Mehnat Mein azmat hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat Mein azmat hai
    Salam Walekum Pyare bhaiyon aapse Mera yah Sawal hai ki mehnat mein azmat Hai kahane ka maksad yah hai ki agar aap mehnat karoge To aapko mehnat ka fal Jarur Diya jaega aapki mehnat Kabhi Jaya Nahin Hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat Mein azmat hai

    Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends ap li bat se agree keta hin k mhnt krny waly log hr jga p kmyyab hoty hun hmn bi chay k hum forex min mhnt kren learning kren kmyyabi hasil kren
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat Mein azmat hai

      G friends mehnat may he azmat ha or is k bagair hum business kya life may b successful nahi ho saktay. hamay life ke her field may mehnat krni parti ha tb he hum kuch na kuch achieve kr saktay han, isi tara agar hum forex may b successful hona chahtay han to hamay chahiyay k khoob dill lga kr kaam karein tb he Allah hamay success day ga.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat Mein azmat hai

        Assalamu Alaikum dear friends ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aapki baat bilkul theek hai ki main mehnat he har Kam ke kamyabi ke key hoti Hai qk ager hum ne ksi Kam men Apna name bana Hai to hamen chahye ke serious ho kr us kam anjam den r us k karne k lye apni Puri mehnat krni chahye
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat Mein azmat hai

          Assalamualaikum ...
          Dear ...
          Ye bat such hai k mehnat main azmat hai q k Jo insan mehnat karta hai wo zarur kamyab hota hai or uako life main kbhe bhe nakam nahi hota balky hemisha kamyab hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat Mein azmat hai

            g bilkul mahnat main hi azmat hai or humy is bat ka b pata hai k hum apni life main kamiyab us waqt tak ni ho sakty jub tak hum imandari say kam ni kar laity ALLAH TALLAH b un ki hi madad karta hai jo apni madad ap karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat Mein azmat hai

              ji han bhai ap nay bahot hi dorost farmaya k agr ham mehant krty rahyn gay to is ka sila hmyn lazmi milta hy agr ham mehnat krna chor dyn gay to hmyn is say koi bhal hasil ni hoga or hmysha mehnat mn azmat hoti hy
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat Mein azmat hai

                W salam bhai jan your sentence is very good brother, beshak mehnat main azmat hoti ha zindgi main jo log bhe mehnti hoty hain wo kbhe bhe mayoos ni hoty aor kabhe bhe kisi bhe field main nakam ni hoty aor forex main bhe aisi hi mehnat cahahye jo log krty hain wo full benifits ly rahy hain aor i hope wo bhot acha huge amount of profit kma rahy hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat Mein azmat hai

                  mehnat ma.azamat hai yeh bat bhi durst hai har member ko Pakistan forex forum sy technology ky zareye ilm hasil kr ky acha kam krna chye qor apni trades ko profitable bnana ho ga Pakistan forex forum ma aisy bahot sary members hain jin ki trading skills bahot achi hain aor wo bahot best market ka analysis krty hain un sy help len
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat Mein azmat hai

                    bt tu aik dam correct hy ke mehnat me azmat hy jo log mehnat krte han wo zoror kamyabi ka phal lete han hamsha nakam whe log hoye han jo bagir mehnat ke age niklne ke koshesh me hote han bss proud nh krna cheye mehnat kr ke age jana cheye
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat Mein azmat hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhankhan594 پيغام ديکھيے
                      Salam Walekum Pyare bhaiyon aapse Mera yah Sawal hai ki mehnat mein azmat Hai kahane ka maksad yah hai ki agar aap mehnat karoge To aapko mehnat ka fal Jarur Diya jaega aapki mehnat Kabhi Jaya Nahin Hogi
                      Aapki baat bilkul theek hai ki nahin 8 mein Azmat hai aur is business Mein Vahi log successful Hote Hain Jo mehnat Karke kam Karte Hain Jo log mehnat Karke Kam Nahin Karte Unka Forex trading Mein Koi Koi Kam Nahin Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat Mein azmat hai

                        G dost mehnat he me azmat ha mehnat karne wale he kamiyab hote ha forex me jo mehnat nahi karta us ko kamiyabi kabhi nahi milty kisi bhi kaam me kamiyab hone ke liye mehnat karna lazmi hota ha beghair mehnat ke apko kisi bhi kaam me kamiyabi nahi mile gy is liye hame mehnat ke sath kaam karna chahiye mehnat kabhi waste nahi hoty is ka phal zaroor milta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat Mein azmat hai

                          g han bilkul sahi baat ha forex ma mehnat kerne se hi kamyabi milti ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kaam keren ge utni zyada earning keren ge is liye mehnat ko apni zindagi ka maqsad bana len mehnat ma hi azmat haforex ma mehnat kerne se hi kamyabi milti ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat Mein azmat hai

                            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree bhi karta hun forex trdaing main aghr hum kamyb hona chahty hain tu hmain mahant kran hogi jitni hummahant karengy otan he hum jaldi es main kamyb hungy or hmain otna he es bsuiness se faida bhi hoga es liye aghr ap trdaing main kamyb hona chahty hain tu apko mahant krna hogi q k mahant main he azmat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat Mein azmat hai

                              Asalam-o-alikum sir ap ny sahi kaha hy ma apki bat sy mutafiq hun mehnat apko kamyab kar sakti hy , kese bhi kam mein ap mehnat ky baghair kamyab nahi hoty hain , dunya ny jitni taraki ki hy wo mehnat ki badolat hy , es liye humy kamyab hina hy to mehnat karen to hum zaroor kamyab ho jayen gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X