Analyse karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analyse karna
    Dost Mera aaj ka Sawal hai kya naraz karna bahut Jaruri yah Jo Jitna Mana Karenge utna Mein movement ke bare mein pata chalega aur tabhi Ham kam Mein Basa kar sakte hain analysing Ek garm Sthan Bin Kisi bhi karo Bar Bar Nahin Karenge To Hamen ismein Aage step-by-step perfect Nahin badh Sakte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analyse karna

    ager kisi ko markete ki smjh ati nhai to apko chye k ap lazmi tor per analyse kren to ap is men sy acha profit kma sakty hain.aor analyssi he he sab kuch hai kamyab trade leny kaily.is liye hamen chye k ham ager sahe analysis kren gy to ham is men kamyab ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Analyse karna

      G bhi ap ne bhot acha saval pocha he trading me analysis ka bhot important role he .Agar ap ak ache trader bannana chahte he to me ap ko y btana chaho ga ke kamyab trading keliye analysis bhot hi ziyada important role ada karti he or agar ap analysis karna sekh lete he to ap ak ache trader bn sakte he
      • #4 Collapse

        Re: Analyse karna

        May ye samajhtha hoon k trading k liay analysis karna sab say mushkil kaam hay kionka agar aap k pass ziada knowledge nahee hoga tho aap kabhi he achay analysis nahee ikal sakthay our achay analysis k liay aap ko support our resistence ka buhut acha experiance hona chahaiy our aap nay candles k har pattern ko study karna hotha hay.
        • #5 Collapse

          Re: Analyse karna

          Respected members analysis Karenge to hi market ki moment ko Samay Sakenge Apne analyses ko strong Bana itne Jyada analyses strong Honge utani Hi aasani Se market ki movement ko Samay Sakenge..
          • #6 Collapse

            Re: Analyse karna

            g bhai ham jo bhi trade laga rahy hoty hai us ky bary me phly analysis krna bhaot zarori hota hai. or hamy phr smjh bhi aa jati ha k market kis side py move kry gi
            Achy Threads py thanks tu banta hai na
            • #7 Collapse

              Re: Analyse karna

              Forex trading karte hue analyses ka khaskar khyal rakhna chahie analysis kiye Bina trade bilkul nahin karni chahie agar aap log analysis ke Bina trade karenge to aapke loss ke chances 99% honge jab ke agar aapane message karke trade karoge to aapke loss ke chances 10% honge to aap khud soch lo ok aapko analysis karke trade karni hai ya anil Singh ke bina
              • #8 Collapse

                Re: Analyse karna

                Market ko analyse karna buhut he acha aur zarori Cheez hai agar ham ISS Mai market to sahe tariqay say analyse karkai trade karaingay to ham acha profit kamanay Mai kamyab ho sakingay hamai chaye ke iss Mai har cheez ko daik Kar trade karai.
                • #9 Collapse

                  Re: Analyse karna

                  Good Afternoon Friends
                  ham ko is main analysis zaroor karna chahye market ko focuse kar k hi is mein tarde karna chaiye uar is mein ham ko chaiye k ham is mein market ko samjhen k liy is mein mehnat kare aur jab tak ham ko is mein sahi waqat nhi milta hain is mein trade nahi karna chaiye aur is main nanlysis zaroor karna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Analyse karna

                    Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends forex min kmyyabi k ly knowledge r experience gain krny k ly market p analysis kia jta hai ta k ap ko us ki movement ka pta ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Analyse karna

                      G han dear aapki baat bilkul sahi hai ki Hamen ismein analysis karna chahie Agar Ham ismein trading karna chahte hain aur ismein nahin karna chahte hain tab bhi Hamen acche se analyses karna hoga Takia MS Mein profit Hasil kar Saken.
                      :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                      • #12 Collapse

                        Re: Analyse karna

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Akramkhan6550 پيغام ديکھيے
                        Dost Mera aaj ka Sawal hai kya naraz karna bahut Jaruri yah Jo Jitna Mana Karenge utna Mein movement ke bare mein pata chalega aur tabhi Ham kam Mein Basa kar sakte hain analysing Ek garm Sthan Bin Kisi bhi karo Bar Bar Nahin Karenge To Hamen ismein Aage step-by-step perfect Nahin badh Sakte
                        Acchi trading karne ke liye analysis bahut jyada matter karte hain Bina analysis ke Agar trading Karte Hain To trading kabhi bhi acchi Nahin Hoti aur trading Karke launch hi hota hai isliye Hamesha analysis Karke trading Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Analyse karna

                          g han analysis sab sa important ha ham log agar is ma market ko achi tara aur analysis kara gay to ham log is ma tab hi kamayab ho skahta han is ma ham log jitan market ko analysis kara gay ham logo ko utan hi market ki movemnet ka bara ma pata chalta ha ta ka ham log is ma kamayab ho skaha uar ham log is ma achi earning kar sakha is ka liya market ko analysis karna zarori ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Analyse karna

                            mery bahi jesy k ap sub janty han k forex aik international market ha jes mian hum currency k lian dain kerty han yani k 1 country ki currency ko buy ya sell ker k 2nd country ki currency ko buy ya sell ker sakty han jes k liy live market main trading ki jatai ha or tarding kerny k laiya ap market ka analysis kerna hota ha analysis ka matlb dakhan hota ha k market kai trend bana rahi ha us k liay diffrence tool use kaiy jaty han.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analyse karna

                              forex trading men hum markete ko analysis krny k bad hi trade open karty hain agar hum tukky se trading kren gy to hum apne account ko wash kr len gy.. es ley pehly trading karna sekhen aur markete ko samjhen es k bad hi trading shru kren aur 1 month tak demo account par trading sekhen bad men apna ryal account par trading kren

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X