Mehnat se mo na moro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat se mo na moro
    Asalam O alikum bhai jaan main ap sab ko sirf itna kahna chahta hon kay agar faida ho nuqsan ho ap nay mehnat karna nahi chorna hai kyun kay jis din ap nay mehnat karna chor dia ap naqaam ho jayain gay ap ki kamyabi ki waja mehnat hi banay gi islye mehnat kartay rahain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat se mo na moro

    Assalamu Alaikum friends Jaya Bachchan aapane Baat bilkul theek hai ke Manasa mounama Na Mane aap Sabko service na karna chahta hun kahkar fayda aur nuksan ho ab aap ne kam karna hoga jo log mere se kam karta hun Kapda Hota Hai aur unke salary bhi acchi ho jati hai uska number chahie kam se kam Karen
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat se mo na moro

      Jab forex sy bahot achi earning ki umeed rakhni hai tou phir usko hasil kerny ky liay mehnat tou kerni pery gi ham jab tak achi mehnat nehi kerty ham forex market main trading achi terha learn nehi ker sakty hamain pehly forex market main trading ko achi terha learn kerna chahty ky woh learning online bhi ho sakti hai aur expert traders sy bhi usky bahd trade continue kerni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat se mo na moro

        g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai aor main ap ki bat ko manta hon ham as main kam kar rahe hain tu hamein chahye hai ke ham as main mehnat se mon na mure and hamein zyada se zyada karte rihna chahye agar ham as main mehnat se kam karen ge tu hi ham as main kamyab ho sake ge as liy as forex trading main mehnat karna zarory hai aor hamein chahye hai ke ham as main har bar as main a kar as main mehnat karen ta ke ham acha member ban sake
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat se mo na moro

          G han hum agr iss main kamiyaab trader bana chatye hain toh mehnaat sy iss main kam kariye thky acha knowledge or experince sy iss main aik kamiyaab trader ban sakiye humain iss main learning karni chaiye or humain iss main achi earning be tabhi milti hain humain iss main experince or knowledge better kar k kam karna chaiye tabhi kamiyaab or successful trader ban sagta hain
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat se mo na moro

            G han dear hamesha focus ap ka mahnet pay he hona chye kiyu ky ager mahnet kay sath ap kam kartye hain tu es kai ap ko kamyabi hasil ho jatye hai jub kay mahnet mai insan kabhi naqam nhi hota hai hamesha he es kai kamyab rhata hai tu hamesha mahnet kay sath kam kartye rhaina chye
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat se mo na moro

              good morning friends main aapse bus yahi kahana chahta Hun ki Jo log mehnat se munh mod lete hain unko kuchh bhi nahin milta hai isiliye humko chahie kam mehnat karte jaen per jakar kuchh Na kuchh profile a payenge Ham ko mehnat se kabhi bhi munh mein munh nahin chahie balki mehnat kaatna chahie tabhi jakar Ham kamyab ho sakte Ham ko mehnat se chahe vah posting ho ya koi aur kam ho mehnat ke Siva kuchh bhi nahin milta hai
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat se mo na moro

                dear ap ny bhot he acha sawal keya hy ager pakistan forex forum main ap ko loss ho jaye tu sabir karo or mehnat sy mo na moro balke phly sy bhe zeyada mehnat karna shuru kar du q k kisi ki mehnat zaya ni hoti jo jitni mehnat karta hy osy os ka phl zaroor milta hy mehnat karny walon ki kabhe har ni hoti osy ak din kamiyabi zaroor milti hy
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat se mo na moro

                  Ji Assalamualaikum Mere Pyare dost Jaisa ki aapane kaha hai ki mehnat se Munh Na modo Agar Main usse bolna Hota To Farooq Mein Kabhi Na Aate Mein Naat Karenge Aur Dil lagakar Karenge Sainath ok Karenge Apne Jo usko rok Karenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat se mo na moro

                    Mehnat Karte Rahana chahie Taki Hamen is Mein Achcha banaa Sa sale ho aur Hamen acche ke liye bahut hi jyada mehnat Karni chahie knowledge aur experience Ke Sath Hai Hamen Aise mein jyada bonus Aasan Hoga aur ham Jyada bolna Sahi Hasil karna chahte hain Hamen is mein jyada Bansal Karke Hamen Aise Mein laalach Nahin Karni chahie Agar Ham ismein lalaj Karenge To Ham Apne shabdon Ko Wapas kar denge
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat se mo na moro

                      g ha apne bhto acha sawal kia hian forex trading main acha bousn haisl karna hain tu pak froum main b hard work karna hoga mehnat karni hogi dily 50 post ki limite ko pura karna hoga and forex trading main kaam karna hain tu hum ko pher ziyda hard work karna hoga analysis karna hoga and lot of praitce karna hoga demo accoutn main jo demo account main ziyda hard work karte hain vo lot of profit hasil kar k kamyabi hasil karte hain and hard workar he bhot kamyab hian dekha jy tu .................
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat se mo na moro

                        Assalamu alaikum my brother. Aapane theek kaha Mahnat se munh nahin morna chahie. Hamen struggle karni chahie. Jaise yah hamare yahan muhavra hai. Mehnat mein azmat hai. Mehnat ka phal meetha hota hai. Thoda bahut wark karte Rahe. Slow and steady win the race.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat se mo na moro

                          AOA! dear forex members kaisy han ap log ji hn mehnat se mo morny waly pori zindagi kamiyab nhi hoty ager hum mehnat nhi karein gy tu kamiyabi humary qadum kaisy chomy gi q k mehnat kamiyabi ki konji ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat se mo na moro

                            Bhai jan bat ho rahe hy mehnat sy mon na moro apke bat belkul thek man apke es bat sy agree hn bhai busnes koy bhe hy jab tak hum os men kam nai karen gy tab tak hamen kamyabi bai mily ge q k busbes men mehmat ka hona lazmi hy jab hum zeada mehnat karen gy achy treky sy knowledge or experience k sath kam karen gy dill laga k kam kren gy kamyabi mily ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat se mo na moro

                              forex sy bahot achi earning ki umeed rakhni hai tou phir usko hasil kerny ky liay mehnat tou kerni pery gi ham jab tak achi mehnat nehi kerty ham forex market main trading achi terha learn nehi ker sakty hamain pehly forex market main trading ko achi terha learn kerna chahty ky woh learning online bhi ho sakti hai zyada karte rihna chahye agar ham as main mehnat se kam karen ge tu hi ham as main kamyab ho sake ge as liy as forex trading main mehnat karna zarory hai aor hamein chahye hai ke ham as main har bar as main a kar as main mehnat karen ta ke ham acha member ban sake ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X