hedging k mutalik kuch bta dain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hedging k mutalik kuch bta dain
    mera ap logon say yeh sawal hai k yeh hedging kaya hota hai es ka forex trading main kiun kar istamal hota hai aur es ko estamal kasay kiya jata hai aur es k kaya fawaid hain hum es ko trading main kis tarha use karain gay es k mutalik guide kar dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dear mje is bare mai itna ilam nhe hai is waja say mai is bare mai apko nhe bta sakta hu per mai yaha per yahe kehna chahta hu k humay forex per trading karne k liye learning ki he zarorat hoti hai
    • #3 Collapse

      bhai jan hedging ye hoti hy ky agr ap ny aik trade lagai hy jo ap ky against ja ri hy to ap aik or trade usi pair pr us order ky against order laga dety hen to ap ko na loss hota hy or na profit isy hedging kehty hen
      • #4 Collapse

        Hedging ki waja se hum account ko control kar sakte hain aur jab hamary pass achi strategy nahi ho gi to loss ho sakta hai lehaza hamain chahiye keh negative trade ko control karna zaroori hai.
        • #5 Collapse

          mere doston mein apko yeh kahna chaonga ke forex ke andar hedging ak strategy ke ha jis mein ap ak buy ke trade aur ak sell ke trade ak pair at same time opne karte ho yeh apko market ke trend ko find karne mein help kariti ha.
          • #6 Collapse

            hedging say murad is main for example aap nay is main bari lot laga di hai to aap is ko kam karnay k liay is mian us k opposite or lot laga dain gay ye expert ka kaam hai new trader ko is mian loss hi o ga
            • #7 Collapse

              Assalam-O-Alaikum hegding sey bhai jan hum apni trade ka profit ya loss fix kar saktey hen lakin merey khyal sey is ka koi khas faeda nahi hota hey q key jahan per hum hedging ko close kartey hen wohi humara new point open ho jata hey.
              • #8 Collapse

                My dear friends forex trading market main hedging ka maksad hota ha app ke account ko loss se bachana. jab app 2 trader ek dosre ke against enter karte hain to is ko hedging kehte hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  hum jab trade main kam karty hain to is main hedging karna hoti hay jis say humain trade main achi earning hasil ho sakti hay low risk main kam karna sai rahta hay magr scalping main trade karna kafi risk sa hota hay
                  "The mind is everything, What you think you become"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X