Stop Loss and Take Profit...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Determining the target depending on how big our capital, our ability and readiness risk. The bigger the target, the greater the risk that we will encounter when trading. Small targets will make us consistent in generating profits but who hold?
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      bhai jan agar ap ka ko low loss lenna hai tou stop loss laggao trade karte wakkat ta k loss kum ho aor take profit uss time use hota hai jaab ap busy ho tou wo ap trade ko auto close kar deta ha
      • #123 Collapse

        forex ek acha online job hai ye sb ky liye hai es par har koi kam kar sakta hai or profit kama sakta hai hamary pass jitna acha knowlade or exxperiance ho ga hum utni hi achi trading kar sakty hai or loss sy bach sakty hai or achi earnin kar sakty hai
        • #124 Collapse

          well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, aur ye tou totally har kisi ki apni apni working, style, strategies, planning aur analysis kay uper depend karta hai kay wo apni trades mein stop loss aur take profit ko utilize karna chahta hai kay nahi, ya phir without stop loss aur take profit kay trades open karta hai...
          • #125 Collapse

            bhaea gtake profit aur stop loss to is field ka aik important part hai stop loss lgain to hum loss sa bach jate hain aur is trha hum profit acha kr sakta hain
            • #126 Collapse

              A.o.A bhai stop loss to sach mein bohat zrori hy kyu k baz waqt market ka trend change hojata hy to stop loss lgany sy ap ko aur account wash hony aur ziyada loss hony ka khatra nhi rehta aur jaha tk rhi bat take profit ki wo b faidda mand hy aur ahamm krdaar ada krta hay
              • #127 Collapse

                stop loss aur take profit ka istehmaal forex trading kertey hoe kerna bahut he zarori hai is key baghair trading kerna risky hai
                • #128 Collapse

                  dear mara manna to ya ha k ap is ma take stop loss ko use karo ya na karo ap ko is ma take profit ko lazmi use karna chaya ap is ko use kar k acha earn kar lata ho or loss ka to sawal hi pada nai hota ha agr ap na trade sahi ki ha to
                  • #129 Collapse

                    gee friends in my way stop loss or take profit wakai me ak bohat zaberdest cheez hai or agr es ko hum apni har trading me use krty hn to hamen b kafi achi earning ho skti hai or hum b profit me ja skty hn ..... q k stop loss hamen zeyada loss hone se bachata hai ...... or take profit hamen zeyada se zeyada profit deta hai ......
                    • #130 Collapse

                      Friends agar ham apney trades main stop loss or take profit ko use karain to ham is key wajha say loss say b bachain gay or hamara profit b barhay ga . or ham zayada earning kar sakain gay.
                      • #131 Collapse

                        Stop loss and take profit aik bht hi acha tool ha ye dono aik asy tool ha jis k istmal karny se hm is business me kafi bary loss se bach sakty hain or is k istmal krny se hmra profit bhi safe rehta ha or hmen loss bhi zyada nahi hota haa...
                        • #132 Collapse

                          dear forex trading main stop loss and take profit ya aik good tools hain so stop loss hum tab use karte hain jab hum ko loss hone lagta hai stop loss use karne say hum zayada loss say save hojate hain or take profit earn karne kai leya use hota hai.hum ko ya dono tools oss waqat use karne chahiya jab iss ke zarorat ho.
                          • #133 Collapse

                            stop loss and take profit trading main 2 options hoatay hain jin ki madad say hum fix kar saktay hain keh tak jay to hammara profit hojay kis level tak jay to loss honay say bach jain
                             
                            • #134 Collapse

                              stop loss na dtake profit aik aisa point hai jin traders ko muslalsl nuqsaan ka samna kerna pperta hain wo yeh use ker faida utha saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                stop loss ka option is laey necessry consider kia jata hay kuinkay forex market some time ap kay itna zyada opposite chali jati hay kay account wash ho jata hay aur agr ap ka pas stop loss active ho ga to account wash nai ho ga and tke profit ka target ap khud set kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X