Trade adding strategy in Forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade adding strategy in Forex trading.
    Boht say new traders ko shoro main yeahi bataya jata hay kay aik pair per trade karen aur jab wo trade loss main chali jaye to 50 ya 60 pip kay bad aik aur bari trade laga den, is say jab market wapas aye gi to trades profit main a jaen gi aur loss bhi recover ho ga.
    Is say new traders ko yeah idea nahi hota kay is strategy ka taluq account kay backup say hota hay. ager backup nahi ho ga to ho sakta hay market mazeed move karay aur account wash ho jaye. is liye trader ko hamesha aisi strategy say bachna chahye jo kay trader kay account kay liye khatra ho. que kay account ho ga to hi trading ho sakay gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade adding strategy in Forex trading.

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai lakin mere khayal mein tou agar huari trades loss mein jati hain tou humain chahyea kay hum trading ka start minimun lot sae lain aur agar tou humari trade profit mein jaye tou humain aik trade aur laga deni chahyea aur agar trade loss mein jaye tou humain market kay reverse honay ka wait kerna chahyea aur reverse honay per aik trade aur open ker deni chahyea iss tarah humain profit ho ga aur loss ki ratio aur chances kam hoon gay
    • #3 Collapse

      Re: Trade adding strategy in Forex trading.

      Trade adding main ham agar aik hamari trade open ho tou other trade open ker ky ham koshish kerty hain ky agar aik trade main loss ho raha hai tou dusri trade sy ham apny loss ko recover ker skain hamain trade add aesy time per kerni hoti hai jab hamara loss aik limit tak ho chuka ho ky agar is sy zyada hoga tou account wash hony ka chance ban sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Trade adding strategy in Forex trading.

        Dear friend market ki situation ko dekhna chahie Jab Jyada loss Mein market Chali Jaaye to next order place karna chahie Jab market reverse move Karen Is Tarah aapka loss jaldi recover ho jaega. .
        • #5 Collapse

          Re: Trade adding strategy in Forex trading.

          Aap Nay teek kaha forex trading may new members ko ase strategies nahee apnane chahiay kionka ye buhut mushkil hotha hay jab aap hedging karthay hay is k liay aap k pass acha experiance hona chahiay agar ye saari cheezay ek new member demo account par seek kar real trading may apply karay tho buhut acha result mil saktha hay.
          • #6 Collapse

            Re: Trade adding strategy in Forex trading.

            A o a dear friends umeed krta hn ap the hn he apki thk Hai k ek planning k sath Apna Kam anjam Dena chahye qk agr trading krte wqt Hamare pas planning r best strategy hoge to zaror hum profit men jaen ge lkn agr loss ho jata Hai to hamen jald Bazi se Kam ni Lena chahye bal k dobara market analysis kr k apni planning pe Nazar rakh kr dobara market k faida men and par trading krni chahye r apne loss ko pura krna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Trade adding strategy in Forex trading.

              forex trading ma nevi trade leny ky leay hamari ki soch hoti hai yeh chez dekhna ahm hai forex karobar ma agrchy yeh kam online hai lkn phr bhi is ma apko tajaruba hona zarori jo member is ma indicators ko use krty hain unko apni trade opening aor closing point ko dhondny ma asani hoti hai aor trade confidence sy lga ky acha munafa kami kr skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trade adding strategy in Forex trading.

                Respected member Jab aapki trade loss Mein Chali Jaati Hai To aapko chahie Ke Jab market reverse Leti Hai To to other order Laga Den isase jaldi loss recover ho jaega..
                • #9 Collapse

                  Re: Trade adding strategy in Forex trading.

                  Acchi method se Agar aapko Yahan per continuously musalsal nuksan ho raha hai market mein nuksan mein hai aapko yahan se Kuchh Bhi earning karne ke liye Nahin mil raha to aapko chahie kya market ko Jyada time de samjhe market ki movement ko indicator score market ke trend ko aap market Mein kam karne ke liye ek trendline banaa sakte hain Jab market trend line ke against mein
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade adding strategy in Forex trading.

                    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy is main hmain yh samjhaya gya hy kh hmain sirf aik hi trade open kerni chahiay kuch member bht bari ghulti kerty hn kh jub aik trade loss main ja rhi hoti hy to market ki thori si movement sy yh dosri trade lga laty hn jis sy un ko loss hota jata hy ager aik trade profit main ja rhi hy to bhr dosri trade lgany ka wait krn.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade adding strategy in Forex trading.

                      G brother main ap ki bat sy mutfiq hon kay boht say new trader aisa hi kam kertay rehtay hain aur is ki waja say loss kertay hain. main khud jab new trader tha to mughay forex join kerwanay walay trader nay yeahi kaha tha kay jesay hi market ki price oper jaye sell ker dena aur mazeed oper jaye to bari lot say mazeed sel ker dene is say mera account wash ho gia tha.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade adding strategy in Forex trading.

                        Ji haan mere bhai trad hamare 0.01 ke trade honi chahie agar vah 50 se upar ya niche chali jaaye agar to vah hamari profit mein chali jaaye to theek hai hai agar vah hamari trade loss mein chali jaaye humko 0.02 ki trade lagani chahie is tarah hamare 0.02 wali jab profit mein a jaaye to donon trade ko close kar dena chahie lekin ismein money management ka bahut khyal rakhna chahie aap ka backup majbut hona chahie is tarah hamara account wash nahin Ho pata ACCOUNT hmara tab wash hota hai jab Ham trade size bahut bada karte Hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X