Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye
    Forex trading mai loss ki barri wajh trade open kertay huay volume ya lot size ka ziada hona hai. Traders market movement aur trends ko daikh kay ya koi news ya signal kay anay pay apna lot size bohat ziada rakh laitay hain. Jo aik bohat barra risk hota hai. Ziada lot size ki wajah say market ki thori si bhi reverse movement account ko wash kernay ka baaes ban jaati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

    dear friend forex trading mn aksr traders ziada profit k lalach mn big lot size use krtay hn aur trade loss mn janay sa account bhi wash ho jata ha to meray khial mn apko lot size apnay account ballance k hisab sa rakhna chayay jo apka account ballance brdasht kr skay
    • #3 Collapse

      Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

      Ji han yah Baat bilkul theek hai ki Hamen chahie ki Jab Ham trading kar rahe ho to Ham lot side ka risk bilkul Na Le Kyunki lot size ka risk Lene se Hamara account wash ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham trading Khoob Karen Itni Jyada Karen lekin lot size kam rakhen Jyada lot size car race bilkul Naal hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

        Forex trading mein lot size hi humari trade mein risk ko kam ya zayada kerta hai aur risk humain apnay account balance kay hisab sae lena chahyea iss lye lot size hamesha account balance ko dekh ker hi set kerna chahyea ta kay humain koi loss bhi na ho aur profit bhi ho jaye
        • #5 Collapse

          Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

          Assalamu Alaikum dear friends and members ummid hai aap sab khairiyat se Honge aapane bilkul theek baat ki hai ki Hamen trade Karte Babu lot size ka iska Nahin Lena chahie lekin yah Agar hamare pass knowledge experience aur kisi Man ki help maujud ho to Ham ine risk se Sikh bhi sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

            Dear brother good morning umeed krti hn k ap khairiat sa hn ap na ya bat thk kahi ha k hami trading krty vkt vziada lot size use ni krna chhaye is sa bht sary diadvantages ho skty hain phly bat to ya k jb ham ziada lot aize use krty hain hami tension bad mi bht ziada hti ha jsy hi trading opposite side pa jay dosra hami jaldi close krny ki tenaion hoti ha k hamarai trasing mazid loss mi na chli jay tesra hamara acount bi waash ho skta ha is risk ki vja sa
            • #7 Collapse

              Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

              yes forex trading main ziyda loss mil skta hian agar hum trading main ziyda riks le gy and trading main lot of big lot use kare gy agar hum dehan say trade kare gy and ziyda risk nhe le gy apne cpital ko dkeh k agr trade lete hain lot size ka ziyda risk nhe lete hain tu account o wash hone say bacha skte hain trading k liye ziyda risk lena bhot bhari mistake hain qk merket ki move kabi kbi itni fast ho jati hain k loss itna hoga k ewcover b nhe ho skta hain .................
              • #8 Collapse

                Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

                Assalamu Alaikum my dear bhai ja main ap se agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main lot size jo aik ratio hae yeh bahut important hae koi bhe trader agar lot size par qabo pa jata hae wo forex trading main kamayb o jata hae to is liye hames cahiye ke hum hamesha kam se kam lot size use karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

                  G han dear waqiya he aisye bat hai kay humain trading mai kabhi bhi lot size ko barha ni rakhna chye kiyu kay lot size jitna bara rakhain gaye utna he zayda hum risk laitye hain aur risk lainaye mai aksar humara account wash honye kay chance zayda hotye hai na
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

                    AOA! dear forex members umeed ha ka p theek hon gy ji hn treading main humary loss aur profit ka inhasar lot size per ha ager humara balance low ha aur hum news son ker ya phir suitable situation sun ker hum apny balance se kahin ziada klot size rakh laty han jis se ya hota ha k market ager thori se reverse mode main chali jay tu is se acount wash ho jata ha please aisa kerny se avoid karein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

                      bilkul dear friend trade open karte hue lot size tarikh bilkul nahin Dena chahie jab bhi trade open karne lage use Waqt analysis aur support resistance ko dekh kar trade open kar liya Karen lekin jaldbaji nahin Karen agar trade nahin mil rahi to pending order laga kar intezar Karen trade mein achcha profit.......
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

                        Trade kartay hui hamai hamesha iss mai lots size kam say kam.rakna chaye hamai iss mai kabi be had say xyada risk nahe laina chaye aur mukamal money management ke sath kaam karna chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

                          ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai ki trading Karte Hain Main Laut 5 ka rate Nahin Lena chahie aur ismein Soch Samajh Ke trading Karni chahie aur senior se Mashwara Karke tabhi Ham ismein Kuchh earning aur profit kar Payenge ISI Mein Hi Hamari bhalai hai aur ismein koi mistake nahin karna chahie Kyunki Ek niche ki vajah se Hamara Kaun wash sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

                            Good morning Mere Pyare Bhai Main ummid Karta Hun ki aap sab Mere Bhai khairiyat se Honge theek Honge all member baat ho rahi hai ki lot size mein trading open Nahin Karni chahie Mere Pyare bhai Agar hamare pass bonus kam hai Humne Apne Se Jyada trade open kar liya hai To vah Hamen sirf aur sirf nuksan hi de sakti hai bolke profit Nahin de sakti Hamen Apne bonus ke mutabik hi trade Lagani Hogi Apne bonus Se Badi Jada train Nahin Lagani chahie Kyunki jab tak Hamara bonus Jitna Hoga Usi ke mutabik hi trade lagaen Agar Ham apni bonus Se Jyada lot size ke trade Laga Dete Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan hi uthana padta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kertay huay lot size ka risk nahi laina chaiye

                              G han main apki baat say agree kar raha forex main trade lagaty howaye subh say ehim baat ye haai kay apko chiye ky apni lot size ka khass khiyal rakhyn kyun kay jitni lot size munsab hogi apko is cheez ka utna he faida hai so apko chiye kay lot size ka khas khiyal rakhyn kam lot size account ko safe rakhny ki zamant hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X