Loss ko daik kar emotions mai na aye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko daik kar emotions mai na aye
    A,iz dosto forex mai loss har kise ko hota hain hamai chaye ke iss mai jab hamai loss ho to ussko bardasht karai loss ko daik kar hamai emotion mai nahe ana chaye isske waja say hamai mazeed loss hoga iss leye iss mai soch samaj kar kaam.karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

    G Han y baat bilkul theak hy ke Pakistan forex ke business mein loss ko daikh ker emotion nhe hona chye Pakistan forex ke business mein loss her kisi ko hota hey hmean is se navrious nhe hona chye
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

      G bhai ap ny thik kaha humain loss ko dakh kar emotions main ni ana chahiye balkah aur ziada dill laga kar kaam karty rahna chahiye tah kah agli baar loss na karin aur ziada sy ziada profit ly sakin aur achy trader bn jain.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

        g apney thk hi kha y key loss mein hamin emotional nhi hona chahiy hamin chahiy keh ham apney emotion ko contol krein aur apni mistake ko dekh ker uss ko recover kernuy ki koshish krein kue key emotiomnal honuy sey hamin again bhi loss ho sakrta hy isi liy hamin mistake ko recover kernuy key sath emotions ko bhi control kerna chahiy..
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

          Dear friends yh to natural ha k jub be koe banda koe be passa loss karna tha ko emotional ho jata ha lakin forex k business may yh cheez aam ha ager hum ko forex trading may loss be ho jaye to hum ko cahyh k hum kabi be emotional na ho bulkay hum ko cahyh k hum us cheez ka muqabala karin aur achi earning kar k kuch sabit karin
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

            ap world ka koi b business kaha lay us main ap ko profit k sat sat loss b hota ha kun k ya aik business ha part hota ha ya zarori ni ha k ap ko daily aik jesa hi trade mely kese din kam or kese din zaida kam hota ha asy hi forex main b ap ko profit k sat sat loss b ho sakta ha us say ap ko gabrna ni chaiy belkay learn kerna cahiy or apny emotions per kabo rakhana chaiy.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

              g ap ny acha swal kia k hmen loss ko dekh kr apny upar cntrol krna chahye r jzbati nhe hna chaye q k aisa krny pr hum ache trade nhe kr sken gy r hmen phr loss hoga
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

                forex ak legal business hain is mai agar hamy loss ho jy to hamy saber karna ho ga hamy emotional nahi hona chahey hamy saber karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai emotins hamara dusman hain hamy isy avoid karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

                  g han asa he hain jab hum loss ko katem karty hain to he hum pasia kamaty hain forex aik legal business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain yai business pury paksitan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

                    G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein loss ko dekh kar pareshaan nahi hona chahiye jis ki wajah se forex main hum emotion main a kar himmat har jate hain our kamyab nahi ho pate hain is liye forex main hamein sabar k sath work karna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                      A,iz dosto forex mai loss har kise ko hota hain hamai chaye ke iss mai jab hamai loss ho to ussko bardasht karai loss ko daik kar hamai emotion mai nahe ana chaye isske waja say hamai mazeed loss hoga iss leye iss mai soch samaj kar kaam.karna chaye.
                      Profit and loss for business concert Hain Agar trading Karke loss Ho Jaaye to traders ko kabhi bhi Himmat Nahin Harni chahie aur na hi emotional Hona chahie losses aap ko acche traders banaa sakte hain agar aap apne dost se learn karen to
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

                        g han ap bilkul sahi keh ap loss ko daikh kr bilkul prishaan ni hona chihay or ap ko bardashat or sabar sy kam layna chihay or kabhe bhe himat ni harni chihay or agay k ly acha sochna chihay or khoob mehnat krni chihay
                        دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

                          G han my dear forex friend hamen loss ko dekh kar emotional nahin ho jana chahie balki himat se kaam lena chahiy or tension na liyen apni struggle ko jari rakhna chahie aur mehnat ke sath kam karte rahe to Inshallah kamyabi hamari ho gi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko daik kar emotions mai na aye

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                            A,iz dosto forex mai loss har kise ko hota hain hamai chaye ke iss mai jab hamai loss ho to ussko bardasht karai loss ko daik kar hamai emotion mai nahe ana chaye isske waja say hamai mazeed loss hoga iss leye iss mai soch samaj kar kaam.karna chaye.
                            Profit and loss ka business Kaise hote hain Agar trading kar traders ko loss Ho Jaaye to unko emotional Nahin Hona chahie aur Soch samajhkar kam karna chahie Jab aap emotional hokar kam Karte Hain To acchi trading Nahin Hoti

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X