hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye
    Forex mein hum ko confidence se trading karni cahaiye aur trading mein confidence tab hi hota hy jab hum knewledge aur experience hasil karain aur experience se apni skills ko acha karain confidence se trading kar k hi hum profit earn kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men confidence hi kamyabi men help karta hey aur agar achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen tu khud ba khud confidence built hota hey aur kamyabi k ziyada chances hotay hen
    • #3 Collapse

      Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

      Trading ma confidence jaldi develop ni hota, learning mukaml kar k usko demo ma test karna chahe, demo sy sb tools sekhny chahe or phr real account ma trading start karni chahe, juniors ko chahe k wo kam lot sy currency pair py trade start karyn, trading ma jb kamyabi hoti hai to he confidence level barhna sharu ho jata hai,
      • #4 Collapse

        Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

        G bhi jan ap ne bhot hi achi bt ki he ke hme trading karte hoe confidence se kam lena chahye or mindbko fresh rkhna chahye kioke agar hm isa karte he to hm ak professional trader bn sakte he or achi earning kar sakte he
        • #5 Collapse

          Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

          Dear friends and members umeed krta hn ap sb kheriat se honge main b ap ki bt se mukamal agree krta hn k hamen apne confident ko BHT behtr krna chahye aur apne upper pura bhrosa rakhna chahye qk bagair confident k to hum chota se chota Kam b Ni KR skte qk jb hum ko apne par pura yaqen ho gya k hum Kam ko sb se behtr tree se anjam de skte Hain to zaror hamara confident aroj pe pohnch jae ga aur hum ek kamyab insan ban skte hain
          • #6 Collapse

            Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

            trading kerny k liy confidence bhut hi importance hy her kaam ko agy ley jany k liy cinfidence hi kaam ata hy acha covnfidence insaan ko agy kley jata hy or usey kamyab trader bnata hy is liy ap bhi apniu ander confidence paida krein or kamyabi jhasil krein,,
            • #7 Collapse

              Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

              Forex mein hum ko apna confidence acha Karna cahaiye aur confidence ko acha karne k liye hum ko knewledge aur experience hasil karna hoti hy aur achi skills hasil kar k hum confidence ko acha kar saktay han confidence acha ho ga tu hi earning kar saktay han
              • #8 Collapse

                Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

                g hn agr hmen trade krni ha to hmen cnfidence sy kam krna chahye q k agr is mn hmara cnfidence loose hua to hum trade ache nhe kr payn gy
                • #9 Collapse

                  Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

                  Sahi kaha ap ne dost hame confidence ke sath trading karny chahiye ache experience aur knowledge ke sath trading kare aur apne confidence ko bhi increase kare agar ap confidence ke sath trading karo ge to ap achy trading karne me kamiyab ho jao ge aur aik din ap aik kamiyab trader bhi ban sako ge confidence bohat zaroori hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

                    g haan bilkul aik kamyab trader k pas bhot hi confidence hota hy q k forex mn jahan profit hota hy to loss b ho skta hy is lia trader mn confidence hona bhot zrori hy forex mn confidence hi insan ko agy ly k jata hy wrna insan hmasha nakam hi rehta hy tradsr mn loss bear krny ka confidence hona chahea..
                    • #11 Collapse

                      Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

                      G bilkl hamay agar aik acha trader bn'na ha to hamay apna confidence level improve krna hoga. Agar hamaray pass confidence nahi ha to hum trading may successful nahi ho sktay. Aik person jis k pass agar zada knowledge nahi ha lekin agar us k pass acha confidence ha to wo difficult say difficult situation ko achay tarikay say manage kr skta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

                        yes dear , men apko btana chahti hun kih Forex mein hum ko confidence se trading karni cahaiye aur trading mein confidence tab hi hota hy jab hum knewledge aur experience hasil karain aur experience se apni skills ko acha karain.............
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: hum ko trading mein confidence ko acha Karna cahaiye

                          G Haan kamyabi cahhye Kisi BHI Field main hO confidence bht chahye hta ha aur is k bghrr success pOssible hi nai ha trading main ap k andr jitny skills aur capabilities hn un k sath sath ap k andr confidence hona bht zrOri ha aur is se ap achy aur active mind k sath Analysis BHI krty hO earning BHI krlety hO

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X