Mahnat ka matlb kamyabi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mahnat ka matlb kamyabi

    g han mahnat ka matlab ha kamyabi agar ap life may kamyab hona chatay han tou phir mahnat karyn tab hi kamyab hon gay mahnat karnay walay Allah ko bhi bohat pasand han aurAllah bi in ki madad karta ha jo mahnat karty han forex trading may bhi mahnat karnay wala hi kaamyab ha agar acha bonus chahiye tou mahnat karo aur acha bonus lay lo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mahnat ka matlb kamyabi

      Umeed karta hoon aap ki trading bohat achi jarahi hogi je haan haqeeqat hay kay mehnat sey he aap ko kamyabi milti hay mehnat jab shuru ki jati hay skills banti hain aur aap ess kabil hotay ho aap ki trading achi hona shuru hojati hay so mehnat kay badlay kamyabi hay.....
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #33 Collapse

        Re: Mahnat ka matlb kamyabi

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur meri nazar mien jo mehnat kerta h wo as mien kamaee ker sakta h as lyee ham ko as mien her bar mehnat kerna hota h aur ham ko as mien as had tak mehnat kerna hota h jab tak ham as mien aik kamyab tajir nahi ban sakte hien
        as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud ko behtreen sabit kerna hota h aur mehnat ka matlab kamyabi hota h.
        • #34 Collapse

          Re: Mahnat ka matlb kamyabi

          g haan bhai jaan hamein chahye hai ke ham as forex trading main pahel se mehnat karna sharo kar de agar ham as main mehnat karna sharo kar den ge tu ham as main jaldi kamyabi hasil kar le ge aor mehnat ki waja se hi hamein earning mile ga mehnat aik aesy chez hai jo nakam ko kamyab bana sakta hai aor ye bat sach hai mehnat se hi kamyabi mehnat hai ye bat 100% sach hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: Mahnat ka matlb kamyabi

            Bat wohi hay kay ager ham mehnat karen gay to kamyab ho jaen gay. is dunia main har wo kam jis main kamyabi chahye wo mehnat say hi hota hay aur ager ham mehant say kam karen gay to forex trading main hi nahi har us medan main kamyab ho jaen gay jis main ham kamyabi chahtay hain lakin is kay liye aik hi shart hay kay mehnat ki jaye.

            اب آن لائن

            Working...
            X