Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex min insan ko kbi himat ni harni chay
    Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends m ap ko ak bt btao agr forex p km time min kmyyab hona hai to us k ly bht mhnt kro learn kro knowledge r experience gain kro es k bd kbi drna ni loss se himat ni harrni hmt krni hai kam min
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

    Forum main hi hamain mehnat zyada kerni perti hai baqi forex market main trading ky liay hamary account main jab acha bonus hota hai tou hamain phir trade kerny main koi mehnat waghaira nehi kerni perti ky ham just kisi bhi pair main chart ko visit ker ky sell ya buy ki trade open ker lety hain tou hamain profit hasil ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

      forum me agr hard work kryn full mehnat ke sath kbi loss se na dern bilke apni learning ,knowledge ,skills ko gain kryn es ke bad kise kism ke koshesh se na dern or himat kryn loss ka samna tu aik ache trader ko bhe krna prta hy jb ache se insan forex me expert ho jta phir kam aasn lgta hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

        G bilkul Dosto apko cahhay k Soch samjh k trade krain r agr apko trading main kaam krty howy Kabhi loss ho Jaye to preshan no Hona chahay balke saber krna chahay apko chahay mehnat krain r ek accha experience Hasil krny ki koshish krain. AP Jo chahay k Soch samjh k trade krain r ek Kamyab trade kr k ek accha profit Hasil krny ki koshish krain.
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

          loss any per bhot say log hemat har jatay hyn aur Phir say Forex per kam nhi kartay hyn..magar yah bat yad rakhayn jab tak ap hemat nhi karayn gayn ap kabhi bhi kamyab nhi ho saktay hyn..kamabi k lia lazmi hey insan min hemat bhot zaida ho..thanks
          • #6 Collapse

            Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

            mery bhaio kafi sary log hen jin ko loss ho jata hy or wo log forex ko chor dedt hen himat har jaty hen to onhen ayasa belkul bhe nai krna chaia .man tamam membr ko batana chata hn keh forex k elawa koy bhe busnes ho os men bonus ke sath loss zrorr hota hy jab ham ek bar loss kerty hen next bar bonus hasil kerty hen es ley man ap sy kahna chata hn ke ap himat kabhe bhe na haren agr kamyabi hasil krni hy to
            • #7 Collapse

              Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

              yes dear men apki bat say agree kerti hun k hamain mehnat zyada kerni perti hai baqi forex market main trading ky liay hamary account main jab acha bonus hota hai tou hamain phir trade kerny main koi mehnat waghaira nehi kerni perti hay .......
              • #8 Collapse

                Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

                Dear friend, koi bhi hai usko sikhane mein time lagta hai Forex bahut hi Achcha business Hai Isko sikhane mein time Lagta Hai mehnat Ko continue Rakhna chahie..
                • #9 Collapse

                  Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

                  G dear sir ap ny bahut achy baat kahi hy dear forex ak bahut he acha business hy jis ki under hum jitna acha work krty rahy gi aor apny hard working ko continues rakhy gy to utna he hamy fadda hota rahy ga .
                  dear forex ak sber krnhy aor hard work kerny wali logo ka acha group hy .agr hum ny is me successful hona hy to hamy bahut ziyada mahnat sy kaam krna pary ga aor himat nh los krny kisi bh surat me
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

                    Asslam o alaikum dear forex member apnay bilkul sahee kaha hay Kay Agar Ham isme Himmat Har Denge To Ham ismein kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Sakengeisliye Hamen chahie ki Ham isme Apna confidence increase Karen.
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

                      G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein kabhi bhi himmat nahi karna chahye bilke is ein achi tarah se kaam karna chahye aur hum ko was mein himmat se kaam karna chahiye par ja kar hum se achi tarah se earning kar skate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

                        Yes my dear you are right agar aap ek forex member hain aur aap trading karte Hain to aapko chahie ki aap kabhi bhi himmat naha rahe hain aur na hi confidence loose Karen kyunki agar aapke andar khud khatm ho jayegi tu mere khyal mein aap trading nahin kar sakte a akshar loss hone ki vajah se a himmat har jaate Hain Tum mere khyal mein unko chahie ki himmat na hare Hain BEL ke Dil lagakar kam Karen ek Din vah kamyab laazmi honge thank you God bless you all
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

                          Walekom sallam bhai g aap ne bhot achi bay ki himat jab tooti hai tabhi hum loss hi loss kar lety hai aur phir dil chota kar k forex se door ho jaty hai hume chahy k ziyda se ziyda learn aur knowledge lazmi hai tab hum ik acha bussnins kar sakte hai tajarba humari himat ko bharta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex min insan ko kbi himat ni harni chay

                            Is main ko himat har giya wo nakaam jogiya forex main apko chiye kay ziyada say ziyada mehnat karyn or himat say kaam layn ager loss bhi ho raha ho to pershan.maat hun kyun kay pershani karny say apko koi faida nahi hai bas yhora saber kar layn ager himat laam ho jiye to forex main is ka koi faida nahi so kabhi bhi himat na haro

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X