Risk say bachna ka asan tareeqa??????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk say bachna ka asan tareeqa??????
    assalamu alaikum dear members ummid hai ki aap sab log khairiyat se jaise ki aap sab log jante Hain ge Ham tamam log trading karte Hain aur ham trading isliye karte hain Taki hamen profit hasil ho aur ham use profit ko Patra karke apni jarur yad ko pura karte Hain to main aaj aapko batane ja Raha Hun ki Ham kaise rules ko follow karke bagair risk wali read laga sakte hain tu Meri baat ko gaur se sune sabse pahle hamen market analysis check kar lena chahie uske bad use pair ko dekh le jis per per Ham trade laga rahe hain uski movement kya hai uske bad hi hamen use per trade lagani chahie is tarah hamra se Bach sakte hain aur achcha profitable trade laga sakte hain thank you God bless you all
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk say bachna ka asan tareeqa??????

    Dear friend aapane bahut hi acchi information share Ki Hai members ko chahie K ine tips ko follow karke market Mein trading Karen..
    • #3 Collapse

      Re: Risk say bachna ka asan tareeqa??????

      hamy risk lena ho ga pher he hum passia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath ikar is mai kam kar sakty hain is mai kam karrny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarirat nahi hote forex aik acha business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Risk say bachna ka asan tareeqa??????

        forex aik international business hain hamy is mai expert ban ky risk lena ho ga per he hum paias kama saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
        • #5 Collapse

          Re: Risk say bachna ka asan tareeqa??????

          Risk bachna ka asan tarika ya hay kay na lay risk risk say fidha too nai milhay ga loss hi ho ga hamasha risk who log latay hay jooo senior hotay hay jin iQ level ziyadha hota hay ya on ka experience ziyadha hota hay khownlog ziyadha hota hay hum Q kay risk lay jo wakt nai dayat forex par who log risk na lay
          • #6 Collapse

            Re: Risk say bachna ka asan tareeqa??????

            Risk se bachnay ka tareeqa yehi hai k apny knowledge ko gain Kia jaye aur emotions ko control mein rakha jaye aur money management ka khaas khyaal rakha jaye koshish karein k zyada se zyada experience haasil karein aur support resistance ko samjhein market ko analyse kar k trade open karein ye sb aisi batein hein Jo aik expert trader mein hoti hein koshish karein k apny account py risk na lein aur usay safe rakhein
            • #7 Collapse

              Re: Risk say bachna ka asan tareeqa??????

              assalam o alikum dear member m apko bs itna btana chahti hun k risk sy bchna bht asan ha agr ap forex start krny sy phly learning kr len r start krny k baad rules ko follow krty howy trading kren learning sy apko ye faida hoga k apko rules ka pta chl jy ga r rules ko follow krty howy ap money management ka kyal rakhen gy r over trading ni kren gy jis sy apko risk ka samna ni hoga kbhi
              • #8 Collapse

                Re: Risk say bachna ka asan tareeqa??????

                hamain is main mhnt karni ho gi atb hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main bi knowldge achi ho gi tab hi hum kamyayb ho akty hain aur hamain market main bi sucs shon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Risk say bachna ka asan tareeqa??????

                  dear hamain si forex main risk say avoid kar k hi trade karni ho gi aur hamain is forex main mhnt karni ho gi tab hi hum kamyb ho sakty hain aur hamain market main enter hony say pahly is ki movement ko dekh k h ihum real main bi perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum run karein gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk say bachna ka asan tareeqa??????

                    market ko analyse krain aur sl aur tp trading main use krian lalch na krain
                    .................................................. .................................................. .................................................. ...........

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X