forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?
    mery kay lenmn to forex members long term trading thk hai.is liye hamen chye k ham ham jab bhi anlysi kren to us kaily hamen chye k ham timeframe rhken to us men hamen chye k ham weekly ya kam iz kam daily time frame rhken gy to ham us men ham acha aor long term kaily analysi ker sakty hain.aor is k illawa ager ham short term kaily kren gy to ham us men nakm nh ho sakty hain bal k hamrui trade wo phans bhi sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

    dear g han really ham ko chye long term tradeing ko he more say more see karein aur is main ham ko good plan ko first of all create ker lenachye is say ham ko bhut learning karnay ko milaty g so ham ko future main good benefit gain ho sakta hy .
    • #3 Collapse

      Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

      bhai jan hym forex mn kabhi bhi scalping faida ni ho sakti jiytna k log teerm log tem jitna bhi los mn chali jay to kabhi na kabhi vo log term n vali trade profit mn lazmi a jati hy or vo acha profit bhi day jati hy hmyn log term trade lgany chaiy na k scalping
      • #4 Collapse

        Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

        G Haan baai g forex trading may ye dhono cheezay faida mandh hay bas jis member ko jis Tarah ke trading ka acha experiwnc ho jaaye osay osko he follow karna chahiay our scalping trading may ase cheez hay jo aap k loss ko control kartha hay lekin is ka be experiance hona buhut zaroori hay.
        • #5 Collapse

          Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

          Bhai ap ny acha sawal pocha hai muje tu long term trade psand hai aur muje single bhi long term trade ka milta hai short term trade me aksar stop los hit kr jata hai jb k long term trade agar apko 4,5 single mil jaye to apko month ka acha profit mil jata hai jb k short term trades me 15 single pr bhi etna profit nai milta.
          • #6 Collapse

            Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

            Dear friend mostly members long term trading hi karte hain usmein Agar Thodi Si planning acchi ho to profit nikal Aata Hai. .
            • #7 Collapse

              Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

              G han janab ap nay thek kaha hay, long term trading trader k leay best hoti hay q kah long term trading main traders easy rehtay hain aur woh ek bar trade open kar bahut deno tak relac rehtay hain but agar scalping ka acha knowledge ho to scalping bi best hoti hay q kah scalping karna ati ho to kam wakt main hi acha profit earn keya ja sakta hy.
              • #8 Collapse

                Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

                Iss.mai dono he tariqo say trade app ko profit dai sakte hai scalping be aur lo g term.be agar app iss ko achai say samaj jaw agar knowledge hai to ham.dono tariqo say profit kama saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

                  Mai samjta hon ke forex Mai ham scalping say be earn Kar saktay Hain aur long term trading say be bas main cheez yahe hai ke hamai uss ka pata hona chaye takai ham ISS ko sahe say trade Kar Sakai.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

                    Bhajan aapki baat bilkul Achcha Business mein Agar kam Karenge to varaprasad K Agar kam Karenge to profit aur bonus number chahie ke Ham match mein Hamesha mehnat se kaam karega Main Se Kam Nahin Karega To Hamara count wash ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

                      Yes my dear you are right agar Ham daily ke mutabik trading karenge yani ek time table banakar aur ek target banakar trading karenge to isiliye hoga ki ham lost se bus jaenge aur analysis karke ek long-term per trade laga de Taki hamen profit bhi achcha ho aur hamen lost Na Ho to mere khyal mein hamen sakun aur yakin ke sath chatting karni chahie aur confidence ko apne andar build karke aap trading kar sakte hain thank you God bless you all
                      • #12 Collapse

                        Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

                        Aap ny bilkul theek kaha k long term trading behtr hai. Scapling achi chz hai lakin khaternak hai kyun k is main aksr trader phas jaty hain. Long term main achi trading opportunity mil jati hai aur loss k chances km hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

                          Aoa dear members ap ny bht acha swal pocha ye hr new any waly trader ko faida dy ga ar ap ny sahi kaha hmy forex m long term trading krni chaye us m hm zyada profit kma skty hn q k ismy traders week m ya days m trading krty hn jo zyada profit deta ha ar hmary loss ko km krta ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: forex men scalping faida mand hai ya long term trading faida mand hai?

                            Gee han forex main long term trading hi best hoty hai is par zaida mehnat b nai karna party balke phir b zaida wait karnay par acha profit ho jata hai jab k scalping main mehnat b zaida hai risk b zaida hai trade loss main b zaida phansty hai account wash b zaida hota hai jab k long trading ko acha analysis kar k kya jay phir long trading main aisy tention nai hota jis main b kaho ga long trading zaida faida mand hai jo main kar rahay ho

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X