Dear Friends, Assalam o Alaikum. mehnat sy har namumkin chez bhi mumkin ho jati hai. mehnat k balboty per hum apny halat aur qismat badal sakty hain..jo log mehnat karty hain wo zarur kamyab hoty hain.mehnat karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai.chahy jitny bar wo nakaam hon at the end wo zarur kamyab hoty hain..forex main bhi aisa hai..shoro main new traders ko failure dekhna parta hai jo give up kar jaty hain wo nakaam ho jaty hain aur jo lagy rehty hain wo kamyab ho jaty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим