Aziz dosto forex mai loss to har kise ko hota hai lekin kuch log hamesha loss pe loss kartay jatay hain aur isske main waja hamara lalach hai ham.aksar lalach mai akar ghalat trade kartay hain barai lots size ke sath jo hamai zyada loss daita hai hamai chaye ke hamesha market ko analyse kar kai aur money management ke sath trade karai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим