Is there any way that we can predict whats going to happen next to the currency rates

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is there any way that we can predict whats going to happen next to the currency rates
    a lot of indicators provided by MetaTrader4 to analyze the market is going. we can use the Bollinger band indicator to determine the upper and lower limits of price movement. if market sentiment is approaching 96%, then we must be prepared to sell the currency to gain an advantage. because it is not always possible to reach 96% market sentiment constantly.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes there are some ways through which traders predict that where the market will go nin next moments, so you must learn these thisng through which you may get the best results
    • #3 Collapse

      dear forex bht e risky kam hai smj e ni ata pata ni q or mein bht kuch haar choka ho es mein pata ni hr ghalti br br ho jati or jdr mein trade lagata osi waqt e market ulta move kr daiti koi smj ni a raha khud mujay karo y choro
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum jii han bhai jii bilkul hum market key trend ka pehley sey pata laga saktey hen key market next kis simat me move karey ge is key liye ap ko fundamental analysis karney hoon gey.
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum ye kam to barey barey traders be nai kar saktey kay un ko market ki move ka pahley say he pata chal jay kay market ki anay waley time me move kia hogi aur is me to ap ko zyada tar at the spot decisions laney hotey hen.
          • #6 Collapse

            g forex mein is hi liye to teen analysis bane hian technical fundamental aur sentimental analysi ap in teeno ko use karke is mein bohat ziyada earning kar sakte hian.
            • #7 Collapse

              main ye kahoon ga k forex bohot he risky kam hai samajh he nahen ata pata nahen kyunor main bhot kuch har chuka ho iss mein pata nahen har ghalti bar bar hojati or jidhar mein trade lagata osi waqt he market olta move kar daiti koi samajh nahen araha khud mujhy kareo k choron
              • #8 Collapse

                meray khayal se to aisa karna buhat hi mushkil kaam hay q k ager app ko forex mai complete knowldge nahihay aur waisay bhi jo loog pridict kartay hain wo buhat high qualified hoota hain aur economice mai masters hootay hain is lye wo market ko samjhtay hain aur us k mutabiq trading ki pridictions kartay hain aisa nahi hay k her koi ye kaaam kar sakta hay
                • #9 Collapse

                  dear bahut sary log indicators ko use krty hen trend k liye lekin mery khyal sy indicators long term k liye use nahe krne chahye kuon k ye kabhi bhi 100% accurate nahe hoty is liye mery khyal kisi currency ka trend maloom krne k liye sab sy behtr us currency k economical events hay jaisa k gdp aur interest rate wagera in sy hum currency ka trend zyada behtr tor pr maloom kr skty hen
                  • #10 Collapse

                    yes dear agar ap market predict krna chahte ho to is k liye ap indecators se b madad ley sakte is k sath fundamental analysis or technical analysis ki madad se hi ap market predict kr sakte ho
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mein currencies ki future moves ko 100% accurately predict karna impossible ha, humaray pas kuch techniques hain, jin ki madad se humain currencies kay future moves ka andaza ho jata ha lekin 100% profit ki guarantee phir bhi nahi hoti because forex market is unpredictable.
                      • #12 Collapse

                        If you are draw the trend line and you use the indicators. So that you are work the market regular and you are successful trader.
                        • #13 Collapse

                          Off course dear forex main technical analysis ki base pay jes main price action ata hai k app market ki next move ka bta sagty hian our trade ker sagty hian
                          • #14 Collapse

                            humain currny pairs ko lay kar trade karna hota hay jis say humain achi earning hasil hos akti hay agr humain success hasil karni hay to hard work kar kay ana ho ga jis say humain market main loss km ho ga
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              currencies rates k bary me app ko information forex news se mil sakti hey, forex market k future k bary me to expert traders hi knowledge rakty hey magar hamy daily ki forex news ko read karna zarori hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X