

            hamy ache learning gain kar ky leverage laga kar kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka a brokers ka balm nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

              hamy leverage laga kar kam karny sy kamaybe mil jy ge forex aik unique buisens hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik asa busienss hiain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik bohat bara or acha busienss hain
              • #8 Collapse

                Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

                forex main ham trading karty hain hamy leverage ko achy sy samaj kar market ki movement ko dekh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

                  hamy leverage ko achy sy learn kar ky use karna chahey hamy achi learning hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham achi earning hasil kar sakty hain agr ham kisi office main kam karty hain ro ham isy part time join kar sakty hain or apna life style chnage kar sakty hain is main ham apny boss kud hi hoy hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

                    is forex main leverage ko use kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi knwoldge achi ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi expeirence hasil kar k hi hum run kar skaty hain but hamain market main bi utna hi leverage use karna ho ga jitna hamain is forex main faida hasil ho saky ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

                      Gee han hum ko leverage ka kabi b galt use nai karny chayie main apnay andaz se seb trader ko sajha raha ho leverage ka matlab hai 1$ par kitna margin laina hia matlab 1$ par kitnay dollar ki trading karny hai jaisay hum insta forex k bonus account par jo leverage milty hai wo 1.50 hoty hai is ka matlab hai hum 1$ par 50$ ki trading kar rahay hai is leverage par hum ko 1$ par 50margin ka milta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Leverage size ka ghalat use kesy kia jata hay?

                        yes leverage ka galat use is tarah Kiya jata hai ke aap big lots size ke sath trade open kar len lekin senior trader junior trader ko recommend Karte Hain ke wo kam se kam leverage ka use Karen take agar trading kay douran market ki kisi condition mein unko greed yah emotion aaye to wo leverage kam hone ki vajah se big lots size ke sath trade open Na kar sake isliye aapko leverage kam rakhni chahie aur leverage ka mis use nahin karna chahie leverage ka mis use karne se always traders ko loss hota hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X