kia ap samjate hain k forex be roz-gari ka khatma kr sakti ha????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex trade main agar ham ko trade ki information ni hai to hum ko loss b ho sakta hai or agar hum ko information hai to acha profit b ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes dear brother i think forex roz gari ka khatma kr sakta hai joo loog b knowledge rakhty hain wo forex ko aasani sy join kr rhy or is eaning krny ka moqa hasl kr rhy hain
      • #48 Collapse

        g mery bhai m ap ki bat sy agree karta hn hamry mulk m aj kal berozgari bohat eham masla ban chuka h...is liya jo log jobless h ya un k liya ek achi opportunity h wo forex y bohat achi earning ly sakty h....forex ko har type k log use kar sakty h is m koi ameri gharibi nhi h hr shakhs is sy ziada sy ziada faida hasil karta h...
        • #49 Collapse

          yes dear agr forex main kam hard work kiya jaye aor iss ko achi trah smja jaye to iss sy ham best profit hasil kr skty hain aor iss sy hamry country mian by rozgari b kam ho skty hain
          • #50 Collapse

            Haan g agar forex ko sikhnaya walay log sincere ho jyn and woh log jo waqai successful trader hayn woh aik pur lhuloos jazbay kay saaath isko logo ko sikhayn and log is ko gambling ka bjyee aik business consider keryn tou waqai humaray mulk se berozgari ka khatma ho skta hay
            • #51 Collapse

              yes it is possible but one thing in this regard is very important is that the awareness about the forex is mostly not enough and that need to be increased through the members of the forex.
              • #52 Collapse

                Yes friends I am agree your comments but mera jawab haan or naa dono hai kiyokay jitna asaan hum is ko samajhty hain ye itna he diffecult kaam hai or risky bhi.
                • #53 Collapse

                  yas forex barozgari ko khtam kar ahi hai ....ameer greeb har koi forex trading kar raha hai ,,is ka laye trading ki zororit hai.....hamien training karni pary gi
                  • #54 Collapse

                    g han bilkul forex be rozgari ka khatma kar sakta hai kyun ke yeh bhi aik business hai aur business me har koi aa sakta hai aur apni rozana ki needs ko poori kar sakta hai.
                    • #55 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Realfx پيغام ديکھيے
                      q k forex ko har gareeb aur ameer join kr sakta ha,,,agr haan to kia ya be roz-gari ka khatma kr sakta ha business?forex is best opportunity to reduce the unemployment rate in the country and people can generate handsome amount of money for themselves and get many more benefits from this forex business.
                      yes you ask a very good question basically agar pakistani awam forex mein interest show kare gi to mere khayal mein pakistan se be rozgari aur ghurbat kafi kam hogi aur agar aise hoga to is se achi bat kya hogi...
                      • #56 Collapse

                        nahi jnab,,mujhy to esa nahi laghta hay jnab,,lekin ager app ko esa lagta hay to mai is k bary mai phir khcuh nahi kaeh skata hu jnab...is liye app ki apni marzi ghay k app is ko khuch bhi smajhin jnab
                         
                        • #57 Collapse

                          yes brother forex to yangers k leya bohat best ha ager wo student life se hi forex ko join kar lean to gurbat mn kafi farak par sakta ha
                          • #58 Collapse

                            Pakistan main sb se brha msla berozgari hai aor forex es moamly main kfi hd tk hahum kaam kr raha hai es main kaam kr k kafi log business experience hasel kr k achi earning kr skty hai aor es thra wo achi earning kr k apni life botr bnna skty hai
                            • #59 Collapse

                              yes i think so if educated peopwho are not working if they learn knowledge and gain the experience of trading they can easily earn good income and every one can do job on this forex part time aur full time job.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yes, mera bhi yahi opinion hai k, forex ne jobless problem men kafi had tak kami ki hai, jo lag educated tu hain, mager unfortunalty un ko jobs nhi milti hain, un k liye forum best jaga hai, jahan per wo earning ker sakty hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X