Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?
    ASLAM U ALAIKUM FRIENDS... Fundamental analysis, analysis ki type ha aor fundamental analysis yeh hota ha k is main analyziz economy, social aor political shamil hotey han aor hum inhi ki madad se forex trading main trade laganay k phly market k kisi currency ka in k Tor pe analysis krtey han phr hum market ko samajh saktey Han k market up Jani ha yah down Jani ha aor kis ko buy Kia jata ha aor kis ko sell Kia jata ha...
    Click image for larger version

Name:	Economy-growth_3-01.png
Views:	2
Size:	39.7 کلوبائٹ
ID:	12462986Click image for larger version

Name:	images (22).png
Views:	1
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12462987Click image for larger version

Name:	750x450_02.png
Views:	3
Size:	42.2 کلوبائٹ
ID:	12462988
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

    Fundamental or teChnical 2 Tarhaa k Analysis HoTay hain maRket Main To HumEn Chaahiye k agar hum FoRex Main Kaamyaabi Hasil KaRnaa chaahtay hain To Technical Analysis Matlab MaRket ko deKhnay K sath Sath Fundamental Analysis Matlab News Par Bhi DeHaan DeN Taakay Trading Main Nuqsaan k ChanCes BhoT kam HooN....
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

      jese tecnical analysis hote hein bilkal ese hi fundamental analysis be hote hein hume zada se zada is main work krte rehna chaiye acha bonas hasil krna hai tu phr hume is main daily menat k sath acha kam krte rehna chaiye
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

        Asslam O Alekum All Members Umeed Hai Ke Aap Theek Thak Honge
        Boss Aapki Bat Right Hai Hamen ismein aakar acchi trading Karni Hoti Hai kyunki Agar Ham ismein acchi chatting Karte Hain To Ham ismein jarur kamyab Ho jaate Hain tu Har Bar Hamen chahie hota hai ki Ham ismein acchi trading Karen aur kamyabi Hasil Karen jitna jyada Ham ismein kam karenge utna hi jyada Hamen kamyabi Milega To Har Bar Hamen chahie ki Ham ismein bahut achcha kam Karen
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

          Asalam-o-alikum dear ap ny sahi kaha hy forex mein 2 trah ki analysis hoti hain aik ko fundamental analysis kaha jata hy aur dosari ko technical analysis kaha jata hy , new par ki jany wali analysis ko fundamental analysis kaha jata hy
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

            Gee mai ap ki baat sey agre krta ho k forex market mai hum fundamental analysis krey tou hum market mai best entry ley sakty hai. Ap ney apney thread mai fundamental analysis ko kis tarah analysis kr sakty hai. Hum en points ki madad sey market mai fundamental ansalysis best kr sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

              App nai buuut ache tarah iss ke wazahat ke hai belkul isse tarah hai forex trading mai hamai chaye ke hamesha news pe nazar rak kar iss ke time ka hamai pata hona chaye aur news time pe hamai trade karnai say avoide karna vhaye.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

                AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhai ap ny fundamental analysis ky bary main pocha hy yh news hoti hn jis ko daikh ker hum trading start ker sakty hn hmain trading start kerny sy pehly news ka jaiza lana ho ga bhir trading start kerni ho g.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

                  ji han bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki acche trading Karen aur usmein kamyabi Hasil Karen jitna jyada Ham ismein kam karenge utna hi jyada Ham ismein kamyabi Acer karenge To Har Bar Hamen chahie Hoga Ki Ham ismein mehnat Karen aur bahut hi accha bonus Hasil karke ismein kamyabi Hasil Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

                    agar hum FoRex Main Kaamyaabi Hasil KaRnaa chaahtay hain To Technical Analysis Matlab MaRket ko deKhnay K sath Sath Fundamental Analysis Matlab News Par Bhi DeHaan DeN Taakay Trading Main Nuqsaan k ChanCes BhoT kam Ho belkul isse tarah hai forex trading mai hamai chaye ke hamesha news pe nazar rak kar iss ke time ka hamai pata hona chaye aur news time pe acchi trading Karni Hoti Hai kyunki Agar Ham ismein acchi chatting Karte Hain To Ham ismein jarur kamyab Ho jaate Hain tu Har Bar Hamen chahie hota hai ki Ham ismein acchi trading Karen aur kamyabi Hasil Karen jitna jyada Ham ismein kam karenge utna hi jyada Hamen kamyabi Milega To Har Bar Hamen chahie ki Ham ismein bahut achcha kam Karen ...
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

                      Dear friend fundamental analysis main market ko Mulki lihaz per dekhna hota hai ki market kis Taraf move kar sakti hai..
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading main fundamental analysis Kia hota ha?

                        Forex mn fundamental analyses news sy related hy jo news economics ky bary mn ati hn kisi bhi country ky bary mn news btati hy kis country ki curncy weak hui r kis ki strong is sy hm us curncy pr trade kr skty hn news ky mutabik q ky news ka buht zeada impact hota hy us cruncy pr is liy fundamental analyses buht zarori hn trading mn kamyab hony ky liy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X