forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?
    Asalam-o-alikum dear kese bhi kam mein jab tak hum risk nahi laty hain hum us mein kamyab nahi ho sakty hain ,kuch log nakami ky dar sy risk nahi laty hain jab tak ap risk nahi len gy to ap kaisy kamyab hun gy esi trah forex mein bhi risk leye bagair hum kamyab nahi ho sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

    Risk lena bhi roz k kaam ka aik hisa hay kyun k risk bhi aik best tool hay aisa bhi hta hay k risk aksr faeda dty hay lkin members risk lety hwy ghbrabty hain kyun k un members ka experience kamm hta hay or decision power strong nai hti hay
    • #3 Collapse

      Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

      G han bhai ap na tk kaha risk k bgair kamyabi namumkin ha. jo darta ha wo kbhe kamyab ni hota agr hum forex main kamyabi chatay hen to humain risk zarori laina paray ga ni to humain koy faida ni ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

        Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se agree karat hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex aik risky business hae is main hum tab he risk len jab hamara account balance zayada ho or hamare pas acha experience ho hum ese he risk na len forex main
        • #5 Collapse

          Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

          ji Nahin bhai jaan Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Forex trading Mein Ham risk Lene se sirf na kam ho sakte hain Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen chahie hai ki Ham ismein acche se kam Karen aur Agar Kamyab hona hai to aur Hamen chahie hai ki ham ismein har bar minut Bhi Karte Rahen Taki Ham jaldi se nahin kar Paya aur acche traders Mein Shamil Ho jaen
          PAK ARMY ZINDA ABAD
          • #6 Collapse

            Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

            Mere Bhai aap duniya ka koi bhi kam kaisa bhi kaam Ho usme agar kamyab hona hai to risk to Lena Hi padega risk ke Bina kamyab hona bahut mushkil hai Forex trading jitna Bada business hai utna hi jyada risky business bhi hai isliye Forex trading mein kamyab hone ke liye hamen risk Lena padta hai aur har business mein give-and-take hota hai
            • #7 Collapse

              Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

              walaikum assalam dear friend aapane bilkul theek kaha hai Forex mein risk lene Se Hi kamyabi milati Hai kyunki itna jyada risk karenge utna hi jyada profit bhi ho sakta hai and second opposite side mein kitna loss bhi ho sakta hai bahut hi profit and loss risk management ko control karke a thoda profit aur thoda Los ho sakta hai aur account save rahata hai.....
              • #8 Collapse

                Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

                Gbbelkul forex Mai jab ham trade kartay Hain to iss Mai hamai zaror risk laina parta hai lekin uss risk ko Kam ya zyada karna hamarai apnai hath Mai hota hai agar ham chahay to Thora risk Lai agar chahay to zyada Lai.
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

                  Bilkulll risk len ge tu he hmen ksi bh ceaz ky bary me ilm ho ga agr hum risk na len tu hmen ksy pta chly ga..islyea risk lna chyea...forex me bh jub trading kr rhy hoty hain tub aasa he tu hota hai na
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

                    bhai jaan aap theek kah rahe hain Forex online business mein Jitna Zyada risk loge utna zyada bonus Milega aur sath mein nuksan bhi hoga Forex online business Mein Jitna fayda Hai utna nuksan bhi hai Mere Pyare Bhai Main aapko Kahana chahta hun ke risk Kam len experience aur knowledge ke sath kam Karen kamyabi milegi
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

                      g me apki is bat say bilkul agree karta hun k forex me risk lena he parta hey or risk jitna hoga utna he profit hoga isme apny apna capital phenkna hota hey or jitna bara capital hoga utna he bara profit ap earn kar sakty hen.waisy b dunya k kisi b kam ko dekh len usme apko earning k liay risk to lena he parta ehy or invesment b karna hoti hey waisa he same forex me b hota hey lakin yaha asani ye hoti he k ap isko jaha marzi beth kar join kar sakty hen or earning kama sakty hen.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saleemkhokhar پيغام ديکھيے
                        Asalam-o-alikum dear kese bhi kam mein jab tak hum risk nahi laty hain hum us mein kamyab nahi ho sakty hain ,kuch log nakami ky dar sy risk nahi laty hain jab tak ap risk nahi len gy to ap kaisy kamyab hun gy esi trah forex mein bhi risk leye bagair hum kamyab nahi ho sakty hain
                        forex k business mei risk ka factor bohat ziada hay ess liay hamain ess cheez say darna nahi chahiye balky hamain risk ko sath lay k chalna chahiye , risk lain gay to hi kamyab hon gay , risk k bghair ham kam nahi kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

                          Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forex forum main kabhe kabhe achy profit kliye thura bhot risk lina parta hy liken yad rhy risk zeyada na lien ager ap ko thura bhot profit ajye tu pher her bar risk lina shuru na kar den koch log jab onhen thura profit mil jaye tu pher wo risk lina shuru kar dety han or pher loss kar bethty han ya pher apna account wash kar bethty han
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

                            Ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai Forex marriage Ke Liye Na sahi hai agar Ham product Mein chalenge To Hamen nuksan Nahin Hoga Agar Ham Ratna Ki Loge To Hamen nuksan Hoga aur ham nuksan nahin uthana Chahte aur Hamesha Mein kamyabi Hasil karna chahte hain ek baat acchi business hai mere se bahut jyada aur Waqt Mein per kam karte hain aur Raat Din yah kam Kiya Ja sakta hai Chalte firte ghumte yah kam Ham kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein risk lany sy he kamyabi milti hy ?

                              G han dear aapki baat bilkul sahi hai ki risk Lene Se Hi kamyabi milati Hai Lekin uski bhi apni knowledge aur experience ke mutabik ki leni chahie Taki Hamen Zyada loss ka Samna nahin karna Pade aur profit Aashiqui Jaaye.
                              :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X