Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai
    Forex main kuch trader aysa karty hain forex say jab acha earn ho jata hai wo apni lagi hoi job ko chore dety hain so ayse apko kabhi bhi nahi karna chiye so apko chiye kay mehnat karyn taanky apko job kay sat forex ka bhi advantg rahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

    G bilkul brother forex ki waja say job ko nhe chorna chahye forex members forex forum kobapna part time business samjh kar kam karen or es men mehnat karen ow dailu 2 sy 3 ghanty bhi mehnat karen to achi earning kar sakty hen or jin members ki job nhe hay wo to chahy jis time bhi marzi forex men apna work continue kar sakty hen
    • #3 Collapse

      Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

      Dear brother jo log already job holders hen unn ko part time job k taor pe karna chahiay lekin job ko chorhna nhi chahiay kiun k yeh risky business hey iss men jaldi account wash bhi ho jata hey iss liay sath dusari job bhi ho tu ghar men income aati rahti hey
      • #4 Collapse

        Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

        Yes trading business bhot risky hai, forex ma loss b hota hai or profit b, ham jetni b learning hasil kar lyn loss sy ni bach sakty, forex ma achi earning to hai or kam time ma hoti hai but big loss ma agr ham pans jayn to account wash b ho jata hai, asy uncertain business k lae hamy kbi apni job ko ni chorna chahe,
        • #5 Collapse

          Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

          dear friend jo log koe aur job krtay hn unhen forex trading k liay job chhornay ki zroorat naen ha woh apna job bhi jari rakhen aur apnay farigh time mn forex trading mn kam kren aur km waqt mn bhi achhi earning hasil kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

            Dear Forex member trading main carefully hOna bht zrOri ha is k sath sath agr ap Forex main kamyabi cahhty hn tou apni improvement kO kbhi na chOren aur jOb k sath sath ye bhi Kia jaskta ha but agr ap ismain mehnat aur knowledge k sath Kam krty hn Tou ap kamyab hOskty hn Ku k hardwOrk is main cause of success in fOrex.
            • #7 Collapse

              Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

              g bilkul thk kaha trading risky business hny ki wja sy hmen isko nhe chrna chahye blky is py lgan sy kam krna chahye q k is mn loss k bd kmybi yaqini ha
              • #8 Collapse

                Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur aap ki baat belkul theek h k forex hamain her bar kamaee ker moqa deta h agar ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko dil laga kar kaam karna hota h
                aur ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h jab ham as mien kaam karte hien tu hamain as mien soch kar kaam karna hota h aur forex ki waja say hamain apna job nahi chonra nhota h aur q k ye risky h.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

                  Assalamu Alaikum dear friends ummid hai aap sab khairiyat se Honge Mere Samne aapane acchi baat ki hai ki Hamen Forex form ko basic serious aur ek job Ki Tarah hi karna chahie lekin iska yah matlab nahin hai ki Ham Jindagi Ki aur jo Jab Ham parmanent kar rahe ho usko Chhod den Kyon Gaye Forex form Ek Aisa forum Hai Jis per Hamen loss bhi Hota Hai Jiski vajah se Hamari Jindagi Ki Zaroorat pura karne ke liye koi aur business bhi Hona chahie To Hamen chahie filhal Forex forum ko part time rakhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

                    Asalam-o-alikum dear ap ny sahi kaha hy forex aik risky business hy es py hum mukamal depends nahi kar sakty hain es liye humy forex ky sath sath job bhi karni chahiye jis sy hum apny ghar ko support kar saky forex ko aik part time business he samjhy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hai

                      Trading ki waja say job maat choren kyun kay ye risky bussiness hay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain too aap ko achi earning ho sakti hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X