kia forex mein luck ko importance di jati hein..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex mein luck ko importance di jati hein..
    assalam o alikum dear forex mein kiya luck ko importance di jati hein mery khiyal ager knowledge bhi ho mhnat bhi ho aur luck bhi achi ho tub insan ko kamiyabi milti hy isi liy hamin sirf mhnat hi nhi knowledge ko bhi time dena chahiy...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

    Forex ma serf mehnat ko importance hasil hai, luck py depend karna bewaqofi sy kam ni hai, ham mehnat sy kismat ko change kar sakty hai, luck py depend karna apni mehnat ko zaya karny k baraber hai, forex ko acha time deny sy ham knowledge gain kar k kamyabi hasil kar sakty hai,
    • #3 Collapse

      Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

      dear friend forex trading mn luck ki koe importance naen ha achhi luck ki waja sa kbi kbhar to profit mil jata ha lekin hr bar aisa naen hota isliay apko luck pa depend krnay ki bjay mehnat krni chayay ta k ap hmesha kamyabi hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

        dear friend ap ka luck ak tuka hy agar chal giya to as say ap ka acont doubal aur nahi chala to wash as leye ap jko hahye k luck k bharosay nahi bal k as main knowlldeg k bharosay par hi trading karen ges say kameyabi bhi ho
        • #5 Collapse

          Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

          Asslam o Alaikum forex py luck nhe mehnat zrori ha q k hmen mehnat ka ajar zror milta ha agr hum sb kch luck py chr den to mehnat nhe kr payn gy
          • #6 Collapse

            Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

            g nahi forex may luck ko importance nahi de jati balkay mahnat se kaam karna perta ha har kaam may mahnat se hi isan kamyab hota ha mahnat karo gay tou ik din kamyab ho jayo gay lakin luck kabhi kabhi sath dety ha mahnat hemesha isan ko profit may hi rakti ha
            • #7 Collapse

              Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

              Dear friend aapane bilkul theek kaha hai mostly aapki luck aapko trading Mein Kamyab karti hai Lekin Har dafa aap apni luck per depend nahin kar sakte trading main Kamyab hone ke liye aapko is ki knowledge Hasil karna bhi bahut jyada jaruri hai aapke pass Forex trading Itna Jyada knowledge Hoga aapas Mein Itni Jyada Kamyab Honge
              • #8 Collapse

                Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

                dear members m ap sbki bt sy agree krti hn mehnt knowledge learning k sth sth luck bh matter krti ha baz dfa koi bht mehnt krta ha lkn wo kamyab nh hota q k luck uska sth nh deti to ye sb buisnes m chlta rhta ha
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

                  g dear men apki bat sey agree kerti hun mostly aapki luck aapko trading Mein Kamyab karti hai Lekin Har dafa aap apni luck per depend nahin kar sakte trading main Kamyab hone ke liye aapko is ki knowledge Hasil karna bhi bahut zyada zaruri hy ....
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

                    Ji han bhai jaan Lakho importance Di Jaati Hai ismein lakh bhi kam kar jata hai aur experience knowledge bhi Hamen chahie ki Hamen is ki knowledge Jarur Hona chahie Kisi Kisi Waqt Lagta bhi Sath Nahin deta isliye Hamen chahie ki Hamen Forex trading ke bare mein knowledge Jarur Hona chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

                      dear forex trading main hum ko luck py depand neh hona chahiye forex trading main khdu hard work kaarna hota hain khdu he achi tra learn karna hota hain jo forex trading ko learn karte hain and lot of hard work kre hain wahi kamyab ho jate hain and trading karna hian tu achi tara learn karna hoga hum ko bina learn kiye trading kabi b neh hoti hain forex trading main agar koi expert aur professional trader hain tu experience knowledge hasil karna b must hain ....................
                      • #12 Collapse

                        Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

                        Boss aap ki baat belkul durast hai aur forex mien jo cheez ham ko sab sy zyada asar kerti h wo h tajerba,jab ham as mien tajerba hasil kerte hien tu ham as mien as qabil ho jate hien k ham as mien kuch na kuch kamaee ker sakte hien
                        as lyee ham ko as mien tajerba hasil kerna zarori h agar ham as mien kamyab ho jate hien tu ham as mien kamaee per kamaee ker sakte hien aur as mien luck ka b kuch na kuch role hota h agar hamara luck acha h tu ham achi earning ker sakte hien.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

                          Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain too aap ko achi earning hoti hay iss liay aap forex main achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge oor expriences bhi share kerty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

                            Yes ap ne sahi kaha ha ye baat sun kr khushi hwi ho gi ...forex main luck ka bhe kisi had tak important role ha lkn forex main ziyada hardworking ha aor ziada time table spnd krna ha , agar hm serious ho kr kaam kriaan aor apna time table set krain tm achi earming.kr sakty hain because of like of some posts and thanx about forex trading business.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia forex mein luck ko importance di jati hein..

                              Asalam-o-alikum dear mary khayal mein humy luck sy zayada mehnat par yaqeen rakhna chahiye aur ma to luck ko nahi manta hun mehnat he sab kuch hy ap ki kamyabi ky liye . kuch members luck pR yaqeen karty hain aur trading mein bhi luck sy kam lety hain kbhi kbhi market ki movement unky haq mein chali jati hy magar aqsar un members ko loss hota hy es liye humy luck sy zayada mehnat par focus karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X