Loss recover karnai ka tariqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recover karnai ka tariqa
    Aziz dosto forex mai jis ko be loss ho jaye wo usko jaldi recover karna ke koshish karta hai hamai chaye ke iss mai loss recover karnai mai jaldi na karay balkai patience ke sath iss mai kaam.karai aur iss mai sochsamaj kar strategy ko follow karkai trade karai to ham loss recover kar saktay hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recover karnai ka tariqa

    Agar Loss Howa Hai our Ap use recover karna Chahte Hai To Is Ke Lye Ap ko ye karna ho ga ke jis lot size par ap kp loss howa hai us se doble lot size use karen insha Allah Is Tarhan ap Ka Loss bhot jald recover ho jai ga.
    • #3 Collapse

      Re: Loss recover karnai ka tariqa

      ji han bhai ham los ko recover kr sakty hyn is ka ik hi hal hy k agr ham ny apna los recover krna hy to ik to hmyn hmiat say kam krna chaiay or dosra los ko recover knray ka ik hi hal hy or vo hal mehnat hy agr ham mehnat krty rehty hyn to hmara los recover ho jata hy
      • #4 Collapse

        Re: Loss recover karnai ka tariqa

        ager kis ko loss recover krna hai to apko chye k ap lazmi tor per safe trading kren gy.is liiye hamen chye k ham trade jab bhi open kren to mubnasib lot k sath istimal kren to ham lazmi tor per chota lot istimal kren.ager hamra lot sahe ho ga to ham is men nakm nh ho sakty hain.is liiye ahmen chye loss ko reciover knry kaily emotional na hon balk safe trade open kre.tora time lgain klaikn apna ccount safe kren.
        • #5 Collapse

          Re: Loss recover karnai ka tariqa

          Forex mein loss ko recover kerna hai tou forex mein mehnat sae kaam kerna hai forex mein agar loss ho jaye tou uss ki recovery bhi bahut zaroori hai aur forex mein aap ko loss recovery kay lye bhi mehnat kerni chahyea aur planning sae kaam kerna chahyea ta kay aap loss ko recover kernay mein kamyab ho jayain
          • #6 Collapse

            Re: Loss recover karnai ka tariqa

            ager ap chahty hein keh apko loss na ho aur ager ho bhi gia hy to recover ho jaiy iss keyliy first to apko chahiy keh ap loss mein trade close na krein uss key reverse honuy ka wait krein ager wo profit mein bhi nhi aaiy gi to wo minimum loss per to zaror aaiy gi pas iss mein juld bazi na krein aur ager loss ko recover kerna hy to apko chahiy keh ap lot size kam lgany key sl aur tp zaror lgain..
            • #7 Collapse

              Re: Loss recover karnai ka tariqa

              G dear friend ap nay bilkul thk bat ki hay k k agr ham chahty han k hamara kiya hua loss recover ho jaye aur phir hamen loss nah ho agr ho bhe sahi to kam los ho us k liay sb say pahly hamen mahnat karni hogi aur sath sath achii learning karni hogi phir lot size ko kafi had tak seelhna hoga agr ham lot size ko seekh jaen gy to hamen bou as recover karnay ka khoud bakhoud tariqa a jaye ga.
              • #8 Collapse

                Re: Loss recover karnai ka tariqa

                g loss recover karnay ka tariqa profit or loss har business ka hisa han agar ap koi kaam karty han tou profit hota ha ya tou loss agar profit ho tou sab kush hotay han aur loss hoi jaye tou pershan ho jaty han loss ko dekh kar pershan na hon balkay is galti ko talash karen jis ki wajah se loss howa ha loss asay hi nahi hota kisi galti ki wajah se hi hota ha aur jo is loss per kabu pa lay wo kamyab ho jata ha
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recover karnai ka tariqa

                  dear friend agar ap ko forex tradinmg mai loss hio bhi gata hy to ap ko chahye asay ak din main recover karny ki koshesh nahi karni bal km sasay bhi money mangmenty k sath hi recover karen chahy as keleye ap ko kuch din bhi qu na lag gain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recover karnai ka tariqa

                    bilkul sahi Kaha Hamen chahie kya ismein loss recover Karne Ka Yahi tarika hota hai aapke pass aapko chahie kya ismein sabar karke kam Karen kyunki agar aap ismein sabar karke kam karenge to aap jarur apna loss ko recover kar sakte hain tu mera to Khair abhi aap advance ho gaya hai lekin aap Agar ismein

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X