Analysis kay sath forex trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kay sath forex trading karna
    Jab be koi Kam karna ho tu pahlay use Kay baray my ay mahlomat karni hoti ha uss Kay baray may market values ko janchana hota ha issi tara forex trading may be koi specific trade lagna ho tu sab say pahlay use ka analysis karna chaey analysis may use trade ja up down movement observe karni chaey mazeed analysis may fast or slow movement of market be mahloom ho jati ha lahaza analysis is the basic fundamental of forex trading
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kay sath forex trading karna

    Yes trading ma analysis bhot zaruri hai, analysis sy ham trade k risk ko kam sy kam kar sakyn gy, trading ko analysize karty rehna chahe kiu k market ki position kisi b waqat change ho sakti hai, trade k lae acha entry point serf anlysis ki bena py he find kya ja sakta hai,
    • #3 Collapse

      Re: Analysis kay sath forex trading karna

      G haan dear main aap ki baat sa agree karta hoon aap ki baat bilkal thek hay k analysis kisi be bussniss main bhot zayada ehmiyat rakhta hay same issi tarha instaforex trading main instaforex trading main bagher analysis k aap kabi be apni trade ko successfull nahi bana saktay hain jab hum markit ka analysis kartay hain to hum ko markit ka behaviors markit ku movement samaj saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: Analysis kay sath forex trading karna

        hamy analysis ko mostly use kar ky kam karna ho ga per he hum pasia kama saky g yforex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisabt acha or unique business hain
        • #5 Collapse

          Re: Analysis kay sath forex trading karna

          market main analyses ke bohat type hain hamy analyses ko use kar ky trading karne chahey hum is main soba sham yai rat main kese be waky trading kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain or apne needs ko pura kar sakty hain forex aik asna business hain is ka koi school yai book nahe hain hum kud he is main add hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Analysis kay sath forex trading karna

            forex aik acha business hain hum is mai agar kamyab hona catey hain to hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm buisness ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee businss hain
            • #7 Collapse

              Re: Analysis kay sath forex trading karna

              analysis ke forex mai bohat value hain hamy in ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai live caht kar skty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kay sath forex trading karna

                dear friend bilkul analysis ke sath Forex trading karne se Forex mein achcha experience aur accha profit milta Hai lekin analysis bhi experience ke sath hote hain aur port resistance means top Rose day profit ko dekhkar trade Karen.....
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kay sath forex trading karna

                  hamy market ko achy sy samaj kar is ki movement ko dekh kar analysis ko se kar ky kam karna chahey pher hi ham success earn kar sakty hain yai usa or china or new york main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai aik real job hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kay sath forex trading karna

                    Kisi bhi currency pair per trade leny sy pehly hamesha market ka technical aur Fundamental analysis karna zaruri hai. jb hum koi trade market k analysis k baghair lgaty hain to us trade k loss main jany k chances ziyada hoty hain aur account wash bhi ho sakta hai jb keh jo trade market k analysis kar k li jaye to profit main hi jati hai ziyada tar..is k ilawa trade open karty huwe hamesha stop loss aur take profit use karny chahye aur lot size account k capital k mutabiq use karna chahaye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X