Control emotion be professional

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes my dear hume apne emotions per control rakhna chahiye kiun k forex me emotions ki koi jaga nahi hai tab hi hum kamyab trader ban sakte hain aik professional trader banne k liye emotions ko control me rakhna bht zarori hai.
    :o love FOREX without any condition :o
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      My dear friends forex trading market main emotions forex traders ke real enemy hote hain. kiyun ke koi bhi trader emotional trading se forex main kabi kamyab nai hota. ic liye forex main emotions ko control rakhan chahiye. emotions par control rakh kar app forex main professional traders ban sakte hain.
      • #78 Collapse

        forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business jo professional hootay hain unko trading kay dooran emotions nahe attay hain.
        • #79 Collapse

          yes ak kamyab trader banany kalia zarori ha ka hmin apny emotions par pora control ho per hi hm acha kama sakty hn is ka baraks ager hm emotions sa kam lam ga to hm loss bhi utha sakty hn:(
          • #80 Collapse

            aap nay bilkul theek kaha k new trader ko is main ziada tar loss isi waja say hota hai k wo is main patience nai rakhtay hain or isi waja say us ko loss ho jata hai
            • #81 Collapse

              assalm o alaikum g han ap ney buhat hi achai bat ki hai agar ap buhat achaey trader banna cahta hai to ap apni emotion ko per kabo rakah ker ka karein pher ap ko us ka acha ruslts meley gey
              • #82 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen emotions par cantrol karna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen emotions k sath kam karny se kafi loss ho skata ha isi liye hmen is bsuiness me emotions k sath kam nahi karna chahe
                • #83 Collapse

                  jee han main ap se agree hoon k Forex main professional bennay k lie all traders ko apne emotions per control kerna chahie kuin k akser trader aur new trader emotion main trade kertay hain jis ki wjah se un ko loss hota hay ager hum emotion ko control ker k Forex market ka analysis ker k trade krain to Forex se achi earning ker sektay hain.
                  • #84 Collapse

                    well ji haan ap ney sahi kaha hai mai agre karta hoo k forex business mai sabar yani k pataience bht hi zaruri ha kyun k jitnea ap is main sabar karo gey utna hi ap is mai erning kar skau gey kyun k sabar ka paal hamrsha meetha hota hai ..
                    • #85 Collapse

                      Forex me kamyaabi k liye hmen apny emotions py fully control rkhna ho ga otherwise hmary liye loss ho ga ku jkd bazi kaam snwarny ki bijy baigarti he kaam
                       
                      • #86 Collapse

                        Forex trading mai zaroori hai kay aap Forex trading mai aap apnay emotions par control rkho agr aap Forex trading mai apnay emotions par control rkho gay tb hi kamiyaab hojaogay.
                        • #87 Collapse

                          Apny emotions py qabu rkhna bht ziada zroori hota he is liye hmen trading krty wqt apny emotions py bhi control rkhna prta he ta k hm achi trading kren aur jldbazi na kren
                           
                          • #88 Collapse

                            Gi bilkul forex myn emotions ka koi kaam ni ha. is lye hum ko apne emotions pr control krna chaye. is lye hum ko forex myn professional banne k lye hum ko practice krni prti ha or sath sath apne emotions pr bhi control krna chaye. or loss ki risk ko kam krna cahye. tah k hum apni trade se profit le skte hyn.
                            اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
                            • #89 Collapse

                              mere doston main aap ko bata don k jab aap trading karoo to sub se pehle apne emoshan ko control karoo take aap ko faeda ho jaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g haan aap ki baat sahi hy, forex main emotion free ho k hi trade kerni chaeay, ku forex totally technical business hy aur is main mind k sath soch samaj k trade kerni chaeay na k emotional ho k jald bzzi sy, aur tab tak market sy door hi rehna chaeay jab tak emotions pay control nhi ho jata

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X