profit & loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear main stop loss tab use karta ho jab muj ko zayada loss hone lagta hai stop loss use karne say main loss say bach jata ho so forex trading main hum ko stoploss tab use karna chahiya jab hum ko iss ke zarorat ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      loss and profit is a part of forex trading business , is business me jitni mehnat karo ge utna he acha or meetha phal milta hai lekin loss bhi kabhi kabhi ho jata hai so is ko zyada dil pe nhi lena chahiye or mehnat karte hue agy manzil ki janib barhty jana chahiye .
      • #48 Collapse

        sir baat ya ha kay profit or loss to bussniess ha aek hisa ha qk agar ham koi bhi bussniess krtay ha to hamay loss bhi hota ha or profit bhi lakin ya aek asa bussniess ha jaha say hamay ziada loss bhi hota ha or profit bhi lakin hamay sahi tarh trading krni chahiye takay hamay loss na ho
        thanxs
        • #49 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Realfx پيغام ديکھيے
          hi

          i think all trader have this problem

          why we stop the profit so quickly 10 or 20 point & don't stop loss Even 50 or 100 point.. I think the possible answer of this question is This problem happen that we stop the profit so quickly but don't stop loss quickly because we don't want to bear loss and want to see that position in profit. It's human nature that we don't want to see our position in the loss. It's happen when we do more greed and it's happen when a trader don't have good knowledge and experience. An experienced person never do like this type of fault and always trade with stop loss.
          well dearn mere khyaaal main tu yah per serf yehi 2 baet sub ko aaty hia,.jub beh dekh ajaey profit loss ek baet he hu rahi huty hia.,
          • #50 Collapse

            ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to hamain trade mein profit ho raha ho tau ham trade stop kar detay hain aur apna profit haasil kar letay hain lekin jab hamari trade loss mein jaa rahi ho tau hum wait kartay rehtay hain k kab hamari trade profit mein jaye gi aur isi chakar mein hamara vo loss increase hota jata hai jis se hamain buhat nuqsan hota hai.
            • #51 Collapse

              forex trading me profit loss hona forex trading me aam baat hai aur agar ap loss se sekhey gey to next time per ap acha result hasal kr saktey hai aur acxha profit asal kr saktey hai is leye ap ko chaey key profit aur part ha trading ka...
              • #52 Collapse

                yar profit or loss to har bussines main hota hai is lie hame profit or loss ko dkeh kar trade karni chahie or learning karni chahie
                • #53 Collapse

                  is forum main loss aur profit dno chalty hay yeh business risky business hay is froum main agr hum profit hasil karty hay to humain is forum main loss ka samna bhe karna parta hay is liay ap jis teraha profit k any par khush hoty hay isi teraha apko loss main bhe hemat karni chaiy ta k ap apni ghalti ko cover kar k is forum main next time acha profit hasil kar skay..........
                   
                  • #54 Collapse

                    sir hr corporation ka aik part ha ke people ko loss bhi hota ha aur revenue bhi agar ap ko loss hota ha tu ap na umeed na hon kyo ke insan gir kr hi sambhalta ha aur bhot kuch sekh bhi skta ha forex aik bhot acha corporation ha jis me hamen loss bhi hota ha aur tricky work krne pe hamen profit bhi milta ha
                    • #55 Collapse

                      Brother aapki thread achi hai aur mein iss per yehi kahoon ga kay jo trader apnay emotion ko control nai karta aur lalach karta hai wohi trader iss tarhaan ki trading karta hai jis ka zikar aapnay apni thread per kiya hai mere khial mien demo account per ki gai practice ko hee apply kiya jay real account kay liay kunkay demo account per aap bhot sa experience hasil kartay hein jo kay profit ko right time take karnay kay liay bhot acha hai.
                      • #56 Collapse

                        hello dear in my opinion if you want to save you huge loss so dear must set stop loss and do not take big risk but loss is a part of every business my dear but try to avoid loss and then it is over all depend on your luck but do hard work more and more to save your account.
                        • #57 Collapse

                          is forum main loss aur profit deno chakty hay agr hum is forum main ziyada lalch karty hay to humain is forum main loss hota hay aur agr hum is forum main sabr say kam karty hay to humain is forum main say boht acha profit hasil hota hay is laiy humain is forum main sabr say kam karna chaiy ta k humain is forum main loss na ho aur humain is forum main acha profit hasil ho......
                             
                          • #58 Collapse

                            dear porofit or loss tu zindgi ka hissa hain or har business main lo9ss or porofit hota hai hamen take porofit oir stop loss lazmi lagan chaaey es sy hamin loss kam hota haio or porofit ziada ye aik bhot hi acha business hai
                            • #59 Collapse

                              agr hum koi bhe business karty hay humain us main loss aur profit ka samna karna parta hay is liay forex bhe ak boht acha business hay is main bhe humain loss ka samna bhe karna parta hay aur humain is main profit ka bhe is liay ap ko is main sabr say kam karna chaiy q k loss bhe business ka ak boht aham hesa hay jis teraha profit business ka hesa hay...
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Yes, you are right no body is ready to face loss while trading. So, If someone is going in loss than he waits to turns the trend of Market.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X