forex me over confidence ko ignore kr dein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me over confidence ko ignore kr dein
    good morning dosto forex member ko cheye ke wo apna kam mehnat or lagan ke sath kryn or apne knowledge or experience ko gain kr ke ham work ko bhetr bnna skte han kam krne ka confidence hna cheye likn apne ander se over confidence ko ignore kr dein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

    G han jab hamain lag raha hota hai ky ab ham forex trading expert ban chuky hain ab hamain koi loss nehi hoga ky kuch trades hamari profit main close hoti hain tou hamain aesi time per over confident nehi hona chahiay ky jab ham phir zyada profit hasil kerny ki koshish kerty hain tou hamara Sara balance wash ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

      haan jee forex business main over confidence hona mean loss ko daaway denaa hay forex business main sabar say kaam lain oar mehnat karain haan kaam confidence say karain lekin kabhi bhi over confidence na hun
      • #4 Collapse

        Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

        G my dear forex member, ap thek keh rhay hain k forx main confidence sy trading krainn, forex main overconfidence na hon q k es sy nakami hoti ha aor banda kabhe bhe kamyab trader ni ban sakta, forex main kam krny kaliye sabar aor experience ka hona zroori ha, es k sath sath forex ki learning bhot hi zroori ha, etminaan sy trading krain aor profit hasil krain.
        • #5 Collapse

          Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

          Dear members forex pay kaam kerty hway confident hona chahiye lazmi zrorat sy zyada confidence bhi acha nahin hota k jesy members waqt sy pehly hi decide kr or advance decisions letay howay risk lay kr work krtay hain lkin ye malom nahin hota k aanay waly waqt main kya honay wala hay is trha loss ko face krna parr jata hay
          • #6 Collapse

            Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

            ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ke Forex Mein overconfident ko ignore na Karen kyunki Agar Hamen ismein apni Galti ko ignore Karte Hain To Ham ismein Kabhi kamyab Nahin ho sakte To Har Bar Hamen chahie Kis Mein Chitra se kam Karen aur kamyabi Hasil karen to Har Bar Hamen mehnat ke sath kam karna Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

              G bhi koi bhi kam ho ya business ho is kam ko bakadgi say fellow kerna chay or ziada confidance kay sahth kam kerna chayay thk ham apnay maksad ko kamyabi say hasial ker say jab ham apnay postsing ko bakadgi say fellow keragay to hamin acha bounas maly ga.
              • #8 Collapse

                Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

                Dear friend over confidence hokar trading Nahin Karni chahie cool mind ke sath market ko analyses Karen accha trend find Karen aur trade open Karen. .
                • #9 Collapse

                  Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

                  Thek kaha ap ne hame forex me over confidence ko ignore kar dena chahiye over confidence aik bohat bury cheez ha agar ap over confident ho kar trading karo ge to ap over confidence me bohat sare mistakes karo do ge jin ki wajah se apko loss hoga over confidence ko hamesha ignore kare
                  • #10 Collapse

                    Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

                    hamy over confidence ko katem karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky g forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hm is mai 24 ghanjty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agra bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai markt ka balm nahi hita
                    • #11 Collapse

                      Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

                      AOA dear respected member over conifedenc KY Jaga agr ham Forex trading mein knowledge KY sath kam karye Tu kamyabi hai.over confidence hemsha loss mein jata hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex me over confidence ko ignore kr dein

                        Forex main jab humari trade profit main jati hai tu hum main confidence aa jata hai. ise tara ager humari zyda trade continue profit main jaya gyi tu hum overconfidence ho jaya gain jis se humain loss hoga keyon k hum jaldbazi main wrong time per wrong trade open kar lay gain jis se humain zyda loss ho ga. is lia apni her trade ko mukaml analysis karne k baad hi open karna chahai chay humko full hint mill raha ho.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X