Trading main loss ki bri wajaa ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main loss ki bri wajaa ???
    Trading main lOss ki brri wjaa Kia hoskti ha mery khayl main experience Ka na hona aur lalch trading main loss ki brri wjaa Hoti ha agr ye chezainn na hn tOu hn loss se Bach skty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

    G dear apne bhot hi acha saval kiya he to me apko ko ye btana chaho ga ke hme loss ki sorat me preshan ni hona chahye kioke hm is loss ko recover kar sakte he likin iskeliye hme bhot sare mhenat karna pare ge or hm bhot sare earning kar sakte he
    • #3 Collapse

      Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

      ji han bilkul aisa hi hai aap kijiye baten bilkul theek hai ki aise traders se forex business mein Apna last karte Hain Jo ki is Mela Lage karte hain yah jinke pass kam experience hota hai isliye agar aap acche trader banna chahte Hain to uske liye bahut jyada jaruri hai ki aap apni andar lalaj ko khatm Karen aur achcha knowledge hasil Karen
      • #4 Collapse

        Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

        trading mn los ki main vja hamari galtia hoti hyn jis ko ham dykhty bhi nahi is ka mn choti choti galktia hamray lia mushkil ban jati los osay hota hy jop rizk leta hy los osay hota hy jo jaldbazi kray los osauy hota hy jisay trading ka pta bhi ni ho or vo trading shoro kr day
        • #5 Collapse

          Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

          Hamara lalacah krna hi sab sy bri waja hy ham lakach krty hy to us wja sy ham loss krty hy jb ham lalach naia kry gy to hamaya loss naia ho sgy ga our ham acha apana kham kam kry gy ham kamyab ho sgy gy hamari mhnat rang laye gi bhot zeada our achy trader bn jaye gy
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

            G dear aap ny bilkul thk kha hai agr hm bghair knowledge or experience k trading start kr den or hmy ic k bary me kuch bhi naa pta ho naa hmy market ko analyse krna ata ho or na hmy market ki movement ka pta chalta ho or hm tuky pe trading start kr den to hmy loss k siwa kuch bhi hasil nhi hoga
            • #7 Collapse

              Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

              G han yeah baat bilkul tehk hey k trading main loss ki bari waja trading main loss ki bari waja yeah hey k ham seniors ke mshwrea ko fallow nahi karte is leay ham ko loss ho jata hey ham ko chahiye k ham Pakistan forex main kamyabi hasil karni our kamyab trader banney k leay ham ko senior ko fallow karina ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

                trading mein loss ki bri wja laluch hy jub hamin profit target hasil ho jata hy tub ham usss key hasil honey key bawjood bhi trade ko close nhi krtaty hein ham greed ki traf chluy jaty hein jis ki wjaa sey markkeet jub reverse kerti hy jis ki wjaa sey hamin loss ho jata hy isi liy iss mein hamin achy experince key sath soch smjh key fresh and cool mind key sath trading kerni chahiy,,
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

                  Thek kaha dost forex trading me nakaami ki aik bary wajah ha trading ka experience na hona agar apke pas experience nahi ha top apko trading me bohat mushkil hogy experience bohat matter karta ha forex trading me aur is ke baad lalach kabhi na kare lalach karne wale kabhi kamiyab nahi ho sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

                    forex business mein Jab hamare pass kam experience hota hai to use Surat mein hamen loss ka samna bhi karna pad sakta hai agar aap last se bachana chahte Hain to uske liye bahut jyada jaruri hai ki aap apne experience ko badhaen acchi learning hasil Karen Taki aap ek best trader Ban sake aur loss se bach sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

                      Jab hab hain apnay postsing main kam tresd kertay hay to hary posts bahot kam hoti hY os say hain loss ho jatay hau ager hary achi postsing hogi thi as say hamra account profuat kam hojata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

                        Tamam wajohat aap ne lekh de hai jis se mujhe bhi kafi samj ai hai aap ki thread bhot achi hai ye haqeeqat hai k lalch aur learn ka na hona hum ko noqsaan me le jata hai aur hum loss kar bhetty hai hum ko bil kol bhi lalch se bachna chahy aur demo par bhot zoyda time de kar cendall ko samjna chahy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

                          dear brother Forex trading Mein Hamen chahie Kya Main Itna zor se bachne ke liye galat Prerna open Karen aur ismein kam lot size ko use karke hi acchi trading karen to hi Ham ismein Kaccha Ki Tarah kam kar sakte hain aur Jyada lot Hamen lost deta hai
                          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                          :1f4af:
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

                            Friends trading may loss ke bht se reasons han lekin un sb may sb say bari waja ha lack of knowledge and experience. Friends jb hum forex ko join krtay han to hamay atay he trading start nahi kr deni chahiyay. Hamay chahiyay k hum apni pehli priority knowledge rakhein, agar to hamaray pass forex market ka acha knowledge hoga tb he hum is business may successful ho saktay han.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main loss ki bri wajaa ???

                              dear friend ham ko chaiey kay jetna bhi loss ho ham ko us say preshan nhi hona chiey balkay uss loss say sabaq sekhna chiey q kay jo sabaq ham ko loss day sakta hay utna profit nhi issi liey jab loss hota hay tu ham uss say hoshiyar ho jatay hain aor profit ki rah per gamzen honay kay trekay aaa jaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X