why people use indicator ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    why people use indicator ?
    hello all trader ,


    please tell me what is indicator and people why use indicator and indicator success rate how much ?

    Forex business is profitable business in the world . many people use indicator to understand market movement. indicator is very important tools in forex market.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex online trading mein people indicator es liye use kerty hain keh indicators ki waja se un ko market ke baray mein information mil rahi hoti hay laiken aysa nahin hay indicators per trust nahin kerna chahaye belkeh manual trading kerni ziada zarori es se ap ko market ka bhi pata chalat hay aur trade ka experience bhi hota hay...............
    • #3 Collapse

      indicator aik buhot ahm cheex hai forex main agr aap chahty hai k aap ki trading main asani ho tou aap ko chahiye k aap indicator use karen aur yaha per buhot c indicator available hai humari help k liye.
      • #4 Collapse

        bhai hame indicators ko use nahi karna chhahie is se hame afi loss ho sakta hai is lie hame news ko follow karna chahie is se hame kafi profit mil sakta hai
        • #5 Collapse

          indicator helpfull hote hain in ki waja se ap support and resistence ka idea hota hai baki ap ko apni planning khub banani ho ge or ap ko pehle market ka trend identify kerna hai and than ap indicators ki help se trade me enter ho sakte ho,
          • #6 Collapse

            bhai jaan meray khayal main insaan ko indicators use nhi karnay chahye balkay bhai jaan market ki situation ko dekh kar trade karni chahye aur log is liye indicators use kartay hai k un ko phir mehnat nhi karni parti
            • #7 Collapse

              forex may jo expert log hai wo sirf indicators say idea lete hai aur main cheez hai wo pairs ke direction ager aap indicators per he trust ker kay forex per trade kero gay tu kisi bhi time aap loss may ja sakte hai better yahi hai kay market ke news aur pairs ke directions dekh ker trade ke jai better hai
              • #8 Collapse

                At times indicators are good and very helpful but trading jaisa aap jantay hain risk factor hota hay usmay so its good agar aap poory learning aur knowledge k sath indicators use karein werna try to do it manually...
                • #9 Collapse

                  is pe hi hum trading katrty hain jis ki waja s ehum profit ko ernkartey hain agr ye nha ho to hum ismain trding kis tra karain simain se mopney ko kis tra earn karain
                  • #10 Collapse

                    bhai jan men ap ki bat samjh gaya hon ap ye pooch rahy he ky log indicators ko use q krty he to bhai jan indicators ko use krna chahiy pr purchase nahi krna chahiy mt software men boht sary indicators hen in s market ko guess krny men help milti hy
                    • #11 Collapse

                      Peoples means traders Indicators ko use is liye kerte hain k un ko market trend find kerne mein help ho jaye or mein indicators ko must use kerta hun in se achi analysis hoti hai or sub traders ko indicators se analysis kerni chahye.
                      • #12 Collapse

                        my dear bother online ma boant sa indicator us ki jata hy bother par ma bother forex trading ma kon indicator us nahi kr ta bother kaho k online ma froex trading sa best kon work nahi hy real work bother
                        • #13 Collapse

                          g dear me to indecator ko use nai kartay ho or mjy as k bary me zida elm bhe nai hay to mary khyal me hmay as say aik achy help melty hay or as me say hum aik achy earning kar saktay hay
                          • #14 Collapse

                            bhai je harmi help ky liy bhot sy indicator hein but heinm un ko use ni krna chehey k q heim un ky behry mein itna pata nieh hot
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              market ke baray mein information mil rahi hoti hay laiken aysa nahin hay indicators per trust indicator k bare mein etna khas pata nahi hai k es ko kaise use krte hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X