Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha
    Assalam o alikum dear friends m apko ye btana chahti hn k forex bht risky business ha is m hr aik lmhy m market apna trend Change krti ha jin logn m hosla ni ha r jinky dil choty hen forex unka business ni ha forex m bara dil r buland hosla chahehy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

    G bilkul ap n thek kaha.. apki bat sy agree krta hon main.. forex m dill ki nhr balk jigar ki zrorat hoti hy.. because is m loss b ho skta hy.. is lyee loss ko bhe bardasht krna prta hy.. jis k lyee jigar ki zrorat hoti hy..
    • #3 Collapse

      Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

      Forex waqai aik risky business hai.jis main kamyabi k liye zaruri hai keh trader ko sabar sy kam lena chahye. aisy log jo sabar sy kam lety hain wo forex main kamyab hoty hain. aur aisy log jo greed sy kam lety hain wo forex main fail ho jaty hain aur un ko bahut ziyada loss hota hai. new traders ko chahy keh wo apny andar sabar paida krain agar un ko start main loss ho to aur real account per trading karny sy pehly forex ko achi tarah learn krain
      • #4 Collapse

        Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

        Friends yay baat b bilkul sahi ha k forex may dil ke nahi jigar ke zaroorat hoti ha. Friends hamay yahan trading krni parit ha jis may kabi hamay profit hota ha or kabi hamay loss bear krna parta ha. To jo log dill say kaam lete han wo bht jald emotional ho jatay han or kuch wrong decisions lay lete han jin ka un ko bht nuksaan hota ha, or jo log jigar walay hotay han un ko kisi b loss say koe farq nhi parta or wo log agay bartay rehtay han.
        • #5 Collapse

          Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

          g han apne ek dum sahi kaha hae forex main dil nhi jiger ki zarort hae hae, yeah kam mushkil bhi hae aur asan bhi es main bhut ziyda mehnat lagti hae tab ja ke kuch hasil hotal hae, es kam main mehnat ke sath sabr ki zarort hoti hae es liyay jis ke jiger ain dum hota hae wahi sabr se kam leta hae aur kuch na kuch hasil kar leta hae
          • #6 Collapse

            Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

            Ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai main bol ke Jigar ki jarurat hoti hai aur aur Hamen sirf aur sirf Jigar ki jarurat honi chahie Jigar se Hamen tak milati hai Jigar Forex Ek Jaruri bahut Achcha kam hai isliye hamen bhi acchi milati hai Jigar ki jarurat hai to Fir Bhi Hamen Forex ki acchi bolunga Diya sale Hoti Hai Forex bahut Achcha business hai aur ek is the code for business
            • #7 Collapse

              Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

              forex aik aam job ke nisbat boaht ache job hain hamy is main loss or profit ka samna karna parta hain hamy loss apne mistake ke waja sy hota hain hamy loss par dill chota nahe karna chahey hamy hamy apne mistake ko durest kar ky kam karna chahey per he hum is main pasa kama sakty hain hamy loss ke waja ko sahe karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fatima mansoor پيغام ديکھيے
                Assalam o alikum dear friends m apko ye btana chahti hn k forex bht risky business ha is m hr aik lmhy m market apna trend Change krti ha jin logn m hosla ni ha r jinky dil choty hen forex unka business ni ha forex m bara dil r buland hosla chahehy
                Walaikum assalam bhaijaan Forex trading Ek bahut hi Jabardast business hai agar Hamen is business Mein risk reward Hasil karna chahte hain To Hamen bahut acche tarike se pahle iska knowledge or experience Hasil karna hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fatima mansoor پيغام ديکھيے
                  Assalam o alikum dear friends m apko ye btana chahti hn k forex bht risky business ha is m hr aik lmhy m market apna trend Change krti ha jin logn m hosla ni ha r jinky dil choty hen forex unka business ni ha forex m bara dil r buland hosla chahehy
                  Forex trading mein aap apne mind Jigar Aur Dil sab ki jarurat Hoti Hai Jab aap freshman se kam Karte Hain To Uske results bhi achcha Aate Hain aur sometimes ko aapko Kafi risky decisions bhi Lene Hote Hain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

                    G bilkul.. I completely agreed with your point of view.. Forex aik business hy jis m profit aur loss both possibilities hen.. To loss ko brdasht bhe krna prta hy jis ko bardasht krny k liye dill ki nhe jigger ki zrorat hoti hy...
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

                      forex aik business ki trah hy iss mein loss ho jata hy kbhi kbhi aur profit bhi isi liy iss key liy hamin khd ko strong bnanuy ki zarorat hy iss key liy hamin khd ko strong bnanuy ki zarorat hoti hy isi liy hamin loss honey per depressed nhi hona chahiy iss key liy hamin chahiy keh ham khd ko incourage krein tub hi ham iss mein kamiyabi hasil ker sakty hein..
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

                        Boss aap ki baat belkul durast hai aur jetna ho sake ham ko mehnat karna hota h agar ham as mien kaam kerte hien tu ham ko as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kamaee karna hota h
                        as lyee as mien hamain khud k lyee kuch na kuch kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kuch b hasil ker sakte hien aur hamain as mien dil ni jigar ki zarort hoti h as lyee hamain as mien her bar kaam karna hota h aur hamain as mien kamaee karna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

                          Jnb ap NY to kamal hi kr deya kiysh kahny ap ky yah kam wohi banda kr sakta Jo jigar rakhta kiyou yahan hain ak hi mint hain bhot kuch mil bhi jata ha or bhot kuch loss bhi ho jata ha Jo serf ak jigar wala hi bardast kr sakta ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex m dil ki ni jigar ki zrort hoti ha

                            dear fruiend forex tradingf main ap ko dil say kam karna chahye aur as kleleye ap k pass ak acha gegar hona chahye ta k ap ko loss bhi ho to ap osay say pareshan na ho as leye ap as main ak expert trader ban saktry hain autr klameyab ho sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X