Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya
    Respected Members
    forex trading mai Risk Managment boht zaroori hai bgair risk managment hum kamyab trader nahi bn sakty aur risk manage kia bgair hum apny account ko sirf loss he dy sakty hain kiun ky jab hum koi plan nahi kry gai aur risk ko control nahi kry gya tou kamyab nahi ho sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

    dear g nahi koi bhi good trader tradeing main kisi bhi kism k risk ko pick up nahi karta hy wo good method k sat her kism ki situation ko handle karta rahta hy q k is ko ilm hota kher diffcicult point k koi n koi solution to hota he so is main wo kisi bhi kism k risk ko pick up nahi karta hy .
    • #3 Collapse

      Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

      g han bhai jan ager ham forex trading men risk men kamyb ho jaty hain to mtlab hamra risk money mangemnt k mutabiq hio ga to lazmi to per kbhi bhi apna loss nh ker sakty hain.is lliye hamen chye k ha risk bhi len to apnty account ki worth k mutabiq h erhken ager ham risk zyda rhken gy to ho sakta hai k hamraccount wash ho jye.
      • #4 Collapse

        Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

        G bilkul hmian forex ma trading k waqt hr cheez k proper anaylisis kr k us k baad apni strategy ko apply karna chaiay ta k risk ka factor bilkul km ho jae, hm apni trade sa required benefits hasil kr sakain aur apnay account ko safe rakh sakain
        • #5 Collapse

          Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

          dear hume is main apne account ki money management ko fallow kr k risk lena chaiye agr hum is main kam balance mai zada capital use krein gey tu hume zada lose ho sakta ha is liye hume small capital k sath work krnac haiye market main
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

            bilkul sahe kaha hae ap ne main ap se agree karta hun forex busiess main hamen kabhe bhe risk nhe lena cahioye balke hamen cahiye ke hum is main hamesha kam se kam lot size use karen take hum is main se acha profit hasil kar saken or zayada lalch main hum apna account wash he na karwa bethen
            • #7 Collapse

              Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

              Dear friend forex business akk baat app log samjhne chaia kaa risk saa akk bar too app ko faida hassle hoo sakta haa laken rozana qasmat app par mahrban nhn hote rozana risk lina saa app koo bara losses kaa Samna karna parta Haa kuch logon kaa account wash hona kaa kahtra hota ha arr app kee sare mahnat zaia hona kaa zaida chances hota han
              • #8 Collapse

                Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

                Sanskar face karna padta hai bahut se Log Yahan Par proper method ke sath earning kar rahe hain Jyada Se Jyada long time ke liye business to manage kar rahe hain use time Hoti Hai Jab Ham market ko isliye Samay Lete Hain Log Yahan Par $1000000 Se Bhi Jyada kar chuke hain kam ko earning karne se bhi marriage Kiya Ja sakta hai Jitna time de sakte hain Is Pal Ki
                • #9 Collapse

                  Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

                  Dear members Forex forum of pakistan main jab ap achi planning aur managment ka sath trading karty hain to yeh ap k liyay risky nahi balk profitable hoti hy Forex trading main ap ko risk nahi laina chahiay balkay trading karny say pehly technical analysis kar laina chahiyay aur aik plan k sath trading karni chahiyay
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

                    Wsalam gee bilkul sometimes forex trading ma risk ko management krny se insan ko kafi axha soora profit gain ho jaata hai . lakin risk ma insan ko jaldbaazi nhi krni chahee bilkul damagh ko active kr ky risk ko management kia jae to wo risk management apko kafi axha se profit gain krny ma helpful ho skta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

                      G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading main survive karnay ka sab say pehlay rule money management hay. koi bi trader us wakt tak survive nai kar sakay ga jab tak woh money management ko follow nai karay aur jab jo trader money management ko follow karay ga woh tukkay par bi koi trade open karay ga to us ka account wash nai hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

                        ji han bhai jaan aapane bilkul sahi Kaha Mein chahie ke Forex Mein risk lekar kam Karen kyunki Agar Ham ismein kamyabi chahte hain aur bahut accha profit bhi chahte Hain To Hamen acchi tarah Se risk lekar kam karna chahie FIR jakar Ham ismein achcha profile Hasil karenge To Har Bar jyada risk Nahin Lena chahie account sev karke risk Lena chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

                          Ji haan BiLkul sahi kahaa hai Aaap Ne FoRex Main KaamYaab trading KaRnay k Liye RiSk managemEnt Ki Bhot zyaada ehmiyat Hai jab Tak Humen riSk Ko Manage KaRnay Kaa ptaa Nahi hoGaa Tab Tak Hum FoRex Main Kaamyaabi HaasiL nahi kaR Saktay isLiye HumEn chaahiye k Loss ko Manage Karnay Ki koshish Karen....
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

                            Dear friend forex market mein bahut kam karna chahte hain To Apne risk ko manage Karke proper plan se chale. .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk Management Trading Mai kamyabi ka Zariya

                              Agar ham.iss mai sahe tariqay ke sath proper money management ke sath trading karaingay to he ham.iss.mai.acha profit kama sakaingay hamai chaye ke iss ko achay say seek lai aur seeknai ke bad trade karai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X