Thora lalch ziada fiada

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thora lalch ziada fiada
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ko chayaa ka kbhe bhe lalch na kran kiun ka lalch ham ko lose ke taraf la jata hai agr ham forex ko patience ka sath krta han tu ham ko bahut fiada hota hai ham ko chaya ka ham forex main kabhe bhe lalch na kran lalch kran ga tu hamara account wash hona ka bahut bra chances hota han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thora lalch ziada fiada

    Ji han dear friends forex mein hamesha thora lalach karna chahiye or jitna ho saky es se bachna chahiye q k lalch kabhi bhi ap k liye achi chez ni hoti lalch buri Bala he or Hamen chahiye k hum mehnat or Lagan se Kam Karen or thoray pe guzara karen or lalch Mein kabhi na paren q k lalch apko nuqsan de g or apka hasil kiya hua profit bhi hath se chala Jaye ga es liye es mein ehtiyat Karen or sabar kren jaldbazi bilkul na kren
    • #3 Collapse

      Re: Thora lalch ziada fiada

      Ji Mere Pyare bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham Laaj Kabhi Bhi Na Karen Kyunki Agar Ham thoda large Karte Hain To Hamen Jyada nuksan hota hai agar Ham thoda imandari Karte Hain To Hamen Jyada Se Jyada profit hasil Hota Hai aur Hamen chahie ki Ham Laaj Kabhi Bhi Na Karen Kyunki Lalach Ek Buri Bala hai aur Hamen chahie kya Mein sabse Jyada Imandar ke saath Kaam Kiya Karen
      • #4 Collapse

        Re: Thora lalch ziada fiada

        Assalamualaikum...
        Dear Jo insan lalach karta hai wo apni life main kbhe bhe kamyab Nahi ho sakta q k lalach insan ko dooba k ly jata hai. Insan kochahye k lalach na kary q k lalach na karny sy insan ko apna hi faida hoga na k kesi dusray ko.
        • #5 Collapse

          Re: Thora lalch ziada fiada

          Lalach say app iss market mai kuch be nahe kama saktay agar ham.iss market mai kuchnearn karna chahtay hai to uss keleye zarori hai ke ham iss mai patience ke sath kaam.karay aur lalach belkul be ma karay.
          • #6 Collapse

            Re: Thora lalch ziada fiada

            G han bilkul sai kaha jesy ek kahawat ha lalach buri bla ha iska mtlb hmy lalach nh krni chaye jitna hm lalach km krn gn ar mehnt zyada krn gn to hm bht zyada profit hasil kr skty hn agr hm thory py razi rhn to ek na ek din bht kuch hasil kr ln gn jiska hm ny socha bh nh ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Thora lalch ziada fiada

              dear g han ham ko chye forex main less say less profit pr he happy rahna chye is main ham ko chye more say more curse nahi karna chye is main ham ko hurry up kisi bhi kam pr nahi karna chye is main ham ko care k sat agay ki janib bertay trahna chye.
              • #8 Collapse

                Re: Thora lalch ziada fiada

                dear brother Forex trading Main Aisa Kabhi Nahin Hota ki Ham ismein Kamla karte hain aur Hamen ismein Jyada profit Hota Hai Jab Ham ismein lalach Karte Hain To jyadatar Apna Los hi Karvate Hain isiliye Hamen chahie ki awaz mein lala lala Nahin deta profit nahi deta hai
                Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                :1f4af:
                • #9 Collapse

                  Re: Thora lalch ziada fiada

                  nh bhai jan lalch hamen bilkul he nh kerni chye ager ham tori si bhi lach kren gy to hamry liiye masla ban sakta hai.is liye hamen chye k ham money mangement ko follow kren aor risk free trading kren.ager ham risk free trading kren gy to ham us men kamyab ho sakty hain.is liye hamen chye k ham lach na kren bal k ham safe trading kren.
                  • #10 Collapse

                    Re: Thora lalch ziada fiada

                    assalamu Alaikum aap sab log theek Honge mein itna Kahana chahta hun ki agar Ham lala l kam Karenge to inshallah Hamare acchi nind aaegi so please lalach Kabhi Na kiya karo Pyare bhaiyon
                    • #11 Collapse

                      Re: Thora lalch ziada fiada

                      g dear men apki bat sey agree kerti hun hamesha thora lalach karna chahiye or jitna ho saky es se bachna chahiye q k lalch kabhi bhi ap k liye achi chez ni hoti lalch buri Bala he or Hamen chahiye k hum mehnat or Lagan se Kam Karen or thoray pe guzara karen...
                      • #12 Collapse

                        Re: Thora lalch ziada fiada

                        Bhai jaan Forex online business mein lalach karna Forex ke rules ke khilaf hai isliye Hamen chahie ki Ham Lala bilkul Bhi Na Karen laalach Jo member Karta Hai vah Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakta lalach karne wala Insan sirf aur sirf nuksan par sakta hai fayda Nahin Utha sakta isliye main Kahana chahta hun ke lalach se bilkul Dur Rahen acchi mehnat Karen accha profit Hasil Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Thora lalch ziada fiada

                          Thoda Lala Yadav profit Nahin Agar Ham ismein thoda Lal Aaj Karenge To Hamen is Mein Thoda Thoda profit bhi nahin Hoga Hamen ismein kam nuksan Hota Rahega Agar Ham is Mein kam Bhi lalach Na Karenge To Hamen is Mein Kabhi Bhi Koi nuksan Nahin ho sakta aur Hamen is Mein chahie the ham acchi Tarah Se Kam Karen bahut hi jyada mehnat Karen tab jakar Ham is Samay kam kar sakte hain acchi Tarah aur Hamesha mein kabhi bhi nuksan nahin kar sakte
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: Thora lalch ziada fiada

                            ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamesha Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen thoda Lal Lal acche profit De sakta hai Kyunki Hamen thoda profit Hasil Hoga To Ham Thoda Thoda Karke bahut hi jyada profit Hasil kar lenge isliye Hamen Jyada lalach nahin karna chahie
                            PAK ARMY ZINDA ABAD
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thora lalch ziada fiada

                              Friends umeed ha ap kheriyat say hon gay. Friends business may profit person ke decision making pr depend krta ha. Agr wo aik situation may acha decision lay ga to is ka faida usay he hoga or wo zada profit earn kr sakay ga lekin agr wo lalach karay ga to wo aik sahi decision nahi lay sakay ga or us ka loss b usay he bear krna paray ga. Is liyay hamay chahiyay k lalach may a k koe b ghalt decision nay laein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X