Forex mai apni memories ko tezz karain ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai apni memories ko tezz karain ???
    G han dear jo main cheez hai insta mai wo ye hai kay es mai kabhi bhi koi cheez na bhoolain nhi aur es mai hamesha kosesh karain kay en ko yad rakhain mind mai rakhain kiyu kay aik bat yad rakhain kay forex mai lose zaroor hota hai mager hum kosesh jarain tu dubara lose nhi ho ga ager daikh kay trade open miya jaye aur us mai honye wala pechla lose ko yad rakha jaye tu es mai he faida hota hai tu hamesha soch rakhain kabhi na bhoolain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

    yes brothers ap nay thek kaha k hmyn forex mn kam krnay k liay apni memeories ko tez krna parta hy or memmories os vakt tak tez ni ho sakti jab tak ap is forex mn dil lga kr mehnat ni krty or dosra os vakt tak memories tez ni ho sakti jab tak k hamyn is kam k baray mn koi information ni hogi
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

      memory ka tez hona zaroori hai keun ky market ma bahot risk hai aor agr apko acha profit kamana hai to forex market ma hafiza tez rakhna ho ga apko yad rakhna chye ky news calendar py kon ci news kis time release honi hai is ky bad apko trading ma kam krna chye trade open kren to uska stoploss ap ko oehly soch ky rakhna chye ho ga tb he ap kamyab target hasil kr sko
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

        Forex mind skill ki base py kya jata hai, trading mistakes or en k solutions ko kbi ni bolna chahe, hamy forex k bary ma tamam knowledge ho gi to he ham esko memerorize kar sakyn gy, knowledge k bena kuch yad rakhna mumkin ni hai, forex usk lse easy hai jo regular es ma work karny ata hu
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ7582 پيغام ديکھيے
          G han dear jo main cheez hai insta mai wo ye hai kay es mai kabhi bhi koi cheez na bhoolain nhi aur es mai hamesha kosesh karain kay en ko yad rakhain mind mai rakhain kiyu kay aik bat yad rakhain kay forex mai lose zaroor hota hai mager hum kosesh jarain tu dubara lose nhi ho ga ager daikh kay trade open miya jaye aur us mai honye wala pechla lose ko yad rakha jaye tu es mai he faida hota hai tu hamesha soch rakhain kabhi na bhoolain
          Yah Baat aapki theek hai kya aapko Apne mind ko fast karna chahie Aap Ko Jab trading karte hain profit ho to aapko yah Baat Nahin chahie aap trading Karni Hogi isliye Hamesha news ko kholo
          • #6 Collapse

            Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

            G brother ap sahii keh rahy hain k forex main apni memories ka loss ni krna chahye because the memories are very usefull things for forex forum, balkeh forex main hm jitna ziada hardworking krain gy aor apny mind ko estamaal krain gy to automatically mind ziada hota jayee ga aor memory bhe strong hoti jaye gi
            • #7 Collapse

              Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

              G brother forex trading mein agar earning hasil karni ha tu skill level ko improve karna hoga aur apni memory ko strong banana hoga aur jitni zayada study karyn gy itna zayada faida hoga aur market ki movement k bary apko achi tarha analysis karna chahye jitna zayada time dyn gy forex ko apko itna he zayada faida hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

                forex trdaing ka bsuiness aik boht he mantly taph bsuiness hai jis main jitna hmara mind sharp hota hai tna he hum es main acha kam kar skty hain tu aghr hum es mainkamyb hona chahty hain tu hmain es ka zyda se zyda knowledge gain krna chahye jitan humknowlege gain karengy otna he es bsuiness main acha kam kar skty hain or hmain loss bhi kam tab he hota hai jub hmain es ka knowlege hhota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

                  mind fresh ho ga to he hum is main acha kam kar saky gy or pasia kama saky gy hamy is main positive soch ky sat kam karna chahey agar hum is main negative soch ky sat kam kary gy to hamy result be negative maly ga hamy is main meyare kam karna chahey hamy daily weekly or monthly target ko pora karna chahey per he hum is main acha bonus hasil kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

                    hamy actice ho kar kam karna ho ag forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kr sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

                      g haaan humein forex mein apni memory ko tezz karna chaiye yeh hum sab k liye buhat zayda zaroori hai kyun k trading mein jitna trader sharp hoga is mein us ka utna zayda faida hai forex mein yeh buhayt zaroori hai k is mein trader ka mind active hona cahiye...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mai apni memories ko tezz karain ???

                        JI ha ap nay bilkul sahi Kaha hai ke forex mn kam krnay k liay apni memeories ko tez krna parta hy or memmories os vakt tak tez ni ho sakti jab tak ap is forex mn dil lga kr mehnat ni krty or dosra os vakt tak memories tez ni ho sakti aur hamy is main positive soch ky sat kam karna chahey agar hum is main negative soch ky sat kam kary gy to hamy result be negative maly ga hamy is main meyare kam karna chahey thank you everyone

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X