posts delete hone ke main reason....must read it

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posts delete hone ke main reason....must read it
    Assalamu Alaikum my dear friends g han forex main hamare daily base par kuch posts delete ho jate hain un main hamara koi qsaoor nhe hota hae q ke forex main repaeted threads allow nhe hain jo bhe repeated treads karta hae un ke threads delete ho jate hain or jin logon ne us thread ka jawab diya hota hae un ke posts bhe delete ho jate hain to yeh main reason hae posts delete hone ke
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posts delete hone ke main reason....must read it

    Assalamu Alaikum dear friends and members ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Hamari Jyada post repeat hone se hi delete ho Jaate isliye Hamara Vishwas banta hai agar Ham Kisi post per answer de rahe hain to use post ko dekhne ka kya yah To repeated threats to nahin hai aur Iske alava Ek Aur chij Ke Humne lines ki limit Ko Bhi Apne Sine Mein Rakhna Hota Hai kya threads a5 lines se kam hai yah
    • #3 Collapse

      Re: posts delete hone ke main reason....must read it

      Brother ap na ik important issue ko raise kia ha aj kal vaki mi hamari kuch posts delete ho jati hain is ki vja mi ap ko btati hn jb ham ksi aisy thread ka reply krty hain jo bar bar repeat ki gai ho os sa jb forex valy thread ko delete krty hain to hamari posts bi delete ho jati hain ya jb aisy thread ko ham reply dty hain jo ek do lines mi likha hta ha to os sa bi hamari posts zay ho jati hain is lia hami aisi threads ko reply dani sa bachna chahye
      • #4 Collapse

        Re: posts delete hone ke main reason....must read it

        bhot acha sswal kia hain apne forex main pak froum main ziyda experience hasil hota hian post karne k lie experience share karna chahaiye baar baar ek be post ya per baar baar ek he thread nhe opan karna chahaiye qk is say sirf post and thred delete hoti hain jo k or kuch hasil nhe hota hain post ko safe rakna hian tu humhain ziyda time pak froum ko dena hoga and ziyda time spand karna hoga pak froum main or mazeed experience share kar k apni post ko safe rkah skte hain .................
        • #5 Collapse

          Re: posts delete hone ke main reason....must read it

          G han dear ye bat tu mai bhi kar rha haun aur kafi logo ko batya bhi hai kay hum jo threats kartye hain wo phlye kay hotye hain reapted hotye hain jis ki waj say humara threats ko delte kar diya jata hai hala kay humain koshesh karni chye kay hamesha fresh threat he sent karain
          • #6 Collapse

            Re: posts delete hone ke main reason....must read it

            Dear members
            Ap ny boht acha question kia hai humri kuch post delete ho jati han is ki aik waja tou hamari post ki quality han agr quality low han ya un mai koi spelling mistakes han wo post delete kr di jati han dusri important waja kuch thread reapted hota han jo kay forum ka rulez ki khilaf warzi han is waja say wo threats delete kr dia jaty han us kay sath humri ki huwi post bhe zaya ho jati han hum aysi thread ka reply nahin krn chaheya..
            • #7 Collapse

              Re: posts delete hone ke main reason....must read it

              salaam Alaikum Mere Bhai ummid karta hun aap sab log theek Honge main aapko gussa Itna Kahana Chahta Hun Ki Hamari post delete hone ki reason yah hoti hai ki Ham acche quality ke post Nahin Karte balki Apni taraf Se to ke Lagate Hain to hamare post delete kar di Jaati Hai
              • #8 Collapse

                Re: posts delete hone ke main reason....must read it

                Walaikum assalam dear friend aapane bilkul theek kaha hai bilkul ISI tarah post delete hoti Hai kuchh member apni e trade repeated kar dete Hain jisse vah delete ho jaate Hain aur number ki bahut acchi post bhi delete ho jaati hai isliye koshish karenge bahut acchi post karni chahie Jo new Ho......
                • #9 Collapse

                  Re: posts delete hone ke main reason....must read it

                  G han boss main ap ki baat say agree hon....... forex main aksar hamari posts aur thread is liye delete hoti hy kyon k woh repeated hoti hain forex main aksar new members repeated threads aur posts karty hain kyon k un k pass itna knowledge nahi hota is liye new members ko chahiya k woh apny senior members ki posts aur threads ko read karain is k ilawa forex and trading k bary main knowledge aur acha experience hasil kar k work karain to woh is main zaroor kamyab hongay
                  • #10 Collapse

                    Re: posts delete hone ke main reason....must read it

                    G han my dear forex friend forex p hum daily basis per jo posts krty hein on m s koch delete ho jati hy on ki delete hony ki sab s bari waja copy threads ya repeated threads hain jin per hum post krty haien likin humari post delete ho jati hy qkih jab thread delete ho ga to os per ki hoi posts bhi delete ho jati hy
                    • #11 Collapse

                      Re: posts delete hone ke main reason....must read it

                      my dear friend ager hamary post delete horahy hn to hamein chye k ham is mn wo post karien jo ik hafty pahly ki ho aur dosra ham us thread per post karein jo forex sy related ho ager wo forex sy related nhe h to pher wo delet kar dy jaty h so hamein chaye k ham jo bhi post karien na to ham un ka jawab long long dien aur topic sy related jawab dien is traha sy hamary post delete nhe hogy
                      • #12 Collapse

                        Re: posts delete hone ke main reason....must read it

                        AOA! dear friends umeed ha k ap theek hon gy brother apny bata ker acha kia main samghta hon k sirf meri posts hi shyd informative nhi hoti ya phir kisi aur waja se del ho jaty han is lisy tu kaha jata ha k repeated threads per reply posts kerna wqt zaya kerna ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: posts delete hone ke main reason....must read it

                          agr hamri post delete hoti hein tu is main hamri galti hai hum befasol thread main comment krte hein jis ki waja se hamri post delete hoti hein hum agr achi achi thread main reply krein gey tu hamri thread delete nai ho gy
                          :1f60d: hard work :1f60d:
                          • #14 Collapse

                            Re: posts delete hone ke main reason....must read it

                            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai ki post Mare isliye delete Hote Hain Ki ham acche se post read Nahin Karte Hamen chahie ki Ham post Karke usko padh len Taki Hamari Koi Galti To Nahin tabhi Ham ismein Darne kar Payenge aur ismein profit HAL kar Payenge iske liye Hamen chahie Ham bahut jyada mehnat Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: posts delete hone ke main reason....must read it

                              Post delet hony main sub say bara reason ye hai kay ziyada trader ziyada likes kay chaker main 4 say ziyada thread kr dety hain jis ki waja say jo log nechy replys karty hain wo nuqsan ka samna karty hain so apko chiye ky threads kam say kam kiya karyn taanky apko limit kay rukes ko follow karna bahot zarori hai without limits kabhi bhi ague na baheryn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X