Indicater zyada na lagay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicater zyada na lagay
    Aziz dosto kuch log apnai chatt ko indicaters say bhar daitay hain aur aisay log trading ke dawran hamesha confusion ka shikar hotay hai achai trading keleye zarori hai ke hamara chart saaf shafaf ho agar ham.indicaters lagay be to 2 say zyada na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicater zyada na lagay

    G belkul app sahe keh rahai Hain hamai chaye ke hamesha ISS Mai apnai chart ko saaf rakai agar ham zyada indicater laga ke iss Mai trade karaingay to hamai market ke koye samaj nahe ayege aur ham sahe tariqy say trade nahe Kar sakingay.
    • #3 Collapse

      Re: Indicater zyada na lagay

      Je hamy ik ya zayda sy zayda 2 indicators use karny chahe, indicators sy b hamy 100 percent surety ni hoti, zayda indicators sy confusion ma ezafa ho jae ga, hamy indicator ka estamal market ki support or resistance k kareeb karna chahe, trading ma best entry points support or resistance k pass he melty hia,
      • #4 Collapse

        Re: Indicater zyada na lagay

        aap nay bilkul theek kaha ha kay forex trading may indicators key apni ahmiat ha magar unnecessary or un concern indicator aap ko faida key bajai pareshani say be dochar kar saktay hain iss leay concern indicator laga kar to the point analysis or knowledge say forex trading karain or profit hasal karain
        • #5 Collapse

          Re: Indicater zyada na lagay

          karta hon k jis nay b forex business ko join karna ha us k hard work or serious ho kr es ko join karna ho ga or zayda say zayda demo pr practice kar k experience hasal karna ha jo new trade zayda say zayda demo practice karay ga us ko utna hi acha experience or profit milay ga
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: Indicater zyada na lagay

            indicator hamy market main enter hony main madad daty hain hamy knowledge or experience hasil kar ky indicator ko use kar ky kam karna ho ga hamy fake indicator sy bachna chahey hum forex main full time be kam kar sakty hain or hum is main part time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Indicater zyada na lagay

              hamy indicator ko use karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain yai students ky liye ache job hain hamy is mai paisa invest kar ky risk lena ho ga forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hian forex aik legal business hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Indicater zyada na lagay

                Yes bohot zyadah bhi nahi lgane chahye kuch lga skte Hain choose KR ke Jo best lgen sahi se Jin ko jante smjhte hon aur acha kaam KR sken Jin se to unko add KR len Jo keh I think 2,3 he kafi hon shayed
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Indicater zyada na lagay

                  is forex main planing kar k hi hum sucss hon gay aur hamain indicator ko use kar k hi hum sucss hn gay aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main learnign karni ho gi ta k earning karien gay aur hamain demo main practice kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is say faida ho saky ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X