Signals say behtar hai khud trade karai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals say behtar hai khud trade karai
    Aziz dosto forex aik aisa buisniss hai jis ko agar ham sahe say analyse na karai to hamai.iss mai loss ho sakta hai hamai chaye ke iss mai dosro ke signals ke oper depend.na karai balkai iss markwt ko seekai aur iss may khud say trade karai iss ko analyse karkai tab ham.iss mai acha profit kama payengai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signals say behtar hai khud trade karai

    Dear friends signal per Jo trading karte hain unhen loss Bhi Jyada hota hai aur kuchh sikhane Ko Bhi Nahin Milta hun trading Karni chahiye sikhane ko bhi bahut Kuchh Milta Hai...
    • #3 Collapse

      Re: Signals say behtar hai khud trade karai

      Kisi k signal py depend karna bilkul thek ni hai, dosro k signal sy ham apni knowledge or experience ko kbi improve ni kar sakty, signal py depend karny ma ham ma trading ka confidence b peda ni hota, self learning sy ham signal k mukably ma achi trade kar sakty hai, trade ma loss age ho b jae to learning zarur hasil hoti hai,
      • #4 Collapse

        Re: Signals say behtar hai khud trade karai

        Aapane kaha hai ki signal se behtar hai ki khud trade lagaen signals ko follow karna chahie per Barse members ko signals ki Itni samajh nahin aati wo Mujhse Soch ke Aaye To unko Zyada Achcha lagta hai yah Har EK ka Apna Apna hisab Hai
        • #5 Collapse

          Re: Signals say behtar hai khud trade karai

          dear friend hamesha ap ki soch yeh ho k hum kab tak kisis k mohtag rahen gay aur dosron say singnal mangty rahen gay as leye ap ko chahye k ap hamesha khud say hi trade karen as main khud ko ak acha expert banany keleye ziada say ziada mahnat karen
          • #6 Collapse

            Re: Signals say behtar hai khud trade karai

            Signal py kam krna acha hy leken khud trading krna zeada acha hy is sy hm self dependent hoty hn r dosry logo ko bhi fiada puhncha skty hn hmy khud seekhna chahy is sy hm may be acha earn kr sky
            • #7 Collapse

              Re: Signals say behtar hai khud trade karai

              ji han bhai jaan Hamen chahie hai kya mis Mein Signal for trading na Karen Hamen Apne mind Se Hi trading karna chahie Kyunki Ham Apne mind se trading Karenge To Hamen ismein profit Mile ga tu Hamen ismein se bahut Achcha running karne Ke Kabil bhi banenge aur aaj Aage Bhi accha profit Hasil karte rahenge
              PAK ARMY ZINDA ABAD
              • #8 Collapse

                Re: Signals say behtar hai khud trade karai

                jiya bhajan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki dusron se signal Jana Nahin aur aapane ek kam Mein kam rakhen aur aapane experience and knowledge se kam Karen Agar Ham ismein signal dusron se lete hain to hamare vah galat bhi ho sakte hain to Har Bar Ham ismein Apne experience trade lagaenge To Har Bar Hamen kamyab Honge
                • #9 Collapse

                  Re: Signals say behtar hai khud trade karai

                  G belkul hamai iss Mai signals pe kabi be barosa nahe Kar chaye hamaimchaye ke iss Mai khud say kaam karai issko achai tarah learn karkai iss Mai sahe say trade karaingay tab ham acha profit Kama sakaingay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Signals say behtar hai khud trade karai

                    g hn ap ny thk kaha hmen khd trade krni chahye na k dosrn k signals py hum khd trade kren gy to trade ko smjh pyn gy agr hum phly is py learning kr len tb trade hmary lye faida mnd ho jay ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Signals say behtar hai khud trade karai

                      G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein signals par bharosa nahi karna chahye aur hum ko is mein soch samajh kar is mein kaam karna chahiye bilke apne dam par is mein trade karna chahye kisi k signals par bharosa nahi karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Signals say behtar hai khud trade karai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                        Aziz dosto forex aik aisa buisniss hai jis ko agar ham sahe say analyse na karai to hamai.iss mai loss ho sakta hai hamai chaye ke iss mai dosro ke signals ke oper depend.na karai balkai iss markwt ko seekai aur iss may khud say trade karai iss ko analyse karkai tab ham.iss mai acha profit kama payengai.
                        Ladiss ko trading Hamesha apne aap chalu hai Jab traders signal speed Band Karke driving Karte Hain trading kabhi bhi acchi Nahin Hoti signal Karke aap ek bar to profit banaa Lete Hain lekin maximum time loss hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Signals say behtar hai khud trade karai

                          Yes hamain as mien signals say behtar hai khud trade karna hota hai agar him as mien signals use Kerty hien tu apna loss ker sakty hien as lye signals lena fazol hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Signals say behtar hai khud trade karai

                            Assalamu Alaikum dear members of a Gaya Sab khairiyat se Honge agar aap Chahte Hain to aapko friend Agar Ham 4x Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to Humse bahut jyada time bhi Dena Hoga dear 4x bahut hi Achcha aur profit hi dene wala business hai ismein agar Ham edit Karte Hain To Hamen Kamyab ho sakti hai borax ko Ham Jitna itna hi Hamen ismein minut Kamyab Ho Sakenge
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Signals say behtar hai khud trade karai

                              ji bilkul Hamen chahie Chahte Hain Ki Ham Apne account ko save Rakhe to uske liye yah bol raha hai ki Ham Ek market Mein Kabhi Bhi Ek Ya Do Se Jyada trade super Hina Karen Kyunki Jab Ham lalach mein agar Jyada Tej open karte hain to Surat Mai Hamen Jyada loss ka Samna karna pad sakta hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X