Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai
    Dear all friends forex trading main kamyabi hasil karne k liye sabar bahut hi zarori hai jis ki wajah se forex main hum better trading kar sakte hain our achi earning hasil kar sakte hain our forex trading main jald bazi se hum nakam ho sakte hain our hamara account bhi wash ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

    G han apne theek kaha hamian forex main loss our nakmai sirf us waqt hoti hai jab ham jald bazi karte hain is lye hamian soch samajh kar trade open karna chahye jab bhi ham un dekhe trade open karen ge loss hoga.
    :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

      G han Pakistan forex forum main jald bazi account wash hony ka sabab banti hey ham ko chahiye k ham saber se kam karin our jaldbazi na karin our account wash se bach sakin ham Pakistan forex main kamyabi sirf our sirf ise tarah se hasil kar sakte hain. Ham ko chahiye k ham saber se kam karin.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

        walaikum slam dear apki baat darusat ha ka forex trading mn jald bazi hi account wash krti ha ya to baat bilkul clear ha ka jis kamm mn jald bazi krain ga to us mn hi nkam hon ga forex mn qamyabi hasil krny ka liya saber sa kamm krna ho ga or ziyada saziyada mahnat krny ki zarort ha saber sa or soch samjh kr trade lagani chahiya phir earning b achi ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

          Ji hamari Jaan aapane bilkul theek kaha hai humko trading karte ho office mein jald baat hi nahin Karni chahie agar ham jaldbazi karte Hain to hamara account was bhi ho sakta hai isliye humko chahie kya main jaldbaji Kabhi bhi Na Karen balkesh mein acche se kam Karen aur mehnat se kam karne per jakar hai usmein acche
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

            Jay bhajan aapane bahut sahi Baat kah rahe ho ki Forex trading my jaldbazi account wash hone ka sabab banti hai isliye Main Ek Forex trading Mein jaldbaji Na Karen jaldbaji Nahin Karenge To Aise Mara profit or Ban sakta hai asali mein chahie ke Ham is Mein jald Baji na Karen pal ke hisab se kam ne
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

              G bilkul ap ny sahi kaha k forex main jo log jald baazi krty hain wohi nakam hoty hain aor kabhe bhe forex main kamyab ni ho sakty forex main llalach aor jald baazi sy bilkul hi kam ni chalta otherwise account wash ho sakta ha, hm ko chahye k hm sabar sy kaam krain aor learning k elawa trading na krain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

                G haa bilkul sahi kaha aap ne kabhi kabhi hum tension me aake jalzbaati me apna loss kerwatdete hain to hum ko chahiye k hum sabar se kaam karin koi jalzbaati na karain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

                  AOA! dear friends kaisy han ap log apki bat theek ha k akser members suitable wqt dykh ker k ab ya pair bht ziada high jay ga tu lot size big rakh ker jaldi main treade open ker daty han jis se baz dafa markete mukhalif side main move kerny lagti ha tu is se wo apny acount ko wash ker bathty han.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

                    Jaisa aapane bilkul theek kaha hai ki Hamara jaldbaji Mein account was Hota Hai To Hamen chahie ki Ham jaldbaji Mein kam na Kiya Karen To Ham jitne Hi samajhdar Se Kam Karenge To Ham account wash hone se bacha sakte hain tu mera aap log se bhi yah Sawal hai ki aap log bhi jaldbaji Mein Koi kam na Karen ismein aapko nuksan ho sake Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

                      Over confidence akser traders ko loss he delwata bai apko chiye kay forex main jaldbaazi karnai hai to forex ko join karny ki koi zarorat nahi hai so apko chiye kay forex ko humesha tahamul mizaji kay saat istmal karyn taanky apko jo log jaldbazi main trades open karty hain wo bahot jald he apny accout wash bhi kar dety hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

                        thek kaha ha ap ne forex trading ma jaldbazi nhi kerni cjhahye kyun ke ager ap jaldbazi ma trade open keren ge to loss bi ho sakta ha is liye soch samej ker trading keren jaldbazi na keren ap ka account bi wash ho sakta ha jaldbazi ma humesha nuksan hota ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

                          bilkul thek kaha hae ap ne forex aik bahut acha business hae is main wo members kabhe kamayb nhe ho sakte hain jo is business main jald bazi karte hain qke jald bazi insan se koi na koi mistake ho he jate hae or mistake se to bara los ho jata hae forex main to is liye jalde n akaren agar kmaayb hona hae to
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading Main Jald Bazi Hi Account Wash Hone Ka Sabab Banti Hai

                            Asalam-o-alikum dear forex mein loss ya account wash hony ki bhut wajohat mein sy aik waja jaldbazi bhi hy , jaldbazi hamesha loss dety hain humy kbhi bhi jaldbazi nahi karni chahiye balkeh sabar ky sath he kam karna chahiye tab he hum kamyab ho sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X