analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis ko ignore karny waly loss utaty hain
    agar hum forex mai analysis ko ignore kar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy loss ko katem karny ky liye analysis ko use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex kabe be band na hnony wala busienss hain hum is mai bager pasiao ky accoutn bana kar be kam kar sakty hain yai aik wasee or legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

    Ji han yah Baat bilkul theek hai ki jo log analysis ko ignore kar dete Hain vah loss hi uthate Hain isliye unko chahie ki vah analysis ko ignore na Karen bhalke market analysis karne ke bad hi trading Karen Kyunki Agar market Karnal Aisa Na kiya jaaye To Ham acchi trade Nahin Laga Sakte aur Kamyab trader Nahin Ban Sakte
    • #3 Collapse

      Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

      Exactly, jab bhi koi kam kiya jaye uski agr mukammal maaloomat na hon to nuqsan ka andesha hota hy. forex mn bhi anaysis ko dekhna read krna boht zruri hy ta ke nuqsan se bach ja sake. Is ke ilawa ane seniors se guidance bhi li ja sakti hy.
      Like karna na bhoolain:1f61c:
      • #4 Collapse

        Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

        bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be market ma enter hotaa ha to per hum ko first of all market ko analysis karnaa hoga to per hum ko achi profit hoge warna hum ko loss he hoga ager hum without analysis ka trade open kartaa ha...........
        • #5 Collapse

          Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

          Dear forex trading men trade laganay se pahlay market ka anaylsis karna bahut zaroori hey kiun k trend ka pata nhi chalta jiss ki waja se ghalt trade laga detey hen jiss ki waja loss ho jata hey iss liay agar kamyab trading karna chahtay hen tu phir pahlay market ka anaylsis zaroor karen
          • #6 Collapse

            Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

            G han y baat bilkul theak hey ke Pakistan for ex ka business mein analyse ko ignore kerny Waly hamesaha na kam hoty hain is lay hmean chye ke him trade lagny se phly markets ka jhza le phir trade laghain
            • #7 Collapse

              Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

              Aap nay theek kaha forex main Aap ko analysis ko ignore nahi krna chaiy Aap ko trading karna say pahly analysis Kar ka trade kray gay tu Aap ko kamyabi ho gi Aap ignore kray gay bageer analysis ka trada krtay hai tu Aap ko loss ho ga iss Lia Aap ko kamyabi hasal krni ha tu analysis ko ignore nahi kray
              • #8 Collapse

                Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

                Forex me bhot log samjdar hote hai jab wo analysis karty hai to hum waki un ko ignore kar dete hai us ki waja se hum noqsaan me rehte hai hum ko chahy hum amalysis ko apni zarrot samk kar us se koch sekhna chahy us ko ignore mat kary mehnat kar k log hum ko analysis bhejte hai
                • #9 Collapse

                  Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien jab b trade karna hota h tu ham ko as mien analysis karna hota h agar ham as mien waqt per theek analysis kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
                  as lyee ham ko as mien her bar soch samjh ker waqt per trade kerna hota h agar ham as mien theek waqt per trade kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur analysis ko ignore kerne wale loss uthaty hien as lyee analysis karna zarori h.
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

                    Forex trading business mein analysis ki buht ziada ehmyeet hy hum achy analysis kar k market ko samjh saktay han aur achi trade open kar saktay han aur jab hum market ka analysis karain tu analysis k mutabik hi trade open karni cahaiye tab hi profit earn kar saktay han
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis ko ignore karny waly loss utaty hain

                      Market ki moment ko samajhne ke liye analysis karna jaruri hai apne analyse ko strong Bana jitne Jyada analyzers Behtar Honge market ki moment ko Itni aasani se samajh Sakenge...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X