Stop loss lagana zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss lagana zarori hai
    Aziz dosto forex market mai ham.jab be trade lagatai hain to hamai chaye ke iss mai stop.losss ka istimal.yaqeni banaye stop.loss ko.zarorr use karai kiun kai agar ham stop loss lagay bagair issko trade karaingay to hamai zyada loss hoga aur yaha tak ke hamara account wash hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss lagana zarori hai

    g han stop loss ka lazminuse karna chahye ye hamare account ki safety ke lye bhot zrori hai agar ham stop loss nhi lagate to markit main teezi ane par hamara bhot bada nuqsan ho sakta hai our stop loss ke sath take profit ka bhi use karna zrori hai.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss lagana zarori hai

      G Han thek kaha apny ziada tar log jo k expert traders hain wo apni trade main Stop loss nahi lagate q k unhy expeirnce hota hai lekin ager koi junior trader hai to usay chaye k wo apni trade main Stop loss lagae taa k balance kam hone ki wjaa sy unka account wash na ho or jab apki trading experince level tak jaati hai to beshak banda stop loss na lagae.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss lagana zarori hai

        G han hr time bhe loss ana wo business men bhot wrong hota hy aor agr hum ny control na kia to hamara business always loss ko follow karta hy aor phr hum business agay improvement nahi kar sakta iss lye hamen chahye hum loss ko profit men change karen aor profit hi hamare Business ko traqi daita hy iss lye stop loss ko control karen aor mehnat karen
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss lagana zarori hai

          Forex trading business mein stop loss ki buht ziada ehmyeet hy stop loss ko laga kar trading karain gay tu hum account ko save rakh saktay han aur agr stop loss ho ga tu is se ziada loas se bach saktay han aur account wash nhi hota is stop loss zaroori hy is k baghair trade open nhi karni cahaiye
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss lagana zarori hai

            forex trading main sl use karna mere mutabiq zarori hae qke gara ap koi trade open karte hain or ap uska sl use karte hain to Allah na kare apke trade loss main chale jate hae to wo trade zayada loss main nhe jate wo kam loss main he close ho jate hae to is liye apka account wash hone se bhe bach jata hae to is liye hamne cahiye ke hum sl lazmi use karen
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss lagana zarori hai

              Ji bilkul stop loss Lagana bahut hi jaruri hai Stop loss Agar Ham Laga Lete Hain To Aisi Surat Mein Ham bade nuksan se Bach Jaate Hain aur Agar nuksan Ho bhi to thora nuksan Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss lagana zarori hai

                Best trader Jo hota hai vah apni Har trade Mein stop loss ka istemal karta hai stop class ke bahut hi benefit hai aapka account bhi save rahata hai aur last bhi kam se kam hota hai jo aasani se recover ho jaaye..
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss lagana zarori hai

                  Stop loss trading mn buht achi cheez hy is sy hm bary loss sy bach skty hn q y market otc market hy iska koi pta ni kis traf move kr jay is liy agr stop loss lga ho to market agr opposit move buht zeada kr bhi day to zeda loss ya hmra account wash ni hota achy trader stop loss use krty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss lagana zarori hai

                    ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamesha Kora Kora Mein kam karte hain aur ismein trading Karte Hain To Hamen is stop loss use Jarur use karna chahie Kyunki is stop loss Hamare liye bahut hi behtarin sabit hota hai shop Blossom Lagate Hain To yah Hamare account wash Ko behosh Hone se bacha hota hai isliye Hamen chahie hai ki Hamen isme stop loss Jarur use Karen
                    PAK ARMY ZINDA ABAD
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss lagana zarori hai

                      jiya bhai jaan aapane bilkul sahi Kaha Hai Star plus aur ismein take profit jarur lagana chahie kyunki Agar Ham is samay take profit aur stop loss lagate Hain To hamara kaun se hota hai aur hamara kaun se hokar is mein aasani se kamyab ho sakte hain aur bahut hi accha profit bhi Hasil kar sakte hain to Har Bar Hamen chahie hota hai stop loss aur take profit use Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss lagana zarori hai

                        G Han dosto stop loss lagana zarori ha woh is tarah k jb AAP kisi kaam main busy ho jatay Han yah toh kisi kaam k lye bahir chalay jatay Han toh hum sub ki chahye k forex trading main trade laga KR take profit k saath saath stop loss bhi zaror lagain ta k hum sub ko loss Kam ho aor profit zaidah ho....
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss lagana zarori hai

                          yes stop loss lagana zarori haia stop loss use karna hota hain aur jab bhi ham is main stop loss ka istmak karte hain to hamra account safe rehta hain aur is main stop loss aik better tool hai jis se hamne faida authana cahhye aur is main ham jab bhi tarde kare to stop loss lagana nahi bholna cahhye
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss lagana zarori hai

                            stop loss kgana is lia zrori hy q k market ka kuch ota ni hita aur market hmain kabi b dhoka day skti hy is lia stop loss zror lgana chahea tb hi ap kamyab ho skty hn aur isi mn ap profit earn kr skty aur loss ko km kr skty hn y aik ache strartgy hy k ap stop loss lga dia krin isi trah hi kamyab hngy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss lagana zarori hai

                              Gbbelkul app sahe keh rahai Hain hamai chaye ke iss Mai jab be trade open karai to stop loss zaror lagay agar ham stop loss lagay bagair iss Mai trade karaingay to ye cheez hamai buhut zyada loss daiga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X