Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain
    assalamu alaikum dear all Forex member Mera aap tamam trader bhaiyon se sawal hai ki jab kabhi hamen loss hota hai to Ham Dil bardashta hokar trading chhod dete Hain aisa kyon hota hai hi kya hamen ek nai Azam ke sath dobara trading mein in nahin hona chahie Jo hamara loss hua hai us se hamen kuchh Na kuchh sikhna chahie ek naye Azam ke sath dobara trading mein dakhal hona chahie apna taajurba experience ko badhana chahie aur log aisa kyon nahin karte mehnat kyon nahin karna chahte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

    dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha aur profit sa khoah hotay hn to loss sa bhi preshan ho kr forex trading ko chhorna naen chayay balkay loss ki waja jo ghalti ho usay door krna chayay aur pehlay sa ziada mehnat kr k kamyabi hasil krni chayay
    • #3 Collapse

      Re: Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

      Ye belkul ghalat hai hamai chaye ke hamai jab be loss ho jaye to trading na chorai balkai apnai un ghaltyo ko khatam.kar dai jin ke waja say hamai.loss ho raha hai kiun kai loss ham.hamesha apnai he ghaltyo ke waja say kartay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

        Dear friend mostly members loss hone ke bad trading Chhod Dete Hain lekin Aisa nahin karna chahie Har Business mein loss hota hai apni mehanat ko continue Rakhna chahie..
        • #5 Collapse

          Re: Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

          G haa bhot log hote hain jo loss hone k baad forex trading ko chor dete hain un ko chahiye k woh hopeful rahain aur aage kaam kerte rahain ..take un ko faaida haasil ho sake
          • #6 Collapse

            Re: Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

            Loss honey ke bad kuch log trading apni kertoton ki wafa si chodty hen. Lalch buri bla hey. Jo lalach men aker trade kertey hen aor lot size ziada rakh lete hen. Jab lot size zida ho ga aor tarade nqsan men jae gi to loss bi bohat ziada hoga. New traders ko lot sizi kum rakhna chahye, takey agar loss bi ho jae to un ke pas dobara trading ke lie balance mojod ho. Hmen hopeful rehna chahye aor himmat nhi harni chahye
            • #7 Collapse

              Re: Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

              forex aik acha business hain hum is mai part time be kam ka sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam karty howe jab koi mistake kar dety hain to hamy los ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik legal business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

                JI ha ap nay bilkul sahi Kaha hai ke hamai jab be loss ho jaye to trading na chorai balkai apnai un ghaltyo ko khatam.kar dai jin ke waja say hamai.loss ho raha hai kiun kai loss aur men aker trade kertey hen aor lot size ziada rakh lete hen. Jab lot size zida ho ga aor tarade nqsan men jae gi to loss bi bohat ziada hoga thank you everyone
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

                  self confidence ki kaami ki waja se loss hony par log trading ko leave kar dete hain... jab k loss humein sabar karny ka tarikaa sikhati hai... aur iss se hum mein passion ka jazba ata hai l ab toh kuch karna hai... so trading ko chor kar nae jana chaiye balky humein iss ka samna karna chaiye loss ka...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hone ke bad kuchh log trading kyon chhod dete Hain

                    hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey agr hamy is main looss ho jaye to hamy tense ho kar isy chorna nahi chahey balky hamy apni galtio ko improve kar ky pori tavjo sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main hamara koi boss nahi hota

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X