jab market ke movememt ke samj na aye to ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab market ke movememt ke samj na aye to ?
    agar hamy market ke movement ke samj na aye to hamy is mai kam nahi karna chahey pher he hum los sy bach saky gy hamy market ke movmnert ko samjna ho ga hamy expert ban ky kam karan ho ga pher he hum agay bar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai students or poor mans be or job less mans be kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

    Market ki movement samaj ni ah rahe ho or acha entery point na mel rha hu to wait kar lena he best hai, confusion ma bonus invest karny sy loss ko ham khud dawat detyn hai, bonus safe ho ga to dosry din tesry din hamy acha entry point zarur mel jae ga, forex asa business hai jis ma hamy profit he acha lagta hai but jb loss hota hai to ham bhot panic ma chaly jaty hai, bena market ki movement ko samjy trade ma jana he bhot bari galti hia,
    • #3 Collapse

      Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

      dear friend forex trading mn trade lganay sa pehlay market ki movement ko achhi trh read krna chayay aur jb achhi profitable position milay tub trade lgani chayay aur agr market ki smjh na a rhi ho to achhay mauka k wait krna chayay
      • #4 Collapse

        Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

        Jab kabhi bhi aapke sath aisa Ho ki aapko market ki samajhna a rahi ho tu mere Bhai aap ek baat se hamen rakhen jab bhi aapko samajh na aaye to aapane trade open nahin karni kyunki Bina vajah ki jo trade hoti hai vah hamen loss hi deti hai profit nahin deti isliye hamen aisi trade se jismein Koi signal Na Ho use open nahin karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

          Dear jb market ki movement ki samjh na aa rahi ho tu behter hota ha k hm kha makha trade open na krean q k jb market ki samjh hi ni aye ge tu hm kis base pe trade ko open kr sakty haen ye tu kha makha market se panga lainy wali bt ho jaye ge aur apna nuqsan kra any wali bat ho jaye ge.
          • #6 Collapse

            Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

            dear friend ap keleye yeh lazmi nahi k aop nay daily trade leny hy chjahy as main loss hi qu na ho dear gab tak ap ko market ki samagh na ay to ap ko hahye k as main trade opon na karen chahy as main ak week hi qu na lag gay
            • #7 Collapse

              Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Perveez پيغام ديکھيے
              agar hamy market ke movement ke samj na aye to hamy is mai kam nahi karna chahey pher he hum los sy bach saky gy hamy market ke movmnert ko samjna ho ga hamy expert ban ky kam karan ho ga pher he hum agay bar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai students or poor mans be or job less mans be kam kar sakty hain
              Assalamu Alaikum mami Forex trading business mein bahut hi patient ke sath kam karna chahie jab tak Hamen market ki Sahi movement samajh Na Aaye To apni trade copa nahin karna chahie Chahe uske liye kitne bhi Din Guzar jaen
              • #8 Collapse

                Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

                g hqan ap sahi kah rhy ha ham logo ko jab kabhi be forex par markewt ki movement wagrasamj n ma nai aya rhai ha to ham logo ko chayia ka ham log kabhi be luck par depen d ho kar tarde nia karya bilka ham log us waqt trade hi nai open karya bilka ha,m log shai movemnet wagra ka wait karn chayia aur ham logo ka is ka bad hi tradee wagra open karya
                • #9 Collapse

                  Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

                  My dear forex friend agr humy market ki movement ka pata nhi chal raha to humy trade nhi lagani chahiy or is k os poit per nazar rakhni chahiy jaha s humy profit mil sky or profitable position ka intzar karein or sahi moqy p trade strat karein
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

                    hamy ache learning gain kar ky market ke movmenet ko samj kar kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai musalsal mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

                      G han my dear forex friend hum jab bhi trade lagaen to humy chahiy kih hum pehly maket ko anlays karein or jab market achi position dy kih yaha p humy acha profit mily ga to humy trade ko open krna chahiy or agr market ki movement ki samajh na aiy to humy apny senior s mashwara krna chahiy or sath m wait krna chahiy sahi position ka
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

                        agr ham market k movement ko samjh kr kam kary gay to to ham forex main achi learning kr skty hain forex bhot hi ziada famous hony wala kam hain isc kam c har insan faida hasil kar skta hain agr hamy market kay movement samjh main nh a rhy hain to hamy wait krna chahy or thek time k any p trade kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

                          fida bhe hota he or loss bhe hota he lakin jab ham manually trade kar rahe hote ehn toh hamko pata hota he ke ham ne kese trade karni he is trah ham ko itna risk nahi hota lakin robot kabi bhe hamko profit hamesha nahi deta is lie manually trade is always best
                          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jab market ke movememt ke samj na aye to ?

                            Asalam-o-alikum dear jab humy instaforex mein trading ky doran market ki movement ki koi samjh na aye to humy trade nahi karni chahiye , asy he market ko samjhy baghair agar hum trading karen gy to humy loss he hoga , bus humy market ko samjhy baghair trading nahi karni chahiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X