loss mai market ka balm nahi hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss mai market ka balm nahi hota
    forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarroat nahi hote forex aik international or world wide business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss mai market ka balm nahi hota

    dear friend forex trading market kisi ko bhi loss naen deti jo log market mn achhi trading krtay hn woh forex trading sa achha profit gain krtay hn aur jo mehnat naen krtay unhen loss he hota ha aur unki is mn apni ghalti hoti ha is mn market ka koe kasoor naen hota
    • #3 Collapse

      Re: loss mai market ka balm nahi hota

      Loss to trader p depend krta hy agr koi shkhs ghlt pair ka intakhab krta hy to saaf si bat hy uska loss he aye galakin ju smjhdari se soch smjh he koi fesla krta hy to blame ki bjaue bonus uska naseeb huta hy
      • #4 Collapse

        Re: loss mai market ka balm nahi hota

        Forex market main trade kerty huey loss kam khud kerty hain tou is main hamain market ko blame bilkul bhi nehi kerna chahiay ky jab hamain kuch loss ho sakta hai tou profit bhi tou hamain forex market main trade kerny sy hi hasil hota hai hamain phir stretigies ko change ker ky trading kerty rehna chahiay
        • #5 Collapse

          Re: loss mai market ka balm nahi hota

          Forex trading aik aisa business hai jiss mai loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai. Agar trade mai profit ho jaey tou hum ye nahi kehtay hain kay market nay humain profit dia hai. Issi tarah jab loss ho jaey tou bhi market ka qasoor nahi hota hai bulkay humain apni he kisi jald baazi ya mistake say loss hota hai. Forex bhi dusray businesses ki tarah hai jiss mai loss aur profit hota rehta hai
          • #6 Collapse

            Re: loss mai market ka balm nahi hota

            Aoa dear friends kia hal ha umeed Haa tamm friend khriat saa hun gaa friends forex mn jab bhi app koo losses kaa Samna karna parta ha ha too ess mn app market koo balam nhn kar sakta QK app jab taak market koo Read kar kaa teared nhn lagta app koo losses kaa Samna karna parta app koo chaia kaa app market ke movement kaa matbaq teared saroo karan taakaa app kaa teared kamyab hoo saka
            • #7 Collapse

              Re: loss mai market ka balm nahi hota

              G han dear aisye he bat hai kay jub humain lose hota hai tu es mai market ki kiya ghkati hai kiyu kay market nay aonye hisab say chaltye rhaina yani kay lose ya peofit mai tu es kai es ki ni hunarye apni waja say he humain lose hota hai
              • #8 Collapse

                Re: loss mai market ka balm nahi hota

                G han janab ma ap k bt sy itefak krta hn work ap ny krna hy os me ap ny dekhna hota hy k kahan kia trade krna hy kitna profit a skta hy profit ho ga ya phr andaza laga k laga rhy ho agr ap ki post andaza walu hy to os ka ilzam ap kisi pt ni dy skty os me kisi ka kasor nhe hota or phr kam ki noyt to apny dekhni hy k ap kia or kaisybkr rhy ho smjh to apny rkhnibhy market waly to apna kam kr rhy hn un ka kasor bana lena ye to glat bt hy.
                • #9 Collapse

                  Re: loss mai market ka balm nahi hota

                  G han aap ne sahi maha hai k loas main markete ka kii kasoir nahi hota hai kasoor tu trder ka hota ghai joo wo ghalat trade laga betgta hi jis ki vaha sg es ko lis ho jata hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: loss mai market ka balm nahi hota

                    Assalamau Alaikum my dear bhai jan main ap se totally sehmat hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex business main hamen jo profit or loss hota hae is main market ka koi qasor nhe hota hae qke market to duniya ke halat ke mutabiq chalte hae to hamen market ko is par blame nhe karna cahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X