Between luck and knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    mry khyaal sy jo luck pay depend krty hain forex trading main un k liye earn krna mushkil hota hy wo kaamyaab nai ho sakty forex trading main is k braks jis kio knowledge hota hy wo forex main kamyaab ho jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      malomat or qismat dono ki taqat say inkar nahi kiya jasakta hay myn day by day apni knowledge skills ko imperove kerta hon or khob mahnat kar kay apni mahnat ki bina per qismat per bhi belive kerta hon.
      • #198 Collapse

        forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay iss business main luk ka koi link nahe hay....
        • #199 Collapse

          Hi frends, jee haan ya bt bilkul sach hy k forex ma na to srf ap ki luck depend krti hy r na hi srf knowledge in ma dono cheezo ka biht aham kirdar hy lakn ap k pass is ka pura knowledge hona chahia us k bad ya totally ap ki luck py depemd krta hy k ap ko loss hota hy ya profit
          • #200 Collapse

            Dear hmen is business me hmeshah achi knowledge k sath hi kam karna chahe hmen is business me luck se kam nahi karna chahe kyun k agr hm is business me luck se kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha is business me ...
            • #201 Collapse

              asal me ye sab ko smajhna chahiye k knowlege or practice hi ap ko aik acha trader banati hy is luck itni mater nahi karti or ap ko apni luck pe ziada depend nahi karna chahiye ap jitni mehnat karty hain ap ko utna hi us ka phal milta hy.
              • #202 Collapse

                Forex trading business say earning kay liay luck kay sath sath knowledge ka hona zaroori hay, without good knowledge kay hum forex trading main perfect time per trade open nahi kar saktay agar perfect time per trade open nahi ho gi to earning nahi ho sakti.
                • #203 Collapse

                  hum is main luck ko use karty hoye kam karty hain to achi earning hasil ho sakti hay magr kafi risk sa hota hay humain knowledge say hi market main kam karna ho ga ta kay humain market main loss km say km ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #204 Collapse

                    sir baat ya ha kay ma aek hi baat kaho ga kay or jo sahi ha wo ha knowledge qk agar apkay pas experince ha knowledge ha tab hi ap forex ma kamiyab ho sakty ha qk forex ma luck insan ka kabhi kabhi kam ata ha lakin jo knowledge ha wo har time kam ata ha islay bs apko forex ma mehnat krni chahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X