Posting ka delete hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting ka delete hona
    Assalamu alaikum traders ummid karta hun aap sab khairiyat se ho gay hamari posting delete kyon Hoti hai uski ek vajah yah hai ki hamari posting ki quality acchi Nahin Hoti yah vah copy ki hui hoti hai isliye hamen apni posting per jyada se jyada to jode Nahin chahie taki hamari post delete Na ho kyunki jab ek post delete Hoti hai to hamari mehnat Jaya hoti hai hi hai isliye hamen apna Kam acche tarike se karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting ka delete hona

    Asslamu allikum dear brother hamri ki hoi posting esi lye delete ho jati hen keh kuch new members jinhen knowledge nhe es bat ka wo apni post ko thek say write nhe karty or do say teen line post kar dety hen or ik he jesi same thread post karty hen or jo bad men ham us thread men posting karty hen to forex us thread ko jab delete karty hen to hamri posten bhi delete ho jati hen to hamen chahye keh ham apni thread or posting ky meyar ko acha bnain
    • #3 Collapse

      Re: Posting ka delete hona

      My dear Fox rul ke mutabik aap ki posting aur treads kabhi bhi delete nahin hoti balki usko page se remove kar diya jata hai jiski vajah se aapki posting aur threads ki numbering mein kami a jaati hai to mere khyal mein hamen chahie ki yah darr aur acchi quality wali posting karni chahie jisse dusron ko fayda Ho aur hamen bhi posting aur threads ki numbering mein kami a jaati hai to mere khyal mein hamen chahie ki yah darr aur acchi quality wali posting karni chahie jisse dusron ko fayda Ho aur hamen bhi thank you God posting aur threads ki numbering mein kami a jaati hai to mere khyal mein hamen chahie ki yah darr aur acchi quality wali posting karni chahie jisse dusron ko fayda Ho aur hamen bhi thank you God bless you
      • #4 Collapse

        Re: Posting ka delete hona

        Dear my friends post ki delete hony ki bohat si waja hy in may say ake ya bhi hya kay ager hum kiss kay repeted thread per post kary ga to iss kay thread kay delete hony ki waja say hamri post bhi delete ho jati hay hum ko in thread per post kary jo repeted na ho.
        • #5 Collapse

          Re: Posting ka delete hona

          Ap ne bhot acha saval kiya he post kio delete hoti he is ki bhot sare reason he or us me se ak ye he ke jb hm repeatd thread pr post karte he to hmare ppst delete ho jate he
          • #6 Collapse

            Re: Posting ka delete hona

            ASSALAMO ALIKUM my dear and forex members apki bat sahe hy hamri postin deket bhi ho jati hein is ki wakha posts coomon words mein write mein kib gai hoti hein mayri pots delete nahe hoti bal zeeada bouns ka sabab banti hein is liy achi achi postin kia krein or acha bouns hasil kya krein ie trah apki posts delete nsahee hon gi ....
            • #7 Collapse

              Re: Posting ka delete hona

              Dear forex forum par pehlay ithne ziada sakhthi nahee hothe thee lekin ab chonke members be ziada ho Gaye hay our ziada thar new members he threads create karthay hay tho ab forum k rules kuch sakhth ho Gaye hay is liay hamay buhut ihthiaath say threads create karnay chahiay our agar aap k thread say miltha jultha thread be aap nay pehlay Kia ho tho wo delet ho jatha hay.
              • #8 Collapse

                Re: Posting ka delete hona

                Gee haan forex mein Aap ki post delete iss Lia hoti hai Aap ki post ki quality achi nahi hoti ya Aap mistake krtay hai ya pr Aap nay copy ki hoti hai tu Aap ki post delete Kar di jati hai Aap achi post kray gay mistake nahi kray gay tu Aap ki post delete nahi hoti iss Lia in batein ka khly krna chaiy
                • #9 Collapse

                  Re: Posting ka delete hona

                  Forex trading main forum per aj kal bahot ziyada posten delet ho rahi hai so apko chiye kay thread limit kay hisab say karyn extra thread na karyn forex main jo log thread ziyada karty hain unhay pata hona chiye ky un ki is choti si ghalti ki waja say najany kitny logon kaa nuqsan ho raha forex main ziyada log acha learn karty hain or achi post karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting ka delete hona

                    Umeed krta hunn Trading ko aap enjoy kar rahay hongay jab naakas myar ki threads hongi unpe jab hum reply karain gay hamari threads jab delete hongi sath he posts bhi zaya hongi esliye kaha jata hay hay hamesha behtreen threads topic ko choose karain aur ussi ka he reply karain.....
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting ka delete hona

                      Bhai jan kiye logo k posts bhi delete bhi ho jate hain mere khayal se wo is threads mein replay karte hain jo delete ho chuki hoti hain aur isse inke posts bhi delete ho jate hain ya pher wo posts mouzo se haat kar karte hain isi inke posts delete ho jate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting ka delete hona

                        Work quality ko behtr bna kr kaam krty rehna smjdaar members ki nishani hay kyun k wo posts achi quality ki krty hain or us k ilava forum pay apna time waist nai krty hain threads achi share krty hain or phir is trha wo achy sy count ho jati hain or delete hny sy mehfoz ho jati hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting ka delete hona

                          g han dear apki bat sahi hai k posts delete hojate hain lekin delete bhy wo hote hai jin threads pe hamne reply to de dya par wo purane threads ho chuke hote hain aur isi wajah se hamary posts delete hojaty hain .Hamen ismien nayi yani k jis din hamne posting karny hoty hai apne target pura krna hota hai hamen chaye k ham usy din released threads ka jawab den tabhy hamary posts delete nhy hongy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Posting ka delete hona

                            Good Afternoon Friends
                            Ham ko ko main posts delete hote hain to hamne chahye kee ham is main ache aur quality wale posts kar to hi hamne is main acha bonus mil ska hain aor ham ko is mein posting paer hi zor den achhye to hi apko is mein kamyb ho ksta hein aur us mein zyada mehnat bhi karna hofa tab ja kart pa is mein kamyb ho sat ehai oar is mein earn kar skate hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posting ka delete hona

                              ji han bhai jaan Forex trading Mein Hamare Jo post hote hain vah isliye delete hote hain Kyunki Hamen mistakes karte hain unmen bahut hi jyada isliye Hamen chahie hai kya Munh Mein mistakes na Karen aur Soch Samajh Kar Har Bar kam karen to bhi Hamen ismein Apne post ko delete hone se bacha change aur accha bonus Bihar sarkar Payenge isliye Hamen quality bhi Dena chahie post mein delete bhi nahin Honge aur Achcha bonus Milega Hamen
                              PAK ARMY ZINDA ABAD

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X