Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai pachtawye na karain focus karain ???
    G dear friends mai ye khaina chat hun kaybap ko kabhi bhi lose hota hai tu us mai tenshion na lain balky focus dain kay ap kamyabi ki kosesh karain aur mahnet kay sath kam kartye rhain tu kamyabi haisl ho jatye hai kiyu kay focus karna chue
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

    Ji bilkul Forex ke andar trading karne ke liye hamen himmat se kam karna chahie aur agar loss ho jaaye a to himmat Nahin harni chahie Dal ke lage rahana chahie ISI mein hamari kamyabi hai aur jo log himmat har jaate Hain Varna kam ho jaate Hain. Thanks
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

      Ji han zabardast bat ki hai ap ne forex trading mein loss or profit dono ho saktay hain esi liye agar loss ho jata he to tension na len or pachtana nahi chahiye bal k itminan se or trading pe focus Karen or acha profit hasil Karen or apnay ghar Walon pe bojh na banen or khud se paisay kamana Shuro Karen jo sirf apk interest ki waja se mumkin ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

        G bilku bhai jan ne thek kaha haj k forex tradi v main pachtawa se zeada focus krna krna chahy q k pachtawe se ap ko kjch hasil nhe ho ga aur foucas kr k ap foex main achi earnjnv kama sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

          G forex mein agr loss Hota Hy tu hum ko tension nhi laina cahaiye aur forex mein ziada see ziada mehnat karni cahaiye mehnat kar k kamyab ho saktay han forex buht acha business hy is business mein kaamyaab wo hi hota hy Jo ziada mehnat karta hy aur loss ki waja se tension nhi laita
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

            ji han bhai jan hmyn trading pachtaba ni bal k agr hymyn treading mn los hota hy to hmyn apnay los ki recover krna chaiy or los recover tab hoga jab ham dobara mehnat krna shoro kr dyn gay to hi hm apnay los say profit mn a sakty hyn
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

              Dear member hamish achy kii bhi kam ho os ko saber kerna zorori hita chaly ham nakamyai ho jay to apnay kam ko bakadgi say kerna chaly ager hamr koi bhi kam naho to him os ka pachtva na kary balkau os komahnat kay sath kary.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

                G dear bilkul thk farmya hamen loss hone k bad Dil Ni harna chahye bal k apne loss ke kami ko pura krne k lye Mazeed jazbe r mehnat apni strategy ko bana chahye r Jin mistakes ke base pe hamen loss hoa us se much sekhna chahye r unko repeat b Ni krna chahye r agli br sabr se km le kr achi planning kr k profit Hasil Kya ja skta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

                  Respected Members
                  trading mai hamesha ky lia kamyab hona hai tou ap sy jo b galtiya huwi hai un per pachtany sy acha hai apni galti ko note kro aur us sy learning kro aur next time ky lia khud ko improvr kro aur apni next strategy py focuse krna chaheya is sy ap trade ko profitable bna sakty hain aur achi earning kr sakty hai is lia pachtao nahi aur next strategy per focuse kro..
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

                    yeh bat bahi nye jo kahe hain yeh bhi solah any darsut hai ky trading ma risk ko manage kren gay stoploss lgain gay to pchtawa nhe krna ho ga trading market ma jub aoko market ki smjh na aa rahe ho tb apko wait kr lena chye har situation ma trad3 lenacacha nhe hota hai forex forum ma humen knowledge aor experience py zeyada foxu aor tawajoo deni ho ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

                      Trading ma aksar ham profit hasil hony k bad wapas loss ma ah jaty hai, pechle trade ki tension or pachtawa zehan ma rakh lyn gy to agli trade ma b kamyabi muskil ho jae gi, loss k bad fresh mind k sath next trade ma jana chahe, ik trade hamy profit he profit dy sakti hai or wo he trade hamy loss ma b pansa sakti hai,
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

                        profit or loss her business ka hissa hai isliye agar hamen Forex Mela se vah bhi jata hai to hamen usko lekar pareshan nahin Hona chahie balke khoob mehnat karne chahie Is tarah Ham ek acche trader Ban sakte hain kyunki Jo log apni class ko lekar pareshan Ho jaate Hain aur apni mehnat ko chore dete Hain vah log kabhi bhi is business se mein kamyab nahin Ho pate
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

                          dear bhot e ache bat ki hey apnay hum ko forex min apnay kam per full focus karna cheaya qn kah who insan kamayb hota hey jo apnay kam per focus kar k mahant karata hey..Forex min mhanat say kam karty arhayn aik din kamaybi mil jay gae
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

                            Friend business may do he situations hoti han aik profit doosra loss, agar to hum profit k time pr khoosh hotay han to hamay loss k time pr pachtawa nahi hona chahiyay bl k hamay chahhiyay k hum apni mistakes say seekhein or koshish karein k next time achay say trade kr k profit earn kr sakein. Hamay chahiyay k apna poora foucs poori hardwork say apnay kaam pr rakhein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai pachtawye na karain focus karain ???

                              Assalamu Alaikum Mere Pyare Dosto aapane bilkul sahi kaha hai ke Hamen Forex mein kabhi bhi pachtana nahin chahie balki focus karna chahie aur careful dhokar trading karna chahie Taki bad Mein Hamen Koi pachtava Na Ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X